trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    Kiun kay trade iss tarah ka kaam ha jo kay ap ko batata ha kay ap kis had tak kamjab ho saktty hain ya nuksan utha sakty hain iss liye ap kay liye zarori ha ka kay ap achy treeky say trade ko samjhain aur phr iss ko karain iss say hi ap ko behtar faida ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      as i am concenered proofit and loss is the part of business and the people before start trading think that they get loss so i think the raeson may be that they are not confident on their knowledge and practice so first they should get proper knowledge and doimg oractice so they can earn money..
         
      • #528 Collapse

        Forex treading me tread krte waqt logo k damag me lalch hota hai jis ki waja se unko lagta hai k jb hum is tread kre gay to hum ko loss ho sakta hai jb tak ap k damag me lalch khtm nahi hoti us waqt tak kabi profit nahi kr sakte ho .
         
        • #529 Collapse

          yes you are right people think that they get loss the reason may be that the are not sure about their learning and do not do proper practice so they think of loss that's why they should get proper knowledge and do practice ondemo acount so they can save from loss..
             
          • #530 Collapse

            Well, you know that Forex trading is a very risky business and also it could be practicable that those assets of traders are actually lessor in the job.satisfy get sounding noises and experience before doing trade myself.
            • #531 Collapse

              mere khayal se un k zehen main ye shak is liye bhe par jata hai k unhen is baat ka sahi andaza nahi hota k yahan per kis kis waja se nuqsaan ho sakta hai aur unhen sahi knowledge bhe nahi hoti aur wo jo bhe kaam karte hain unhen ghalti ka darr he laga rehta hai is liye behter ye hai pehle is k baare main sahi knowledge lee jae us k baad practice ki jae us k baad is par kaam kiya jae phr apne aap per aitmaad aa jaega aur loss nahi hoga.
               
              • #532 Collapse

                meray khayal mein tou yeh sirf woh log sochtey hain jinn k paas forex trading business k mutaalik acha knowledge nahi hota woh log aisa sochtey hain k ager hum trading ko start kerien gay tou humein loss ho jayei ga.
                • #533 Collapse

                  Wo is liye kiu kay forex aik buhut risky business hai yaha expert people kay technical analysis bhi kabhi fail hu jaty hain kiu kay ye currency par based business hai aur isy predict karna buhut mushkil hai is liye forex mai har trade laga kar dar hi laga rehta hai loss ka
                  • #534 Collapse

                    agar ap forex trading main kamyabi chete hi to ap ko sub se pehle achi learning kerni ho gi agar ap apne khoff ko control nahi ker sakte to ap ko trading nahi kerni cheye ap apne greed fear or emoitons ko control ker ke trading kero
                     
                    • #535 Collapse

                      kyun kay trade kay waqt har waqt bande ko yehi lagta rehta hai kay kahin uska loss na hojae to bas har waqt uske zehen main yahi cheez ghoomti rehti hai kay mera loss na hoaje
                      • #536 Collapse

                        Do real trade with complete experience and confidence and without any dipression and tension if you will work with tension free then you will success in this plateeform but in our soociety most of the people considered that they have no abilities to work on this palteform and they lack their confidence which ressults in the loss therefore this is wrong thinking that we could get loss in the final.
                        • #537 Collapse

                          Kun ka unko apnay decision pa barosa ni hota ha aur wo apnay order day chukay hotay hain aur phir bad main sochatay rehatay hain ka ab mujay loss hi ho ga aur un ko phir loss hi hota ha.
                          • #538 Collapse

                            jin k pass forex trdaing business ka acha knowledge or acha experince nahi hota wwo trade karty waqat yehi sochty hain k ab un ko loss ho jaey ga chye trade trand k mutabiq hi kun na ho so ap experince bana kar karin ap kabhi nahi sochi gy app ko apny uper trust hona chye
                            • #539 Collapse

                              mere khayal sy ye ek naturally feeling or thinking hy k jahan apko profit ki umeed hoti hy wahi ap ye soch kar dar bhi rahe hote ho k kahi mujhe loss na hojae, or is business main loss and profit dono apk sath hi chalte hain,
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                qk insan ko dono side pr sochna chahiye k mujha profit bhi ho sakta hai r loss bhi r jis ko experience no hota tu zahir c bat hai k loss he ho ga na isliya her koi easa sochta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X