Sideway market trend.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sideway market trend.
    All dear Forex member forex market mein trading karne ke liye Hamen three types ke a TREND Milte Hain Jin mein se Ham Kisi Ek Ko follow karke apni trading Karte Hain Forex trading mein Main Market se profit lene ke liye market ke UP TREND aur DOWN TREND Aur Ko follow Kiya Jata Hai Iske alava market Hamen Ek Aur friend bhi show Karte Hain Jisko Ham sideway TREND Kahate Hain is trend Mein Ham Kis Tarah trading kar sakte hain aur isko Kis Tarah Se samajh sakte hain? market ke a Aise trend ko samajhne ke liye Ham kaun sa method follow kar sakte hain? jisse Hamen sideway Trend ke bare mein confirmation Ho Jaaye aur ham Usi Mein acchi trade kar sake?
    PLEASE SENIOR GUIDE AREN K HUM SIE WAY TREND KA KIS TARHA PTA LGA SKTY HAIN?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sideway market trend.

    market ke trend ko maloom kar lena isliye important hai kyunki is tarah Se har member ko andaza ho jata hai ki unko market mein enter kis tarah Se hona hai market mein enter hone ke liye members ko bahut work karna hota hai aur work kar lene ke bad koi bhi member apne trading ko successful banaa sakta hai koi bhi member agar aisa soch Raha hota hai ki vah apni trading ko easily kar lega aur without any experience kar lega tu is tarah Se sochana sahi nahin hai aur members ko trading ke liye kafi experience ki zarurat hoti hai market ke bare mein har member ko maximum knowledge hona chahie aur yah knowledge members ko tab hasil ho jata hai ki jab vah market ko maximum analize karne mein apna time spent karte Hain trading se related experience ka hona bahut important hai aur yah experience members ko trading ki practice ke bad hasil ho jata hai aur practis karna hi sabse important baat hai aur koi bhi member jab apni practice ko continue nahin karta to yahi vajah hai ki usko market se related koi bhi idea nahin milta aur practis se related vah apni capability ko improve nahin kar pata hai successful traders pahle market ko watch kar lete hain aur market ko acchi tarah watch kar lene ke bad vah apne trades ko open karte hain aur koi bhi trade open kar lene se pahle members ko maximum mehnat karna hoti hai aur is mehnat mein har EK member ko trading se related apna experience istemal karna hota hai aur yah experience members ko put se online hokar aur hasil karna hota hai maximum online hokar members ko achcha experience Mil jata hai
     
    • #3 Collapse

      Re: Sideway market trend.

      Assalamu Alaikum Pyare bhajan market and ki maloomat kar lena isliye important hai ki 23 carat Har member ko Andha ho jata hai ki unko market Mein inter Kis Tarah Se hona hai market mein enter hone ke liye member ko bahut work karna padta hai aur baat kar lena ke bad bhi member Apna trading course acche Phool banaa sakta hai aur koi bhi member August Aisa Soch Raha hota hai to vah apni trading co isiliye kar lega aur without and experience kar lega to ISI Tarah Se sochana Sahi nahin hai aur member coaching ke liye Kafi experience ki jarurat Hoti Hai market ke bare mein Har member ko message Nahin wala gana chahie yah knowledge a member ko tab hi Hansi ho jata hai ki Jab vah market Mein mixing hun Nahin karne mein Apna time second Karta Hai trading se related experience Ka Hona bahut hi important hai aur aur yah experience a member ko training ki practice ke bad Hasil ho jata hai aur practis karna hi sabse important baat hai aur koi bhi member Jab apni practice ko continues nahin karta hai to yahi vajah hai ki usko market ke rated koi bhi Idea Nahin Milta hai aur practice se rated vah apni e capability for improve nahin karta Pata Hai Sach full trailers pahla market ko watch kar lete hain aur Market ko acchi Tarah per watch kar lene ke bad vah Apne trades ko open karte hain aur koi bhi trade open kar Lene se pahle member ko maximum mehnat karna hoti hai aur is minut Mein Hardik member core drilling related Apna experience istemal karna hota hai aur yah experience member ko put se online hokar aur Hasil karna hota hai aur message news online hokar Nashik penis Nahin Jata Hai Jab member ko Achcha scenes Milta Hai To vah Jarur Kamyab hota hai Kyunki experience Aisa knowledge wala hai jo ke Hamen Forex trading Mein kamyabi dilata Hai Kyunki maarpeet ka trend Ko Agar Hum Jana Chahte Hain To
      • #4 Collapse

        Re: Sideway market trend.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Mkamal پيغام ديکھيے
        All dear Forex member forex market mein trading karne ke liye Hamen three types ke a TREND Milte Hain Jin mein se Ham Kisi Ek Ko follow karke apni trading Karte Hain Forex trading mein Main Market se profit lene ke liye market ke UP TREND aur DOWN TREND Aur Ko follow Kiya Jata Hai Iske alava market Hamen Ek Aur friend bhi show Karte Hain Jisko Ham sideway TREND Kahate Hain is trend Mein Ham Kis Tarah trading kar sakte hain aur isko Kis Tarah Se samajh sakte hain? market ke a Aise trend ko samajhne ke liye Ham kaun sa method follow kar sakte hain? jisse Hamen sideway Trend ke bare mein confirmation Ho Jaaye aur ham Usi Mein acchi trade kar sake?
        PLEASE SENIOR GUIDE AREN K HUM SIE WAY TREND KA KIS TARHA PTA LGA SKTY HAIN?
        G han dear acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap market mai anylsis kay sath sath es mai ap market kay trend ko bhi follow kiya karain kiyu kay ap ager market kay trend kay hisab say kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai kamyab bhi ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kiya kartye hain tu ap kamyab he kamyab hai tu mahnet aur lagan kay sath ap acha kam kartye hain tu ap es mai markrt ki momen kay hisab say es kay trend ka pta bhi kar saktye hain jis kay bad ap kay kam mai kafi asani ho jatye hain tu asani kaliye zaroori hai kay ap es kay start say he acha kam karain ta kay bad mai ap kaliue kafi asani ho jatye hain tu ap nay apna kam asan karna hai tu us kaliye zaroori hai kay ap es mai acha kam karain ap es mai market kay hisab say kam karsin ap market mai achye anylsis kay hisab say kam karain aur ap ka kam hai kay ap market kay trend kay hisab say kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap bad mai es mai kamyab bhi ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai dil laga kay mahnet kiya karain asal kamyabi tu hai he mahnet mai ager mahnet kay sath ap kam nhi kartye hain tu ap es mai kabhi kamyab ho he nhi patye hain tu ap ka kam hai kay ap es msi dil laga kay mahnet aur lagan kay sath acha kam karsin kosesh kiya karain kay ap market kay trend kay hisab say acha kam kartye hain tu ap ka kam kafi achs ho jata hai aur ap ka kafi faida ho jata hai tu mahnet aur lagan kay sath he ap ka kam kafi acha hai aur ap es mai kamyab he kamyab hai
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Sideway market trend.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Mkamal پيغام ديکھيے
          All dear Forex member forex market mein trading karne ke liye Hamen three types ke a TREND Milte Hain Jin mein se Ham Kisi Ek Ko follow karke apni trading Karte Hain Forex trading mein Main Market se profit lene ke liye market ke UP TREND aur DOWN TREND Aur Ko follow Kiya Jata Hai Iske alava market Hamen Ek Aur friend bhi show Karte Hain Jisko Ham sideway TREND Kahate Hain is trend Mein Ham Kis Tarah trading kar sakte hain aur isko Kis Tarah Se samajh sakte hain? market ke a Aise trend ko samajhne ke liye Ham kaun sa method follow kar sakte hain? jisse Hamen sideway Trend ke bare mein confirmation Ho Jaaye aur ham Usi Mein acchi trade kar sake?
          PLEASE SENIOR GUIDE AREN K HUM SIE WAY TREND KA KIS TARHA PTA LGA SKTY HAIN?
          Market ki movement ky bhi trends hoty hain ky agar market continuously upward direction main move ker rehi hai tou yeh market ka uptrend hota hai beshak market kuch pips downward movement bhi kerti rehti hai lekin overall trend upward hi hota hai tou hamain aesy trend per trade hamesha buy main isterha sy open kerni chahiay ky market main reversal per bhi nearest support tak market agar move kerti hai tou bhi hamara account secure rehna chahiay ky market uptrend main bhi bar bar down movement kerti rehti hai agar ham achi terha account balance ki calculation ker ky trade open nehi kerty tou hamain bara loss ya account wash ho sakta hai isi terha agar market continuously downward movement ker rehi hai tou market main downtrend chal raha hota hai aur market upward bhi movement kerti rehti hai lekin overall downtrend hota hai tou hamain downtrend main trade sell ki ho enter kerni chahiay lekin usi terha hamain nearest resistance ko bhi mind main rakhna chahiay ky market downtrend main zarur hai lekin resistance tak movement ker sakti hai tou hamain isi hisab sy secure trade kerni chahiay jab market long time sy na tou up trend main ho aur na hi downtrend main tou market apni movement tou stop nehi kerti just kuch points ky darmian hi movement kerti rehti hai kabhi up tou kabhi down tou aesy trend ko jab market aik hi jaga long time ky liay stay ker jaey sideways trend kehty hain yeh scalpers sy kiay bahot acha chance hota hai ky jab market sideways trend main move ker rehi ho tou support sy buy ker ky resistance per tp lagaty hain aur resistance sy sell ker ky support per tp set kerty hain aur isi terha bar bar trades open ker ky bahot achi earning ker lety hain hamain market ko observe kerty rehna chahiay ky jab bhi market sideways trend main move kerna shoru ker dy tou ham support aur resistance ki madad sy trade kerty huey acha profit hasil ker sakain
           
          • #6 Collapse

            Re: Sideway market trend.

            All dear Forex member forex market mein trading karne ke liye Hamen three types ke a TREND Milte Hain Jin mein se Ham Kisi Ek Ko follow karke apni trading Karte Hain Forex trading mein Main Market se profit lene ke liye market ke UP TREND aur DOWN TREND Aur Ko follow Kiya Jata Hai Iske alava market Hamen Ek Aur friend bhi show Karte Hain Jisko Ham sideway TREND Kahate Hain is trend Mein Ham Kis Tarah trading kar sakte hain aur isko Kis Tarah Se samajh sakte hain? market ke a Aise trend ko samajhne ke liye Ham kaun sa method follow kar sakte hain? jisse Hamen sideway Trend ke bare mein confirmation Ho Jaaye aur ham Usi Mein acchi trade kar sake?
            PLEASE SENIOR GUIDE AREN K HUM SIE WAY TREND KA KIS TARHA PTA LGA SKTY HAIN.

            han dear acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap market mai anylsis kay sath sath es mai ap market kay trend ko bhi follow kiya karain kiyu kay ap ager market kay trend kay hisab say kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai kamyab bhi ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kiya kartye hain tu ap kamyab he kamyab hai tu mahnet aur lagan kay sath ap acha kam kartye hain tu ap es mai markrt ki momen kay hisab say es kay trend ka pta bhi kar saktye hain jis kay bad ap kay kam mai kafi asani ho jatye hain tu asani kaliye zaroori hai kay ap es kay start say he acha kam karain ta kay bad mai ap kaliue kafi asani ho jatye hain tu ap nay apna kam asan karna hai tu us kaliye zaroori hai kay ap es mai acha kam karain ap es mai market kay hisab say kam karsin ap market mai achye anylsis kay hisab say kam karain aur ap ka kam hai kay ap market kay trend kay hisab say kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap bad mai es mai kamyab bhi ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai dil laga kay mahnet kiya karain asal kamyabi tu hai he mahnet mai ager mahnet kay sath ap kam nhi kartye hain tu ap es mai kabhi kamyab ho he nhi patye hain tu ap ka kam hai kay ap es msi dil laga kay mahnet aur lagan kay sath acha kam karsin kosesh kiya karain kay ap market kay trend kay hisab say acha kam kartye hain tu ap ka kam kafi achs ho jata hai aur ap ka kafi faida ho jata hai tu mahnet aur lagan kay sath he ap ka kam kafi acha hai aur ap es mai kamyab he kamyab hai
            • #7 Collapse

              Re: Sideway market trend.

              Je dear side ways movement ka matlab hota hai jb market stable ho jati hai or kuch dair ik he jaga bar bar move karti rehti hai. Asi situation ma jo price action hota hai wo na he bullish lagta hai or na he bearish. Side way movement ko some time side way drift b kaha jata hai. Ye side way movement pair ya commodity ki us price ko show karti hai jo kuch dair k lae ik limit ma set ho jati hai. Es ko ham es tarha b describe kar sakty hain k market price support or resistanca ma qaid ho jati hai. Asy situation ma trade karna tricky ho jata hai.

              Benefits of sideways trend.

              Agr es ko sensibally use kiya jae to support sy resistance tak or phr resistance sy support tak hamy trade ki entery mel sakti hai. Kiu k market asi state ma hamy clear entery or exit points nazar ah rahy hoty hain. So agr ham asy points ko entery or exit points k tor par use karyn to hamy profit hasil ho sakta hai.

              Risk and Control.

              Side ways movement ma trade karna aksar bhot risky ho jata hi kiu k agr hamy achy entery or exit points mel b jayn to ham big profit hasil ni kar sakty kiu k movement bhot limited hoti hai. But agr market hamari entery k bad wrong direction ma support ya resistance ko break kar jae to hamy bhot loss ho sakta hai. But es loss ko ham minimze kar sakty hain agr ham stop loss lo achy sy use karyn. Kiu k es sy ham maximum loss ay bach jae gy or may b small profit hasil karny ma kamyab ho jayn.

              So es sy ye bat clear ho gae k hamy side ways ma trade ma agr jana hai to ye zarur zehan ma rakhna ho ga k risk sy barphor hai ab hamy apny risk ko sath sath manage b karna ho ga. Agr ham ye sochy k k pechly 1 ganty sy market ese state ma hai or agy b asy he rahy gi to ye possible ni hai. Kiu k market ki state ko change hony ma half minute b ni lagta. Ap ny ye experience kiya ho ga k kahe bar asa hota hai k market pora din etna move ni karti jetna ik ganty ya half hour ma move kar jati hai to market par kbi bahrosa na karyn. Hamesa trade k sath stop loss lazmi set karyn.
               
              Last edited by ; 03-09-2020, 07:29 AM.
              • #8 Collapse

                Re: Sideway market trend.

                Forex market ki movement 3 trends main hoti hay jis main trading ki ja sakti hay, kabhi ye movement fast aur kabhi slown hoti hay. News and fundamental analysis ka is per gehra asar parta hay. Sai trend ko dhoondna aur is per trade karna he acha profit day sakta hay.

                Forex Market main buy ki trade kay liye hamain up trend main trade lagani hoti hay. Jab market musalsal buy main ja rahi ho to isko up trend ya bullish trend kehty hain. Is main respective pair ki value ziada ho jati hay jis waja say isko ziada buy kia ja raha hota hay. Buyers kay exit hony say iski movement kuch down ati hay laikin jab new buyers aty hain to ye gain up jati hay. Up trend main buy ki trade lagaty huye hamary pas itna capital ho keh trade reverse ki surat main ham support point tak survive kar sakain.

                Jab market ki movement nichy ja rahi hoti hay to isko down trend kehty hain. Is main buyers kam aur seller ziada hoty hain. Down trend ki movement ki kai reasons hoti hain ya to isky relative pairs ki value up ho jati hay aur ya phir iski value kam aur stock ziada ho jana. Down trend main ham sell ki trade say earning kar sakty hain. Laikin yahan bhi hamary analysis successful hon, entry point acha ho aur capital itna ho keh ager up trend shuru ho jaye to ham resistance level hit hony tak account ko wash hony say bacha sakain.

                Market ki side movement ka matlab ye nai keh up ya down ki bajaye koi aur movement bhi hay. Market ki movement is main bhi up and down he ho rahi hoti hay. Laikin support and resistance gap small laikin strong hota hay. Yani resistance say support aur support say resistance kay darmian he movement ho rahi hoti hay. Yahan ham resistance say sell aur support say buy ki bar bar small trades say bhi acha profit lay sakty hain. Side way movement main aksar aik din main 2 bar support and reaistance hit hoti hay. Sideway movement main hamain safe trade karny kay liye fundamental analysis aur technical analysis ka bhi khial rakhna chahiye aur stop loss ko use karna chahiye.
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Sideway market trend.

                  Assalamu Alaikum to all Forex member Trend 3 kisam ke Hote Hain uptrend downtrend sideway trend Hamen Forex trading Mein kam karte hue yah dekhna chahie ki market kis position Mein move kar rahi hai agar market up Trend mein movekar rahi hai To Ham isase Achcha profit hasal kar sakte hain Agar market down Trend mein bhi boob kar rahi hai to is main ham achha profit Le Sakte Agar market sideway move kar rahi hai to is se Ham Achcha profit Hasan nahin kar sakte BEL ke Hamen loss ho jata hai isliye market ko Hamen dekh kar aur Samajh Kar Trend Lagani chahie Taki Ham acche tarike se trade Laga sake Apne a business ko profitable business banaa sake aur accha profit hassil kar sake kar sake indicator ko samajhna bahut jyada Jaruri Hota Hai Taki ham market ko acche tarike se Samjhe sake Hamesha market Ko Dekhkar hi trade Lagani chahie Taki Ham acche tarike Se trade Laga sake aur acchi trader Ban sake Agar market side Mein Hai To Ham kabhi bhi achcha profit Hasil nahin kar sakte Kyunki market Kabhi up Trend hoti hai aur Kabhi down hoti hai isliye trade karna bahut Mushkil ho jata hai Is Tarah Ham market Mein acche tarike se trade Nahin Laga sakte hain aur Hamen loss ho jata hai Jab Ham market Mein inter Hote Hain To Hamen bahut sa kam karna padta hai aur Hamen Jyada Se Jyada mehnat karni padati hai Taki Ham apne business ko acche tarike se kar sake aur usmein success Hasil kar Saken Hamen lost na uthana Pade Trend Lagane ke liye hamare pass bahut jyada experience or knowledge ki jarurat hoti hai agar hamare pass experience or knowledge Jyada Hoga To Ham acche tarike se Trend Laga Sakenge aur apne work ko acche tarike se complete kar Sakenge without experience and knowledge ham Koi bhi work acche tarike se nahin kar sakte aur Na Use Mein Kamyab ho sakte hain
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Sideway market trend.

                    Sab Jante Hain Ki Forex Ek international business hai yah Kabhi Na khatam hone wala business hai aur ismein kam karne ke liye Hamen sabse pahle market ka analysis karna hota hai aur jab Ham market ka analyser acchi Tarah se kar lete hain To isase Ham market Mein acchi trade Laga Ke Achcha profit bhi Hasil kar lete hain Forex Mein kam karne ke liye hamare pass experience aur knowledge Ka Hona bahut Jaruri Hota Hai agar hamare pass knowledge or experience Hota Hai To Ham market ke upTrend and downTrend aur sideway ko acchi Tarah Se samajh sakte hain market Mein maujud trends ki madad se Ham indicators ko bhi acchi Tarah Se samajh sakte hain

                    Market ka uptrend

                    Jab market uptrend move kar rahi ho to ham us me trade Laga sakte hain aur accha profit bhi Hasil kar sakte hain market mein uptrend use Waqt Banta Hai Jab bire ki tadad bahut jyada hoti hai to use Waqt Ek bullish candle ki series banti hai Ham uptrend Kahate Hain aur jab market Mein ya trend ban raha ho To Hamen buy ki trade Lagani chahie Is Tarah Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain Hamen kabhi bhi uptrend ke andar sell ki trade Nahin Lagani chahie

                    Market ka downtrend
                    Market Mein downtrend use Waqt Banta Hai Jab sala ki tadad bahut jyada hoti hai use Waqt Ek Barish candle ki series banti hai Ham downtrend Kahate Hain Jab market Mein ya trend ban raha ho To Hamen sell ki trade Lagani chahie sell ki trade Laga Ke Ham isase profit Hasil kar sakte hain downtrend mein Hamen kabhi bhi by ki train Nahin Lagani chahie Agar Ham downtrend Mein buy ki trade Lagate Hain To isase Hamara account wash Ho Jata Hai Jiski vajah se Hamari sari investment Jaaye Ho Jaati Hai


                    Market ke sideway movement

                    Jab market sideway ko move kar rahi ho To Hamen usmein trade Nahin Lagani chahie Agar Ham is Ma trade Lagate Hain To is se Hamen loss ho jata hai Agar Ham loss Se Bachana Chahte Hain To Hamen kabhi bhi sideway movement Mein trade Nahin Lagani chahie Kyunki ismein buy aur sell ki tadad equal hoti hai aur usmein Market Kabhi up and down move Karti rahti hai
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Sideway market trend.

                      Hamen forex market mein three types current Trend Milta Hai uptrend downtrend aur sideway Trend Milte Hain Hamen ine ki help Se Hi market Mein Laga Nahin Hoti Hai Aaj aapane sideways se related discussion ke liye important point ko choose Kiya Hai point ko acche tarike se Samajh Kar Hi Hamen Apna Kam start karna chahie Ham uptrend aur downtrend Ke Waqt trade Laga sakte hain use Lagane se hamen fayda bhi Hasil hota hai lekin Jab market side Ve Mein Munh kar rahi ho to use makatha netrad Nahin Lagani chahie.


                      Market ko learn karna

                      Market mein forex market Mein kam karne se pahle Hamen chahie ki Ham usko acchi Tarah Se land kar le Jab Ham usko acchi Tarah Se land kar lenge tab bhi Hamen usmein Apna Kam start karna chahie aur is Mein sabse Jyada importance market ki movement ko di jaati hai isliye Hamen chahie ki market ki movement ko acche tarike se dekh kar hi truck Lagani chahie Jab marketside Mehmood kar rahi ho to use Waqt Hamen tread Nahin Lagani chahie Kyunki Agar market ki movement side Mein Hogi to use Waqt Hamen bahut bada loss ho sakta hai aur is Lash ko recover karna Hamare liye bahut jyada Mushkil ho jata hai isliye Hamen chahie ke Hamen is Waqt bilkul bhi trade Nahin Lagani chahie


                      Sideway ke disadvantage

                      Sideway mein Lagane se Hamen bahut jyada nuksan ka Samna karna padta Hai Jab market sideway main movement kar rahi ho to use market buy aur saller ki tadad sem Ho Jaati Hai Kyunki use market bhaiya aur buyer aur saller ki tadad barabar ho to use Waqt market thoda Upar thoda niche move kar rahi hoti hai
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Sideway market trend.

                        Dear Forex trading measure of Technical Analysis kar rahe hote hain to aap is baat ka idea Laga sakte hain ki market ki movement 3 different type ki ho sakti hain fast market ki moment bullish trend mein ho sakti hai jismein prices lagatar increase ho rahi Hoti Hai Iske bad market Mein bearish movement ho rahi Hoti Hai jismein prices lagatar down a Rahi hoti hai aur uske sath bat market Mein sideway mein movement bhi hoti hai.

                        What is side way movement :

                        Dear jab market Mein movement Upar aur down ho rahi hoti hai aur uska Ek trend confirm Nahin Hota To aap is movement ko sideway movement Kahate Hain aur Market Mein Jab aap sideway movement Dekh Rahe hote hain to ismein aap kabhi bhi long term trading nahin kar sakte aapko trend ki confirmation Tak Intezar Karna hota hai aur uske bad hi market Mein Ek acchi entry leni hoti hai.

                        Interpretation in Market :

                        Dear jab market Mein sideway movement ho rahi Hoti Hai post time per aapko trading se avoid karna chahie Kyunki Jaise hi market mein trend break hota hai to Uske bad aapko long entry mil jaati hai aur aur aap bahut accha profit Hasil kar sakte hain isliye aapko Puri koshish Karni chahie ki Jab market mein aap entry Lene Lagte Hain to use pahle apni analysis ko complete kar lein.

                        Ek successful trader hone ke liye aapko market ke different movement ka idea Hona chahie aur Market ko analyse aur technically observe karne ke liye aapko is baat ka idea Hona chahie ki aap market mein kaun si moment ho rahi hai agar market ka friend confirm ho chuka hai to Uske bad aap market Mein easily apni entry Hasil Karke profit Hasil kar sakte hain lekin Agar market Mein uska trend confirm nahin hai to aap market ke trend confirm hone Tak Intezar Karen aur uske bad market Mein entry Lekar Achcha profit Hasil kar sakte hain.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Sideway market trend.

                          Doston trading Nahin kam karte hue market ki movement 3 direction Mein hoti hai jismein se ek bahut hi Khatarnak direction hai jismein agar movement ho rahi ho to aapko chahie ke Hamesha vate Karen aur Market ki direction ko change hone den market ki directions

                          1. Upward Movement
                          2. Downward Movement
                          3. Side Way Movement

                          Trading main aapki market ki movement ko Dekhte Hue trading karna bahut hi Jaruri hota hai agar market sideway movement kar rahi hai to aapko wait karna chahie Kyunki isliye dangerous hoti hai aur aapke account ko wash ka sakti hai yah aapke loss ko increase kar sakti hai isliye aapko chahie ke Hamesha Soch samajh gaye aur Jyada Se Jyada market ko analysis karne ke bad hi trading Karen jisse aapko kamyabi mil sake aapki mehnat aur Jyada Se Jyada acchi trading hi aapki kamyabi hoti hai isliye aapko chahie Kaisa Karen main Hans Karen aur Jyada Se Jyada Achcha karne ki koshish karen jisse aapko Punjabi mil sake aur jab market ki movement side per ho to aapko wait karna chahie aur aap ko iski movement ko samajhte Hue Jyada Se Jyada acchi planning Karni chahie Taki aap acchi earning karne ki koshish karen Jo log trading Mein jaldbaji Nahin karte hi log apni trading mein jyada Se Jyada Achcha experience bhi Hasil karte hain aur apni trading mein jyada Se Jyada Aasan Tarika Se Karte Hain isliye Hamesha aapko chahie ke Sabar ke sath daily basis pay Apna ka target complete karte hain aur apne ko quality Hoga Achcha banate hain jaise acche aur Nahin ka mauka Milta Hai
                          🌼 Never Give Up 🌼
                          • #14 Collapse

                            Re: Sideway market trend.

                            market mein trend to find karna hamare liye bahut important hota hai aur jab tak Ham market mein trend ko find nahin kar lete hain tab tak Ham successful trading kabhi bhi nahin kar sakte hain isliye hamen jaruri hai ki Ham market mein fast off aal market ke trend ko find Karen tab hi Ham profitable trading karenge isliye hamen jaruri hai ki humse jitni mumkin koshish ho sake hamen hard work karna chahie aur market ko samajhne ki koshish karni chahie tha ke ham future main market se profitable trading kar sake aur apne liye is business ko as a passion choose kar saken.

                            Types of trend
                            Bullish trend
                            Market mein main trend ki three types hoti hai jail mein upward trend woh trend hota hai jab market upar ki taraf jaati hai to Ham market ko aap word ya bullish friend kahate Hain iska matlab hai ki market upar ki taraf movement kar rahi hai aur market mein Jo bhi currency hai hai uski ki value tu jyada ho rahi hai uski demand mein izafa ho raha hai.

                            Bearish trend
                            market jab upar se niche aana start karti hai to Ham isko downtrend kahate Hain yah Ham is ko bearish trend bhi kahate Hain kisi bhi currency ki job value lo hona start Ho jaati hai to vah niche ki taraf Jana shuru kar deti hai aur ham isko downtrend yah lo trend kahate Hain is train mein bhi Ham trade karke achcha profit game kar sakte hain.

                            Sideway market trend
                            market ka sideway trend hamare liye bahut important hota hai aur isko samajhna hamare liye bahut hi jaruri hai jab tak Ham market ka sideway trend nahin samjhe ayenge tab tak hamen success nahin milegi kyunki market jab bullish trend mein movement kar rahi hoti hai to tab bhi Ham Koi trade open karke market se profit Le sakte hain aur market mein hamen success mil sakti hai.
                            ISI tarah jab market niche ki taraf movement karti hai to tab bhi Ham Koi market mein order lekar market mein working kar sakte hain aur market se profit gain kar sakte hain.
                            jab market ek hi point per upar niche movement karti rahti hai hai aur do fixed-price ke darmiyaan move karti rahti hai aur kisi bhi - support resistance area ko break nahin karti hai to Ham isko side bhi market kahate Hain hamen side bhi market ke liye technical analysis karne chahie Taki Ham market mein sideway market ka pata laga sakte kyunki sideway market trend bahut ahmiyat rakhta hai aur agar hamen iska pata nahin hoga to hamen kafi loss ho sakta hai.

                            Secure account by side way market
                            agar Ham apne account ko safe and sound rakhna chahte Hain to hamen sideway market ka pata lagana bahut jaruri hai kyunki jab tak hamen sideway market ka pata nahin hoga tab tak Ham apne account koshish nahin rakh sakenge Ham jab bhi market mein sideway market mein order lete Hain to fir hamen loss jarur hota hai isliye hamen agar apne account ko secure rakhna hai to fir hamen sideway market ka pata hona bahut jaruri hai aur ji hamare liye bahut ahmiyat rakhta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sideway market trend.

                              g bahi ap na sahi kaha hai is mai three type ka trends hain in ko huma lazmi dahkna chaya ak trend asa hai jis mai market ki samaj nahi ati ka market up jaya gi ya down wo hai side way ka trend is mai market side way mai movement karti hai or is mai huma kubi bi trade nahi lagani chaya ta ka huma loss na ho kiun ka side way movement ka bad market kis taraf move karti hai kuch pata nahi aksar tu market ka analysis up ka ah raha hota hain laken down challi jait hai is lia kabi bi side way trend mai trade na karain hamesha trend ak taraf ho jaya tu tub huma trade opne karni chaya ta ka huma fida ho saka

                              side way trend tub banta hai jub koi bari news ah rahi hoti hai ya currency jis country ki hoti hai os country ki economical problem ah rahi hoti hai tub side way ka trend banta hai is lia huma is mai mahant karni chaya or soch samaj kar trade ko lagana chaya investors zyada hona ki waja sy bi trend mai problem ata hai agr buy investors zayda ho jayain tu hum trend buy ka ban jaya ga jub tuk trend ak side ka na bana malta up ka ya down ka na bana tub tuk huma is mai trade nahi lagani chaya ta ka huma loss na ho saka is business ma analysis bohot zarori hain in ki madad sy hum log trend ko pakar sakta hian ka banana wala trend kia ho ga up ka ho gay ya down ka kiun ka jub bi market side way trend banati hai tu is ka bad jo bi move ho gi chaya up ki ya down ki tu movement bohot bari ho gi is lia soch samaj kar trade open karain
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X