Position trading kia hoti hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Sawal : position trading strategy kia hai??

    Assalamu Alaikum dear member position trading strategy Ek bahut hi important strategy aur Bahut Achi strategy hai position trading strategy Ek long-term strategy Hai Ham is Mein kam karke bahut jyada Achcha profit Hasil kar sakte hain Hamen chahie ki Ham short term strategy mein bilkul bhi kam na Karen Agar Ham short term strategy Mein kam Karenge To Hamen kam bonus milega long term strategy Mein kam karne ke liye jaruri hai ki Ham Apne is kam ko experience or knowledge ke sath Karen Taki Ham Jyada Se Jyada Achcha bolna Sejal kar Saken aur apne is business ko Kamyab business banaa Saken market Mein Bahut Si different Kishan ki strategies hote hain main Usi strategies ko choose karna chahie Jo Hamen bahut jyada Achcha profit De Hamen loss Na De isliye Hamen chahie ki Ham position trading strategy ko hi choose Karen aur ismein Se Jyada Se Jyada mehnat se kam Karen Agar ham position trading strategy main long term kam karna chahte hain To Hamen chahie ki Hamara maximum account balance Bhi Jyada Ho aur Agar Ham Forex trading Mein invest karne ke bad Kuchh wait kar lete hain To Ham is trading se bahut Achcha profit gane kar sakte hain position trading strategy Mein kam karne ke liye Hamen bahut jyada Sabar karna padta hai tab jakay Ham Apne iskam mein kamyabi paate hain position trading strategy Ek long term strategy Hai hamis main long time bhi kam kar sakte hain aur acchi earning Hasil kar sakte hain position trading strategy ko sirf Vahi member use karta hai jo bahut jyada Mehante Hota Hai aur expert hota hai aur apne kaam ko mehnat se karne ki koshish karta hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Sawal : position trading strategy kia hai??

      Assalamu Alaikum dear forex member real aapane bahut hi informative question ha doston agar ham Pak forex jo bhi covanahin hai hamen in ka zyada khyal rakhna chahie doston agar ham income nind ka khyal nahin rakhe to Ham Forex mein nakam hai agar ham Forex chalana chahte Hain to hamen pahle in covanene ka kheyal rakhna hoga tab ham Forex Chala sakte hain doston Pak Forex 1 bahut achcha business hai jo kafi logon ko karobaar mahiya karta hai isiliye doston ji bhar Kar mehnat Karen aur kamyabi hasil Karen aur zyada se zyada profit kamaye
      • #33 Collapse

        Re: Sawal : position trading strategy kia hai??

        Position trading.

        Je dear position trading ik common trading strategy hai. Jis ma individual long time k lae ik position ko hold kar k rakhta hai. Ye time ik month or es sy b zayads long ho sakta hai. Position trader short term trading ko ignore kar dety hain or hamesa profit hasil karny k lae long term trading ko prefer karty hain. Har trading strategy ma position strategy asi hai jis k lae sy sy long time tak trade ko hold karna parta hai. Es long time tak hold karny ki waja sy profit k chances bar jaty hain but esk sath sath loss ka risk b maximize ho jata hai.


        Position trading strategy and technique.


        1. Position trading from 50 day moving average indicator. Position trader 50 days moving average indicator ko bhot inportance dety hain or es he ki base pae trades ko open karty hain. Es ki waja ye hai k 50 100 or 200 both ka factor hai. So es moving average sy position traders ko long term trend ka pata chal jata hai or wo es sy benefit hasil karny ma kamyab ho jaty hain. Es ka matlab ye hai k 50 day ki moving average 100 or 200 day ki moving average ko intersect karti hai.


        2. Position trading from Support or resistance trading. Support or resistance level sy b position traders ko pata chalta hai k unko kaha sy trade open karni hai or kis point par close karni hai. Kiu k support level k bary ma unka belief ye hai k market es sy nechy ni giray gi or resistance k bary ma unka belief ye hai k market yaha sy uper ni jaye gi. But maximum advantage k lae position trader hamesa long term support or resistance ko use karty hai.
         
        • #34 Collapse

          Re: Sawal : position trading strategy kia hai??

          dear friend, position trading ma traders long time k liay aik certain position hold kar k trade kartay hain, is strategy ma longer terms charts use kiay jatay hain, jo aik din sa mahinon tk mushtamil ho saktay hain, market k trend ki direction daikhnay k liay in charts ko dusron k sath combine kar k required results hasil kia jatay hain, is tarah ki trade lambi chalti ha, position trading k liay hmain bht ziada oppertunities nhi milti hain q k ye long trends par base karti ha is liay agr aik bar acha entry point miss ho jay to major positions hasil karnay ma problems paish aa saktay hain lihaza is k liay hmain bht attentive aur focus rehnay ki zarurat hoti ha, is k technical anaylisis k sath sath achay fundamental anaylisis ki b zarurat hoti ha jo long terms ma prices par effect hotay hain, position traders monthly based trends ko follow kartay hain aur major trends sa faoda hasil karnay ki koshish kartay hain, is strategy ma market k uptrend ya downtrend k start ma position la li jati ha aur us sa profit hasil karnay k liay wait karna parta ha, position traders trend is our friend ko thek maan kar is k mutabik positions set kartay hain aur is trend ki rally ko follow kartay hain, position trading k liay time aur experience dono ki zarurat hoti ha agr hm proper rules ko follow nhi karain gay ya jaldbazi ma trade set aur close karnay ki koshish karain gay to nakami ho gi, lihaza position trading ma indicators aur patterns ka thek use ho kamyabi da sakta ha
          • #35 Collapse

            Re: Sawal : position trading strategy kia hai??

            Forex trading main kai strategies use ki jati hain. Trading strategies trader ki psycho ka batati hain. Q keh har trader apni nafsiat, soch aur status kay mutabiq trading main strategy invent aur use karta hay. Maslan koi trader long term trading karta hay, koi short term, koi minimum limit per take profit set karta hay. Koi daily ka target set karta hay koi monthly, waghaira waghaira.

            Position trading strategy ka matlab hay keh trader teading main entry kay liye aik position select karta hay aur phir us per he apna order place kar kay long term trading kay liye trend expect karta hay. Aur wo apni take profit limit bhi is hisab say yani kai month kay bad tak ki price ko mad e nazar rakh kar set karta hay ta keh woh behter aur high profit single trade main lay saky.

            Position trading strategy main trader kay pas ziada balance hona zaroori hay, small lot select hona chahiye aur maximum top and bottom per market price puhnchny kay bawajood account balance wash nai hona chaiye. Yahan trader aisi security ka intikhab karta hay jiski price seasonal up and down ho, ya koi aisy factors involve ho jayain keh iska rate bahut kam ya high ho jaye, yahan say trader hamesha reversal per trade lagata hay. Yani corona ki waja say jab CL ki prices aur gold ki prices down hoi to kai traders nay isko dip say buy kar lia, ta ke ye uper jata rahy, aur woh isko hold kiye rakhain. Aur jab tak iska target profit poora na ho trader trade ko close nai karta.
            • #36 Collapse

              Re: Sawal : position trading strategy kia hai??

              Dear friends jaisa ki aapko pata hai ki forex market mein jab Ham koi bhi trade lagate Hain to ya trade ko position karte Hain to hamen profit hasil karne ke liye ek lamba intezar karna padta hai jis ko long term trading bhi kaha ja sakta hai aur forex aik online business hain is main take profit ki bohat hi zada ehmiyat hain hamy is main tp ko laga kar trading krni chahey agr long term main hamari trade hit ho jaye to ham is main successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai aik real business hain aur long time trade mai agar take profit ho jy to hum kamyab ho jy gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai pairs or currency mai kam karty hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga aur forex aik bohat bara business hain hum is mai agar expert ban ky kam kary gy to hamy long term trading karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik international busines hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakt hain or bonus earn kar sakty hain aur Long term trading karne ka bahut hi jyada fayda hota hai isliye Hum Sab logo ko long term trading Karni chahi Agar Hum logo ko achha profit Hustle karna hai to
              • #37 Collapse

                Re: Position trading kia hoti hay?

                positional trading aisi trade hai jo aik boht he lambay ersay tak aik he support and resistance k dermiyaan move krti rahay.yeh trade aik haftay ya aik maheenay ki bhi ho sakti hai.positional trading mein hum aasani k sath profit hasil kr sktay hain q k oski support line aur graph ka idea gota hay hum ko to osi k beech hum sell and buy kr k acha profit le saktay hain.
                • #38 Collapse

                  Re: Position trading kia hoti hay?

                  janab jahan tka postion trading ki baat hai tu main sahi batoon tu mujhay is baat ka nai pata kai positong trading hoti kiya hai lakin main agar oiper walay comments ko parhon tu un say kafi had tak mujhay pata chal gaya hai lakin mairay khiyal say humay in behas main nai parna chahiyay kai positiong trading kiya hoti hai aur apni tamam tar twaja trading per laga daini chahiyay jis ki waja say hum hamehs is market main kamyabi hi hasil kar payn gay bus ap nay baat is ka khiyal rakhna hai kai ap nay jab bhi trading karni ha tu ap nay hamesha stop loss aur take profit ka istamal karna hai us say ho ga yeh kai jab ap ki trade agar for examlple negativ ho bhi jati hai tu ap ki sari equity loss nai ho gi aur is tarhan say ap aik achi trading karnay main kamyabi bhi hasil kar payn gay aur ap ko loss bhi nai uthana paray ga aur mairay khiyalo say humay is cheez ka khiyal bhi rakhna chahiyay kai jab bhi hum trading karain tu hum kabhi bhi market analysis kai bagair marke tmain enter na ho aur hamesha aik target set kar kai hi market main enter hon takay jab bhi humarai koi tarde positive ho tu humay pata ho kai hum nay market say kitna profit kamana hai aur kab is market say out ho ajana hai takay market kai reversal marnay say pehlay hi hum log trade close kara kai out ho jayn market say.
                  • #39 Collapse

                    Re: Position trading kia hoti hay?

                    Forex trading main kai strategies use ki jati hain. Trading strategies trader ki psycho ka batati hain. Q keh har trader apni nafsiat, soch aur status kay mutabiq trading main strategy invent aur use karta hay. Maslan koi trader long term trading karta hay, koi short term, koi minimum limit per take profit set karta hay. Koi daily ka target set karta hay koi monthly, wagharia wagharia yai aik real business hain aur long time trade mai agar take profit ho jy to hum kamyab ho jy gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai pairs or currency mai kam karty hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga aur forex aik bohat bara business hain hum is mai agar expert ban ky kam kary gy to hamy long term trading karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik international busines hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakt hain or bonus earn kar sakty hain aur Long term trading karne ka bahut hi jyada fayda hota hai
                    • #40 Collapse

                      Re: Position trading kia hoti hay?

                      Forex mein achi trading ke liye market ka acha analysis bahut hi zaruri hai isliye forex trading se pahle hamen market ko achi tarah se analyse karna chahie aur zyada se zyada forex market mein hamen apna time invest karna chahie aur forex mein hamen market ka fundamental aur technical analysis karna chahie jis ki madad se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hum loss se bhi bach sakte hain aur forex mein achi trading ke liye ache experience our knowledge ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex trading se pahle hamen apne experience our knowledge ko increase karna chahie forex mein jitna acha hamara experience aur knowledge hoga forex main hum utna acha work aur achi trading kar sakte hain aur acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein apne experience our knowledge ko increase karne ke liye hamein daily basis par demo account ko use karna chahie aur forex main hamen trading us waqt karni chahie jab market ki taraf se hamen ache aur strong signals hasil ho rahe ho aur forex mein hamen trading money management ka sath karna chahie kyunki forex mein achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai aur forex trading sabar ke sath karni chahie aur forex main trading fresh aur active mind ka sath karni chahie forex mein trading achi planning ke sath karni chahie aur forex mein trading achi trading strategy k sath karni chahie aur is tarah se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hum loss se bhi bach sakte hain aur ek ache trader bhi ban sakte hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #41 Collapse

                        Re: Position trading kia hoti hay?

                        jab ap os ko kuch time bad dekhtay hain wo ya tu loss me change ho gai hoti ha ya phir loss me close ho gai hoti ha is ki waja yeh ha ke hum apni open trade ko ignore kar dety hain or yeh samjhty ke yeh ab sirf profit me hi jaye giaisa har time nehi ho sakta ha baaz dafa jub ap ki trade profit me ja rehi hoti ha waha per market ki volatility kam ho jati ha or isi kay kam hone ki waja se aksar trend change ho jata ha jisse trade loss me move karna start kar deti ha jub trend change hota ha ap ko os wakt active rehna chahie jub trend change ho take ap koi faisla le kar loss se bach sakainfundamental news events bhi market per kafi asar date hain baaz dafa aisa hota ha ke trade profit me hoti ha news ati ha or market ke trend ko reverse kar deti ha ap ki trade ke against or os wakt jub trend reverse hota ha tu big loss nehi hota sirf profit zaya hota ha or market ap ke against trend change karke move hi kar rehi hoti ha agr ap waha per active hu gay tu loss se bach saktain hain sirf profit hi zaya ho ga buy agr ap news ko ignore kare gay or time nehi de gay forex me tu trend ki continue against movement se traders ke account wash ho jatay hain isliey ap ko apni open trade ke sath active rehna loss se bacha sakta ha is leay position trading me apko but carefully har action execute krna hota Hy yahi chez ap ko is me kamyab krti Hy lekin kuch traders aisa nahi kartay to wo important news ya event market main fluctuation ki waja say us ki trade ko nuqsaan ponchaa sakta ha forex aik best online trading ka business hai jis main apki mahnat or aapki lgan he apko kamybhi dilati hai es liye forex ko sikhny main pak jitna time lagta hai laety jaen laken aik bat yad raikhy ga k ap ko aghr folrex a jay gi tu apko es main bohat faida hoga or ap forex main kamyab ho skaengy ap sari life forex se earning kar skty hain qk yah kbhi bhi band na hony wala business hai s liye es ko kbhi bhi razi na smjhen aghr ap es main kamayb hona chahty hain tu apko bus es ko time ena hoga q k sari lofe es se aghr earning karni hai tu mahnat se kbhi bhi na daren jis se ap forex main achy trader ban skty hain or achi trading bhi akr skty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X