Sideway market trend.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: side way market trend

    Dear Mate Market Main Three Types Ke Movement Hoti ha or Iss Sab Movement Ko Understand Kar Kay He Mareket Main profit Banaya Ja Sakta hai iss Liy aap Ko Chaye Kay Investment Karny Say pely aap Ko ye three Types Lazmi Smajna Chaye or in Ko Trade Kaisay Karna Hai Ye Be lazmi Understand Karna Karna Chaye tab He Successful HOna Possible Hai Or Acha profit Lyny Ke Twaqo Ke ja Sakti hai Dear Mate Market Main Trade Place Karna Sab Ko pata hota hai lekin Trend Kay Opposit Kabi be trade Nahi Karna chaye Iss Say aap Ko Boat Zada Loss Ho sakta hai or aap Ky Account Be Wash Ho Sakata Hai..

    First Movement Hoti hai Bullish Jis main aap Ko market Main Long Entry Place karny per Focus Karna Chaye Or Trend main hamesha Long Entry Find karein.Or Bearish Way main hamesha Short Entry Find karny Chaye ager aap Forex Market say Acha profit Banana Chaty hain Toh.Lekin Jab market Main trend Reverse hota hai Toh ap Ko identify karna Ana Chaye.Market Jab Trend Reversal hoti Hai Toh Ager Hum Entry lay Kar Trend Ko Last tak Follow karty hain Toh Hum Market Say Acha profit Gain kar Sakty hain Ku kay Trend Ke Start main Enter Hona Kafi Difficult Hota hain or Yehi perfect Entry Hoti hai Iss Kay liy Jab Be Hum Market main Apna Entry Point Set karty hain Toh Humy iss Ke Retrace Or Market Ke Correction Ko lazmi Clarify karna Chaye Ku kay Ye 2 Point he aap Ko Acha Profit Or Loss Say bacha Sakty hain Or Ager Trend Kay Against Trading karty hain Toh kabi be Kamyabi Hasil nahi kar sakty hain Iss Liy Jab Be Trading Karein Hamesha Trend Ko Follow karty hoay he Kiya karein.tabbi Acha Profit Mil Sakta hai..

    Third Market Hoti Hai Sideway market Jiss Main aap Ko Support or resistance Main rhty hoay Trading karna Hoti hai or aap Ko Support Zone main market Ko Buy Karna Hota hai Or Resistance Zone Main sell Krna Hota Or Or Break Out Or false Break Out Say Khud ko alert Rak kar Trading karna Hoti hai.
    Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: side way market trend

      ji member jyada Kiya ja sake aapko pata hai ki market ki movement bahut jyada hoti rahti hai aur market ki movement ko janne ke liye hamen bahut jyada experience ki jarurat hoti hai jyadatar market ki movement teen tarah ki hoti hai number 1 up movement number 2 down movement aur number 3 sideway women market mein yah teenon movement bahut jyada important hoti hai aur ine teenon movement ko analyse karna bahut jyada jaruri hota hai aur ine teenon movement ke bare mein Janna bhi bahut jyada jaruri hota hai kyunki Ham ine teenon movements ko jaane bagair kisi bhi pesh per trading ko open nahin kar sakte agar Ham is tarah se karenge to hamen last hoga aur hamen benefit hasil nahin hoga isliye hamen chahie ki agar humne apne kam mein benefit aur profit hasil karna hai to iske liye jaruri hai ki ham forex per se aur lagane se kam Karen agar Ham is tarah se karenge to hamare experience mein ijaafa hoga aur hamara kam karna aasan ho jaega hamen chahie ki Ham control continuously online rehkar apne kam ko hardworking ke sath Karen aur interest self-interest show Karen is tarah se karne se hamen experience hasil hoga aur uske sath hamari information may be Zafar hoga hamen chahie kya apne senior member se guideline ne yah teenon movement bahut jyada important hoti hai kisi bhi trade ko open karne ke liye isliye encounter like karna bahut jyada jaruri ho jata hai
         
      • #48 Collapse

        Re: side way market trend

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Larib پيغام ديکھيے
        Forex market ki movement 3 trends main hoti hay jis main trading ki ja sakti hay, kabhi ye movement fast aur kabhi slown hoti hai side ways movement ka matlab hota hai jb market stable ho jati hai or kuch dair ik he jaga bar bar move karti rehti hai aisi situation ma jo price action hota hai wo na he bullish lagta hai or na he bearish side way movement ko some time side way drift b kaha jata hai ye side way movement pair ya commodity ki us price ko show karti hai jo kuch dair k lae ik limit ma set ho jati hai es ko ham es tarha b describe kar sakty hain k market price support or resistance ma qaid ho jati hai aisi situation ma trade karna tricky ho jata hai Side ways movement ma trade karna aksar bhot risky ho jata hi kiu k agr hamy achy entry or exit points mel b jayn to ham big profit hasil ni kar sakty kiu k movement bhot limited hoti hai but agr market hamari entery k bad wrong direction ma support ya resistance ko break kar jae to hamy bhot loss ho sakta hai lekin es loss ko ham minimize kar sakty hain agr ham stop loss lo achy sy use karen kuen k es sy ham maximum loss ay bach jae gy or may b small profit hasil karny ma kamyab ho jayn is liye ye bat clear ho gae k hamy side ways ma trade ma agr jana hai to ye zarur zehan ma rakhna ho ga k risk sy barphor hai ab hamy apny risk ko sath sath manage b karna ho ga
        dear Forex me Lafz trend ka mtlb hy "Rujhaan" is ki basic teen types Hoti hen aik bullish, bearish and Sideway agar baat ki jay sideway trend ki to Is situation may market na bullish hoti hay aur na bearish hoti hay, is may market bohat slow movement karti hay, aur choti range par trade karti hay, yeh time scalpers k lye bohat acha mana jata hay. Lakin scalping bohat risky hay forex trading ke markets main market kee aik sidee per movement ko kehtay hain yaani jab market kissi makhsoos simt (direction) main chaahay woh ooper ho ya neechay trend kehlaati hay trend kee total teen iqsaaam hain aik bearish trend hota hay jiss min market directiondowside hoti hay doosra hota hay upside trend yanai bullish jiss main market oper move kerti hay or teesri kisam hay sideways trend iss main market koi say do levels kay darmyaan main range kerti ahy is main profit haasil kiya jaa sekta hay market ki jo price ha agar woh price chart ma higher high banati chali jaye aur neechay se uper ki taraf jana shuru ho jaye to yeh market ma up trend chal raha ho ga. Up trend ko Bullish trend bhi kehtay hian jis ma market uper ki janab janay ki koshis karti ha jab market lower low bnana shuru kar dain to os wqt market down trend ma ho gi k market uper se neechay ki traf ana shuru ho to ap samajh jayen k market down trend ha, is ko bearish trend bhi kehtya hian jis ma market na to up trend ma ho aur na hi down trend ma ho balke thoday se pips k damyan ma move kar rahi ho os ko ham range bound market bhi kehtay hia Trend ko identify karnay ka tareeqah meta trader ma aik tool ha trend line ka agar woh chart pe draw kar li jaye to ham trend ko check kart sakty hian Candlstick chart ko janna bohat zaruri ha Support aur resistance levels ki madad se upside trend yanai bullish jiss main market oper move kerti hay or teesri kisam hay sideways trend iss main market koi say do levels kay darmyaan main range kerti ahy is main profit haasil kiya jaa sekta hay.
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #49 Collapse

          Re: side way market trend

          Dear brother market mein 3 tarah ke hote Hain bearish trend bullet train aur side way trend.
          forex trading mein jitne bhi members kam karte hain aur vah is se fayda hasil kar rahe hain vah sab in trends ko bahut jyada follow karke hi fayda hasil kar sakte hain kyunki agar aap forex market se fayda hasil karna chahte hain aur aapko ine sab chijon ka pata nahin hoga to aap kabhi bhi forex se fayda se nahin kar sakte bullish trend ho ya bearish trend Ho har ek main aapko apne experience ke hisab se trading karni hoti hai har trend ko aap apne indicators aur analysis ke hisab se dekhte hain aur usmein apni trade lagate Hain jab bhi aapko apni trading mein profit hoti hai to iska matlab yah hai ki aapke pass achcha khasa knowledge maujud hai aur aap market ke mahabali trends ko samajh sakte hain agar aap mein yah kabiliyat maujud hai aur aap market mein use waqt entry karte Hain jab aapko profit ka jyada chance ho to yah aapko bahut fayda deta hai aur aap ismein bahut accha profit hasil kar lete hain.
          Ham forex trading mein jitne bhi indicators aur signals ko istemal karte Hain usmein hamen yah fayda hota hai ki hamen trade open karne mein aasani hoti hai aur ham market ko aasani ke sath samajh sakte hain agar Ham master kishan ke indicator score samjhe aur usko apni trading mein laen to hamen bahut fayda hasil hoga kyunki jab tak aapko jyada knowledge aur achcha experience nahin hoga aap is business mein accha profit bhi hasil nahin kar sakte hamen is business mein apne aap ko ek kamyab trader ke taur per proof karna hai aur yah use waqt hi mumkin hoga jab hamare pass forex trading ka achcha khasa experience or knowledge aaega.
          Market chai kisi bhi trend mein movement kar raha hun aapko use samajhna hoga kyunki aapane suna hoga ki trend is friend lekin friend ko apna friend aap sirf usi Surat mein banaa sakte hain jab aapke pass knowledge ki kami nahin hogi aur aapane ek achcha sa experience hasil Kiya hoga experience will karne ke liye aapko forex forum per bahut tavajjo ke sath kam karna hoga aur ismein aapko bahut expert member aise milenge Jo master likhke sangh ke train ke bare mein bahut details ke sath discussion karte Hain usmein aapko ek acchi guideline milegi aur aap ko kisi teacher ki bhi jarurat nahin hogi aap demo account ke jariye aur indicators aur uske tarikh ko apply karke apne aapko forex trading mein expert banaa sakte hain shukriya
          • #50 Collapse

            Re: side way market trend

            Trend ko smjhne ke liye apne live chart ko dekhna haike kaisa market ki price ek shape main banti hai or down or up move kerti hai or trend ko kafi shapes main ap analysis ker sakte hai Trend ko smjhne ke liye apne live chart ko dekhna haike kaisa market ki price ek shape main banti hai or down or up move kerti hai or trend ko kafi shapes main ap analysis ker sakte hai trend ye hai k market ka kidhr ko rukh hain is ko kisi waqt bhi kia ja skta hai lekin is ka trend dekh kr kia jata hai aur bahut ziyada analysis kr k kia jata hai aur agr market trend change kr ly to ap ko ordr close krne hon gy trend ka matlab hota hai movement key price upwards movement kar rahi hai yeh phir downwards movement kar rahi hai aur forex trading business mein wahi kamyab hota hai jo trend ko friend bana kar trading kar tha hai market ziyada move kr chuki ho y eaik real kama hai is ko kahin bhi kr skaty hain lekin s ko bahut ziyada samjh k kia jai ga y eaik real kaam hai is ko kahin bhi kia j akst ahai markit oper ki traf move kar rahi hoti hai buy trend neche ki traf move kar rahi hoti hai lagatar to sell trend or agar dono mian se kise b side ma musalsal move na kare balke drmeyan ma hi rahe to side way hoti hai trading mai diffrent types of trading styles hote hai aik hota hai swing trading aik hota hai trend trading.trend trading mai app pullbacks per ya koi tarekay se trend mai re enter hote hai aur swing trade mai app strong resistance ya support per price ke ana ka wait kerte hai ous ke baad app trade kerte hai market mai.yeh dono tarekay hai earning kerne ke.mai swing trading kerta hon trend trading mushkil hai.
             
            • #51 Collapse

              Re: side way market trend

              market ke movement 3 traf hote hain market uper ko move karte hain market nicahy ko movement karte hain or is ky ialwa market side way mai move karte hain hamy market mai trade lagny ky lye pahly is ke movement ko samjna ho ga ham market ke movement ko follow karna ana chae hamy market mai mahnet karne hoge pher he hum kamaybe hasal kar saky gy forx aik best karobar hain hum is mai night mai be kam kar sakty hainhum is mai day ma be kam kar sakty hain ya ak famous business hain hum is mai agar market ko analysiz karky is ke movement ko samj kar is mai trade lagty hain to hamy acha munfa hasial ho jata hain frex aik best karobar hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to hamara account band ho jy ga yai kabe be ktem na hon wala business hain hum is mai hard working karty ha t hamy fiada ho ga hum gar mai bath karis mai kam kar sakty hain yai kabe be katem nahi ho ga hum isy apnalife time carer be bana sakty hain hamy market mai trend ko follow karty howe kam karna ho ga forex aik famous business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty han dear ham market mai trading soch samj kar karene chaey pher he faida hain agar hum trade lagty wakt aik be galti kar dety han to hamy nuqsan hain forex aik famous karobar hain hamy ak time table bana kra posting karne ho ge or hamy market mai soch samj kar trade palce karne ho ge forex ak big karbar hain jis mai trade karny ky liye hamy pahly knolwedge hasial karna hoga
              • #52 Collapse

                Re: side way market trend

                market ki moment three types ki hoti hai market up ward move kerti hai market down ward move kerti hai aur is k elava third option ye hai k market side way mein move kerti hai market mein trade lagany k liye pehly is moment ko samjhna bohat he zeada zaroori hai humen market ki moment ko follow kerna aana chahiye hum market mein mehnat ekren gy tou he hum is mein kamyab hon gy hum is mein analysis ker k side way ya kisi bhi moment ko samjh sakty hain hum is mein trade lagaty hain tou us se pehly humen moment ko achi tarhan se learn ker lena chahiye agar hum ne moment k against trade laga di tou humen is se loss ho ga humen forex par trading souch samjh ker kerni chahiye humen is mein time table bena ker kaam kerna chahiye
                forex mein jitny bhi indicators ya phir candles hain humen un mein kuch ko learn kerna chahiye aur un ko use kerna chahiye kuen k is se hamen pata chal jaye ga k market ki moment kis direction mein hai market ka trend kisi bhi direction mein ho humen us ko samjhna ho ga kuen k aap ne suna ho ga k trend is friend aur ye friend usi waqt hamara sath dy ga aur ye kaam hum usi waqt ker sakty hain jab humary paas aik acha knowledge aur experience ho ga market ka third zone support aur resistance bhi shamil hoty hain aur support zone mein humen market ko buy kerna hota hai aur support zone mein humen market ko sell kerna hota hai aur break out se khud ko alert rakh ker trade kerna hota hai
                • #53 Collapse

                  Re: side way market trend

                  Dear job market movement kar rahi Hoti Hai To ismein impulse movement aur corrective movement karte hue site per movement kar rahi Hoti Hai Jab market sideway movement kar rahi Hoti Hai To usmein bahut jyada confusing hoti hai aur aapke liye bahut jyada problem ho sakti hain.

                  Dear market ki impulse aur corrective movement ko properly judge karte hue Jab aap market Mein scalping karte hain aur short term trading Karte Hain To usmein ko benefits Hasil ho sakte hain sideway movement Mein Hamesha aapko short-term basis per trading Karni chahie otherwise aapke liye bahut jyada difficulties ho sakti hai aur aap successful trader Nahin ho sakte.

                  Dear jab market Mein movement confusing hoti hai aur Market sideway movement Mein Apni moment ko complete kar rahi hoti hai to use time per aapko Hamesha trading se avoid karna chahie agar aap sideway movement karti hui market Mein entry Lete Hain To usmein aap ko kabhi bhi long-term basis per trading Nahin Karni chahie otherwise aap Forex trading Mein successful Nahin ho sakte aur aap ko nuksan hone se bahut jyada problem ho sakte hain dear market Mein Hamesha aapko aur time par entry leni chahie Jab market ki movement aapki favour mein ho.

                  Market Jab movement kar rahi Hoti Hai To ismein sideway movement ke alava bullish trend or bearish trend hota hai agar aap market ki movement ko properly complete aur learn karna chahte hain to ismein aapko impulse aur corrective moment se related bhi perfect analysis karne chahie aur Market Mein Apne technical analysis ko perfect banane ke liye market ki sideway movement ko carefully focus karna chahie.
                   
                  • #54 Collapse

                    Re: side way market trend

                    Assalam o Alaikum dear friends business mian market ka Trend buhat zayda ahmiyat ka hamil hota hai our trading main trend ko traders bhi kehte hain ku k market hamesha trend ko Follow karti hai our agar ham b trend ko Follow karen ge to 80% chance profit k hote hai our long term trading trend zayda important hota ha ku k long term main market apne main trend ko asaani se nahi change karti hai dear friends trading business main trend mandrja zail 3 tarha k hote hai

                    Up trend
                    Down Trend
                    Side way Trend


                    market in 3no ko ya ek ko Follow karti hai our agar ham trend ko guess kar len our trend trade karen to ham achi earning kar sakte hai

                    Up Trend ::

                    dear friends jis wakt market long term main up yani bullish ja rahi hoti hai ham us trend ko ap trend kehete hai is main ham bullish trading kar k achi earning kar sakty hai

                    Down Trend::

                    dear friends jis wakt market long term main bearish yani down ja rahi hoti hai to is trend ko ham bearish trend kehte hai ham is wakt sell trade kar k achi earning kar sakte hain

                    SideWay Trend ::

                    dear friends market ma side way trend buhat zayda important hai our is ko smjhna thora mushkil hai our is par trade karna b thora mushkil hota hai ye risky to hota hai lekin ye profitable b hota hai ku k is trend main market na zayada upar jati hai na niche jati hai market upar our neche do pints k damayn side way main safar karti hai is ko side way trend kehte hai dear friends agar ham is trend ko guess kar len our Supports and resistance level par entry and exit kare to ham is trend se buhat zayda fiada hasil kar sakte hai

                    Click image for larger version

Name:	side.png
Views:	4
Size:	45.1 کلوبائٹ
ID:	12333452
                    Ayisha Cutey's Trading Journal
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                    • #55 Collapse

                      Re: side way market trend

                      market Mein motion perplexing hoti hai aur Market sideway motion Mein Apni second ko whole kar rahi hoti hai to use time per aapko Hamesha buying and selling se keep away from karna chahie agar aap sideway motion karti hui market Mein entry Lete Hain To usmein aap ko kabhi bhi long-term groundwork per buying and selling Nahin Karni chahie in any other case aap Forex buying and selling Mein profitable Nahin ho sakte aur aap ko nuksan hone se bahut jyada hassle ho sakte hain expensive market Mein Hamesha aapko aur time par entry leni chahie Jab market ki motion aapki favour mein ho.dear pals market ma facet way fashion buhat zayda vital hai our is ko smjhna thora mushkil hai our is par change karna b thora mushkil hota hai ye volatile to hota hai lekin ye worthwhile b hota hai ku okay is fashion predominant market na zayada upar jati hai na area of interest jati hai market upar our neche do pints okay damayn facet way foremost safar karti hai is ko aspect way style kehte hai expensive buddies agar ham is style ko wager kar len our Supports and resistance degree par entry and exit kare to ham is fashion se buhat zayda fiada hasil kar sakte hai
                      • #56 Collapse

                        Re: side way market trend

                        Dear friends how r you, hamara aaj ka topic hai market sideways movement ke fayde kya hain dear friends sideways movement kahate Hain jis mein market mein kharidne waly traders (buyers) ka aur bechne wale (sellers) traders ka trading ratio match kar jata hai aur market main donon trend equal equal Ho jaate Hain is ko sideways movement kahate Hain aur forex trading main sideways movement har trador use kar k trading karta hai ahr hum ko achi traha use karty hain tu hum apni trading main achi earning akr skty hain or hmain lsos k chances bhi oht kam hoty hain es liye hum yah bhi ka skty hain k hmain apni trading main use hony wala har method achi trah pta ho k hum ny es ko kis trah use karna hai tab hum achy trador ban skty hain aur forex trading main agar hum esko use karty huway kam karen gay to hum market main bohat acha earn kar sakty hay humay chahiye keh esmain khoob mehant karen kyun keh mehnat kar kay trading ko achay say kamyab kea ja sakta hay forex trading main lalach say bhi bach kar kam karna chahiye aur yea aik tarha ka indicator bhi hea aur hum is indicators ko use kar kay kafi ach aprofit kama saktay hain humain agr market main kam karna hay to humain hard work kar kay achy say ana ho ga ta kay market ko smjhna huamry liye asan ho sakay low risk main kam karty hain to humain loss km ho ga demo ko use karty hain to humain practice ho gi sideways movement aik boht acha indicator hota hay jis ko humain use karny main kafi asani hoti hay ye aik sikda khat hota hay jo tb move karta hay jab price move karti hay kun kay ye market main price kay sath hi hota hay agr price is say oper ho to up trend hota hay agr nichy ho to down tred hota hayindicator jo kay chart main aik line ki sorat main hota hay is main humain trends kay bary main maloomat milti hay kun kay ye aik ayse line ki shakal main hoti hay jo price kay oper or nichy jany kay bary main btati hay is main line say oper pirce ho ti trend aqual ho jaty hean
                         
                        • #57 Collapse

                          Re: side way market trend

                          Forex trading ko join karte hain to use Waqt Forex trading Mein different type ke trend hote hain market in trend ki taraf movie Karti rahti hai yah Tamam triend Ek dusre ki opposite kam karte hain aur ek dusre se bahut jyada change hote hain isliye Tamam traders ko chahie ki vahin Tamam trend ko acchi Tarah Se study Karen aur unke differences ko samajhne ki koshish Kare Taki vah market Mein acchi trade Laga sake aur Market Mein achha profit Hasil kar sake market ki movement Kabhi uptrend Mein move karti hai aur Kabhi downtrend move karti hai aur Kabhi yah sideway ki taraf Move karti hai jo market trend aur downtrend mein move karti hai to use Waqt Ham is main read lagakar is Achcha profit Hasil kar sakte hain aur jab market sideway ki taraf movement kar rahi ho to use market market Mein Apni trading karna bahut jyada Mushkil ho jata hai

                          bahut se traders Aise Hote Hain Jo Ke Jab market sideway Ki Taraf move karti ho to use Waqt is main treading karna band kar dete hain aur apni trade ko close kar dete Hain isliye new members ko bhi chahie ki sideway mein Main Apni trade open na Karen Agar Voh isa Karenge to is voh ice Tarh Se market Mein hone wale nuksan Se Kabhi Bhi Bacch Nahin Sakenge aur na hi Apne loss Apne account ko sev Rakh Sakenge

                          Jab Ke expert aur professional trader hi Jab market sideway move kar rahi hoti hai to use Waqt usmein risk Lekar is metrade Laga Dete Hain jabar market Mein trade Lagate Hain to market ke signals aur uski movement ko acchi Tarah Se Dekh Kar Hi vah market Mein Apna Kam start Karte Hain Kyunki vah market trade Lagane Mein expert hote hain isliye vo sideway trend move karti hai to use Waqt usmein apni trade lagakar use Achcha profit Hasil kar lete hain lekin Aksar in expert ke sath bhi aisa hota hai ki vah Apne kam mein chal jaldbaji kar dete Hain Jiski vajah se sideway movement Mein isase acchi success Hasil nahin kar paate aur unhen loss ho jata hai
                           
                          • #58 Collapse

                            Re: side way market trend

                            Je dear ham sb ko pata hai k market hamesa 3 trends ma move karti hai. Ye ya to uptrend ma hoti hai. Ye down trend ma hoti hai ye phr side movement ma hoti hai. Jb market ki value high move kar rahi ho to usko uptrend kehty hain. Jb market ki value down fall kar rahi hoti hai to usko down trend kaha jata hai.

                            But jb market support or resistance level k bech ma move kar rahi hoti hai to usko side movement kaha jata hai. Es side movement ma traders ka manana ye hota hai k marker support or resistance ko kbi cross ni kary gy to wo buy ki trade open kar lety hain jb market support ki taraf jati hai or sell ki trade open kar lety hain jb market resistance level ki taraf jati hai.

                            Agr wo support sy buy ki trade open karty hain to stop loss support k nechy set karty hain or tak profit resistance par set karty hain. Ese tarha agr wo market ki resistance sy sell ki trade open karty hain to wo take profit ko support par set karty hai or stop loss ko resistance k up level par set karty hain.

                            Market hamesa side way movement ma tb ati hai jb es ma buyer or seller ki ratio same ho jati hai ya ye b kaha ja sakta hai k jb supply or demand ki ratio same hoti hai. Phr agr demand barh jae to market resistance ko tor kar up trend ma chali jati hai or agr supply barh jae to market support ko cross kar k down trend ma ponch jati hai. Forex trader ko hamesa trend k sath trade open karni chahe agr wo trend ko chor deyn gy to unk lae profit hasil karna impossible ho jae ga. Forex ma wo he kamyab hota hai jo market ka trend find karny ma kamyab ho jata hai. Trader asa bhot sy indicator ki help sy karty hain.
                             
                            • #59 Collapse

                              Re: side way market trend

                              dear friend, forex market three types k trends ma move karti ha, jin ma uptrend, downtrend aur sideways trend. sideways ko hm range bound b keh sajtay hain, q k ia ma market perticular range ma up aur down move karti ha, jo aik horizontal price moment ko show karti ha, is ma supply aur demand ki forces takreeban same hoti hain, side ways ma market aik narrow band ma moment karti ha jo na hi uptrend ma jati ha aur na hi downtrend ma jati ha, normaly is ko hm consolidation period b keh saktay hain jis ma prices usi range ma rehti hain, side ways ma trend ki koi khas direction nhi hoti is liay ye short term traders aur trend traders k liay bht frustrating hota ha, sideways prices k strong support aur resistance k darmian move karnay ki waja sa hotay hain, is tarah agr sideways trend ma prices support aur resistance level par regularly rebound ho rahi hain to support k kareeb traders buy kar saktay hain aur resistance k kareeb sell kar saktay hain, sideways ma scalping strategy ko use kar k traders apnay liay acha profit hasil kar saktay hain, lihaza is tarah ki situation ma hmain soch samajh kar aur carefully trading decisions lainay chaian warna trend ki koi clear indication na honay ki waja sa hmain trade ma mistake sa big loss ho sakta ha, is liay ranging market ma present mind k sath aur active ho kar kam karain ta k expert aur professional traders ki tarah timely aur thek faislay kiay jaen jin sa hmain achay results hasil hon
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: side way market trend

                                forex market ma boht saari movements hoti hain side way market ma upward market move hoti hai downword move bhi hoti hai.for instance market pattern ko smjhne ke liye apne live outline ko dekhna haike kaisa market ki cost ek shape principle banti hai or down or up move kerti hai or pattern ko kafi shapes fundamental ap examination ker sakte hai Trend ko smjhne ke liye apne live diagram ko dekhna haike kaisa market ki cost ek shape primary banti hai or down or up move kerti hai or pattern ko kafi shapes fundamental ap investigation ker sakte hai pattern ye hai k market ka kidhr ko rukh hain is ko kisi waqt bhi kia ja skta hai lekin is ka pattern dekh kr kia jata hai aur bahut ziyada examination kr k kia jata hai aur agr market pattern change kr ly to ap ko ordr close krne hon gy pattern ka matlab hota hai development key cost upwards development kar rahi hai yeh phir downwards development kar rahi hai aur forex exchanging business mein wahi kamyab hota hai jo pattern ko companion bana kar exchanging kar tha hai market ziyada move kr chuki ho y eaik genuine kama hai is ko kahin bhi kr skaty hain lekin s ko bahut ziyada samjh k kia jai ga y eaik genuine kaam hai is ko kahin bhi kia j akst ahai markit oper ki traf move kar rahi hoti hai purchase pattern neche ki traf move kar rahi hoti hai lagatar to sell pattern or agar dono mian se kise b side mama musalsal move na kare balke drmeyan mama hey rahe to side way hoti hai exchanging mai diffrent sorts of exchanging styles hote hai jo hamein follow krny cheye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X