Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Re: Leading indicator aor lagging indicator Mai kya difference hai?

    Assalamu Alaikum,
    dear friends,
    Forex trading karna Koi Aasan Kam Nahin Hai lekin jo log trading karna seekh Jaate Hain unke liye ismein kam karna bahut hi easy ho jata hai aur vo monthly income bhi bahut acche tarike se Kama sakte hain isiliye aap log mehnat Karen aur Jyada Se Jyada forex ko time Diya Karen Taki aap bahut jald is business ko seekh Jaaye aur apne aap ko Kamyab banaa sake Aaj Ham baat karte hain leading indicator aur lagging indicator ki Taki aap logon ko bhi indicators ki samajh a Jaaye aur aap bhi in Se Accha fayda Utha sake

    1) Leading indicators,

    Jitne bhi expert log Forex Mein trading Karte Hain voh Jarur indicators ka istemaal Karte Hain in mein leading indicator bhi hai is indicator ki madad se Ham market ki future ki value ke bare mein pata Laga sakte hain ya indicator Hamen pahle hi market k future ka trend bata deta hai k future Mein market ki value Kitni up side per Ja sakti hai ya downside per Ja sakti hai aur Ham indicator ki madad se apne future Ka Plan banaa Lete Hain aur bahut hi aasani se trading Karke Achcha profit Kama sakte hain lekin is indicator ke sath agar aap Baki tools bhi istemal karen to aapke liye bahut hi Achcha ho jaega

    2) Lagging indicator,

    Dear friends lagging indicator bhi Forex Mein trading Ke Liye Hi istemal Hota Hai lekin Ye aap log isliye istemal Karte Hain Ke Jab market ka trend over ho jata hai tu ye indicator aapko confirm krata hai ki market ka Trend ab Ban chuka hai aur aap ne wo trend miss kar diya hai to is tarike se aap samajh Jaate Hain ki aap ko jo leading indicators Ny jo help ki thi vah Sahi Thi ya galat the

    iska Pata aapko lagging indicator se chal Jata Hai Kyunki lagging indicator Hamesha market ke move karne ke bad aapko confirmation deta hai Is Tarah Se aap ine donon indicator ko istemal karke trading mein bahut acche tarike se Kamyab ho sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Re: Leading indicator aor lagging indicator Mai kya difference hai?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Fro پيغام ديکھيے
      Lagging indicators is best used for the overall picture. They are great to filter out noise and provide the trader with an idea of trend. The most common lagging indicator is the Moving Average. Long term members of Stock Market Strategy are well aware of our "affection" of the Moving Average. It plays a vital role in our Phase Analysis. We also use it for reference points to determine potential turning points before a break of the Moving Average.

      Leading indicators are called that because they try to predict price by using a shorter period in their calculation however do not get fooled by the name. They are still lagging just not as much. Leading indicators are used for entries which is probable why traders tend to use them too much. Many traders focus on the entries instead of the analysis. Most popular leading indicators are Stochastic, MACD and RSI.

      Confirming indicators are used to "confirm" an entry signal by for example using volume. Confirming indicators as a stand alone is pretty weak but they are useful to improve the odds of success by filtering out some of the fake signals. By removing perhaps 10% of your losing trading you are improving your bottom line.
      Assalam o Alaikum! Dear apna Technical Indicators k related apna bhot important aur precious knowledge aur experience hamara sath share kiya ha man b apka sath indicators ki types aur trading man inki importance per apna knowledge share kerta hon. Dear indicators "Metatrader-4/5" k most important technical tools han, jis sa trader market price chart man trade entry aur trade exit point ko find kerta ha aur market k current trend ko find kerna man b trader ki help kerta ha. Indicators ko main two parts man divide kia ja sakta ha:

      1.Lagging (sussat) Indicators :

      Dear trading man sara indicators bhot important aur useful hota han. Lagging indicators asa indicators hota han jo slow working kerta han aur jab market price ka trend start ho jae to kuch pips zayada hona k bad ye trade signal deta han is liye inko sussat ya lagging indicators kaha jata ha. Lakin lagging indicators k signals ki accuracy bhot zayada hoti ha aur inko long term trade signals find kerna k liye istemal kiya ja skata ha. Relative Strength Index indicator, MACD indicators aur Moving Average lagging indicators ki examples han.

      2.Leading (Taz) Indicators:

      Leading indicators asa indicators hota han jo bhot tazi sa signals generate kerta han aur is ki trade man signal pip b zaya nahe hota aur trader ko trend hona sa pehla he ye indicators signals de deta han. Is k liye trader ki time Management bhot accurate honi chaheye q k ager thora sa b delay ae to trader ko loss ho sakta ha. Leading indicators ka singals ki accuracy bhot kam hoti ha is liye in indicators ko kam use kiya jata. Fibonacci Retracement, support/resistance levels aur Donchain channels leading indicators ki examples han.
       
      • #78 Collapse

        Re: Leading indicator aor lagging indicator Mai kya difference hai?

        trade open karna ka lia indicators ka use karta hain jin ki madad sy hum log ak acchi trade ko open kar sakta hain or kama sakta hain in indicators mai lagging or leading indicator bi hain jin ko hum log trade open karna mai use karta hain ya indicators market ka trend ka bara mai information data hain or moving average ka bara mai bi hum kafi help karta hain in indicators ko use kar ka hum log ak acchi trade ko accha point sy open kar sakta hain is lia huma mahant karni chaya or indictors ko use karna ka lia huma jitna ho saka learning karni chaya indicator hain kia is ka bara mai bi huma maloom hona chaya indicators wo hain jo huma time sy pahla bata data hai ka ahna wala time mai market kis taraf move kara gi or kitna porfit hasil ho ga forex mai jis na bi earning karni hai wo sub sy phala options ka bara mai sekhta hai or indicator ak best options hai market mai sahi point sy trade mai entry lana ka lia or hum log ak bahtreen kamai kar sakta hain is mai mahnat karna wala hamesha acha profit hasil karta hain or jub bi hum log indicator ko use karta hain tu hum log is mai ak acchi kamai hasil kar sakta hain
        • #79 Collapse

          Re: Leading indicator aor lagging indicator Mai kya difference hai?

          Dear forex market mein jab Ham kam karte Hain to humko yah pata hona chahie ki market mein indicator ki different types available hoti hai is market mein kuchh indicator leading hote Hain Jo market ki prediction kar rahi hote Hain aise Hi is market mein kuchh lagging indicator available hote Hain Jo market ki movement ko dekhte hue hamen single de rahe hote hain agar Ham forex market mein leading aur legging indicator ko acchi tarah ke samay lete hain Thomas market mein kafi jyada profit bana sakte hain Jo trader forex market mein trade lagane ke liye acchi planning karke kam karte hain vah is market mein successful Ho jaate Hain market mein kamyab hone ke liye humko leading aur lagging indicator ke bare mein acchi information honi chahie tha ki Ham is market mein trade lagane se pahle yah sare indicator used karke trade aasani se find kar sake Jo trigger market mein Koi indicator use kar rahi hote hain usse kafi achcha result Mil jata hai agar Ham market mein planning karke kam karte Hain Ham khush market mein kafi jyada fayda ho jata hai market mein trade lagane ke liye humko hard work karna hota hai jo trade forex market mein planning karke kam karte hain was market mein successful Ho jaate Hain market mein kamyab hone ke liye humko indicator ki setting apne trading strategy ke hisab se karni hoti hai aur ham jis timeframe mein kam kar rahe hote hain iske hisab se indicator ko adjust karna hota hai jab Ham is market mein indicator ko dekhkar trade lagate Hain to humko iske rules ke hisab se kam karna hota hai agar hamara indicator humko trade close karne ki indication de deta hai to humko yah trade close kar deni chahie is tarah Ham indicator ko use karke achcha profit bana sakte hain.
           
          • #80 Collapse

            Re: Leading indicator aor lagging indicator Mai kya difference hai?

            indicator koi bhe ho bas apko uske related acha knowledge ho ap us main ache tarah se tarding kar sakte hain is ke liye aj hum two indicators ke bat karne wale hain jo ke bahut he important hain agar hum un ka use ache tarah se karte hain to hamen sahe tarah se us main se faida gain kar sakte hain or wo hamare trading main bahut help karte hain

            Leading Indicator
            leading indicator ka use hamen tab karna hota hae ke jab hamen buy ke trade lene ho to yeh hamen indicate karta hae ke market up jae ge ya nhe jae ge to phir movement is tarah se he to hote hae bas hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se is indicator ka istemal kiya karen tab he to hum is main aik bahut he ache tarder ban he jaya karte hain or hum yahan se kamyab ho he jate hain bas hamen kabhe bhe is main is ka ghalat use nhe karna cahiye or yeh indicator fre main available nhe hota hae hamen is ke paid subscription hasil karne hote hae tab he to hum is main sahe tarah se faida hasil kar sakte hain

            Lagging Indicator
            lagging indicator ka istemal hamen ache tarah se karna he ho ga lakin is ke liye hamne is main is ka use bhe to ese karna cahiye ke hum is main jab sell ke trade len to hamen is ka use kar he lena cahiye to is tarah se hamen cahiye ke hum ache se is ka use karen jitna ache tarah se hum is main is ka istemal kar he jate hain hum is main kuch na kuch to gain karte he hain bas hamen kabhe bhe is main kam karna nhe chorna cahiye balke is ke liye haen cahiye ke hum ache tarah se is main kam karen to hum tab he to is main se success gain kar he jaya karte hain bas hamen is main kam ko nhe chorna cahiye is ke liye hamen cahiye ke hum sahe tarah se is main kam karen tabe h to hum is main ache trading kar sakte hain
             
            • #81 Collapse

              Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

              Ham is market ke andar Kisi bhi indicator ko observe Karte Hain To Hamen chahie ki Ham usmein money control ka istemal karte hue trade Karen Hamen kabhi bhi without cash management is major large Lot length ka istemal nahin karna chahie bahut jyada novice trader yah Galti Karte Hain Ki Jab unko indicator ki taraf se koi sign mil raha hota hai to vah is market ke andar bahut badi lot length ka istemal karte hain aur FIR Unka account wash ho jata hai Hamen Aisi mistake kabhi bhi nahin Karni chahie . forex trading aisa business hai jismein agar aapko Kamyab hona hai to aapko ismein foreign exchange ke rules ko observe karte hue aur indicator ko use karte hue work karna hota hai agar aap ismein indicator ko observe Karte Hain To aap aasani se evaluation kar sakte hain aur is marketplace ke andar cash management ke sath Ek acchi exchange Laga sakte hain profitable
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #82 Collapse

                Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

                dear friend Jab Bhi ham markets Mein enter hote hain aur apne a Liye Koi new trade Lagane ke bare mein main market ke analysis Lete Hain To Ham Aise indicator ka use karte hain Jin Se Hamen profit mil sake aur ham apne liye Aisi trading kar Saken jisse Hamen future planning Mein madad Mile aur ham apni trade ko profitable banaa Saken Hamesha Apne trade ko profitable banane ke liye Hamen different type ke indicator use Karne padte hain aur Aise tools ka istemal karna padta hai jisse Hamen Jyada Se Jyada fayda Mile aur ham apne liye earning acchi kar Saken to Jab Bhi Ham indicator ka use karte hain to Unse Kuchh indicator Aise Hote Hain Jo Hamen leading category Dete Hain means ke Hamen fast movement ke sath apni trading Mein fayda Dete Hain aur kuchh indicator Aise Hote Hain Jo Hamen slow movement mein lagging yani sussat indicator category milati Hai Jinhain hum lagging indicator Kahate Hain ine se Hamen long term trading karne mein fayda Milta hai aur ham apne liye Aisi strategy aur planning banate hain jisse Ham market Se Achcha fayda Hasil kar sakte hain
                Advantages

                Leading indicator favourable entery point deta hai k certain movement start hony wali hai while lagging indicator pehle pechly price action ko confirm karta hai or phr entery provide karta hai or es ma false breakout ka risk kam hota hai.

                Limitations

                Leading indicator gurantee provide ni karta es ma trader ko apna knowledge use karna hota hai. Jb k lagging indicator ma kuch pips ki qurbani dena hoti hai tb ja kar movement ki confirmation hoti hai.

                Should you use lagging indicator or leading indicator?

                Kio b indicator perfect ni hota. Wo apni nature k mutabik trader ki help karty hain but trader ko apna knowledge use kar k he faisla karna hota hai k kb or kesy market ma enter howa jae.
                Multi-Quote This Message


                jecky said:
                Today 06:09 PM
                Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai
                Aapane bahut hi informative post Ki Hai yah beginner ke liye bahut jyada faydemand hai .Agar beginner ya Nahin Jante Hain Ki leading aur Lagging indicate Kya Hai To vah aapki post ko padh kar informative ho sakte hain aur unko yah pata chal sakta hai ki vah Kis Tarah Se ine indicator se fayda Utha sakte hain is market Mein Jaisa ki Ham Jante Hain ki bahut hi jyada indicators available Hain inmein leading indicators bhi bahut jyada hai aur inmein lagging indicator bhi bahut jyada Hain Agar Ham Forex trading ke andar trade karne ke liye lagging indicator ka istemal Karte Hain To yah Hamare liye bahut hi jyada faydemand hote hain Kyunki ismein Humse Kuchh pip miss Ho Jaate Hain Magar Jab Ham ismein trade Lagate Hain To Hamari trade ismein profitable sabit hoti hai aur ham use trade se ek Achcha profit Le sakte hain .

                Ham is market ke andar Kisi bhi indicator ko follow Karte Hain To Hamen chahie ki Ham usmein money management ka istemal karte hue trade Karen Hamen kabhi bhi without money management is main Big Lot size ka istemal nahin karna chahie bahut jyada beginner trader yah Galti Karte Hain Ki Jab unko indicator ki taraf se koi signal mil raha hota hai to vah is market ke andar bahut badi lot size ka istemal karte hain aur FIR Unka account wash ho jata hai Hamen Aisi mistake kabhi bhi nahin Karni chahie . Forex trading aisa business hai jismein agar aapko Kamyab hona hai to aapko ismein forex ke rules ko follow karte hue aur indicator ko use karte hue work karna hota hai agar aap ismein indicator ko follow Karte Hain To aap aasani se analysis kar sakte hain aur is market ke andar money management ke sath Ek acchi trade Laga sakte hain profitable

                اب آن لائن

                Working...
                X