trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    Aisa woh log sochte hain jinhein khud par aitbar nahn hota. Agar humare paas experence aur knowledge ho ga to yeh soch hargiz nahin sochein ge ke humein loss hoga.
     
    awan1
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: okr703 پيغام ديکھيے
      i think the reason is that knowledge is less while do trade..so people dont satisfied with theirself while trading..please get full knowledge and experience before doing trade byself...
      Ap Ki baat bilkul Drust hai K kam knowledge K Sath trading Main Anaa nuksaan Dy Sabit hotaa hai..Aksar Trader Enough knowledge or Experience nahin hasil Kartay jis ki waja Say unhain nuksaan Ka Samnaa karnaa partaa hai,isi liye hammain ye baat Mind Main rakhni Chahiye K Forex Is A learn To Earn buisness
       
      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
      • #483 Collapse

        jo trader is main achi trha se knowelge aur experience nahin rakhtey hain wohi trade kartey waqt yehi sochtey hain keh unhen is main loss hi hoga aur jo is main acha experience rakhtey hain woh is main fully confidence ke sath work kartey hain aur woh loss ka kabhi bhi nahin soch saktey hain.
         
        • #484 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: lovepakforum پيغام ديکھيے
          jo trader is main achi trha se knowelge aur experience nahin rakhtey hain wohi trade kartey waqt yehi sochtey hain keh unhen is main loss hi hoga aur jo is main acha experience rakhtey hain woh is main fully confidence ke sath work kartey hain aur woh loss ka kabhi bhi nahin soch saktey hain.
          bhai iss business me aisa wahi sochta hai jis ko trading ati nahi ho or us ko trading ke bare me kuch bhi pata na ho aise shakhs ko aisa he lagta hai ke agar me trading karon ga to mujhe loss he hoga ....
             
          • #485 Collapse

            My Dear its a natural feeling in trading, but agr isi tarha ghabrate hoye trade karen gay to loss hi ho ga himat or samjhdari se kiye hoye faisalay bohat kam nuqsan deh hote ha
            • #486 Collapse

              jin logon ko apne upar fully confidence nahin hota hey aur jo is main without knoweldge aur experience ke is main enter ho jatey hain to wohi yeh sochtey hain keh un hen is main loss hi hoga.
                 
              • #487 Collapse

                dear bahi jan jin lopgon ko trade karna nhe ate wo log he jab trade karte heen to sochte hen keh es jgah trade karon ya na karon woh koe entrypoint nhe le sakte lete bhe hen to jab market move kar jatehe yeh shoro men sab ke sath hota he
                • #488 Collapse

                  Meri nazar me un logo ka ye nazrya ho hai sahyaad ke kahi hamari investment zaaya nahi ho jaye aur hume kahi profit na aye is waja se aksar log trade karte howe darte hai ke kahi hume loss na ho jaye.
                   
                  • #489 Collapse

                    Well i think profit and loss is a part of a business humhe bus zyada dis heart nahi hona chaiye bus knowledge zyada honi chaiye is business ke hawale se take loss ke chances kam se kam ho aur hum aik acha handsome profit generate kar sake.
                    • #490 Collapse

                      Jo log forex main achi trha se knoweldge aur experience nahin rakhtey hain woh always is main fear hotey hain keh forex se unhen is main loss hi hoga aur wohi log forex main trading karney sey datey hain.
                       
                      • #491 Collapse

                        Everyone know that there is chance of the profit and here is the amount of the decline is also instant so it is the effort of the enterprise so it is the gaping activity to the traders to gain the realize and to include the deprivation so no one can not fear about the loss.
                        • #492 Collapse

                          bro trading waqt log is liye sochty hn kh mugy loss ho ga q kh in ky pass experience ni hota .agr hota hn tu pir wo confident ki waja sy apny ap ko loss m mubtla krty hn.humy trading krty waqt jaldbazi sy kam ni lana chahye
                          • #493 Collapse

                            trading risky business hota hain is me jitna hume profit ka hota hain utnii he loss ki tension hoti hain..trading karte waqt zada tar logo ko islie loss ka dar hota hain aur wo isk bare me be isliye zada sochte hai q k unk pass proper experience nahi hota hain... learning skills achi hoti hain tu trading k waqt loss ka na dar hota hain aur na ye sochte hain k loss hoga... unhe apne app pe full confidence hota hain..
                            • #494 Collapse

                              i think in forex loss is first then earn profit and i think currency trading program could be the strongest business presently, because many men and women who had been interested in ebay is to be productive
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                dear forex trading business aik profitable business hay aur jo trader demo account me forex trading ki practice nahin karte hain ya phir jo es kay bare me knowledge nahin lete hain wohi log trading karte waqt loss se darte hain.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X