trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    ager ap trade krte waqt ye sochte he k mjhe loss ho jae ga to apk pass knowledge ky kmy he or practice ky bhe ager ap in 2no ko improve ker le to ap aick trade ban skte he or axha earn ker skte he so tarde wisely and earn good from thsi businsis
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      Forex mein trading krnay k liye proper market knowledge hona bohat zaroori hay otherwise aap profitable earning hasil nahi kr paen gay, trading k liye patience aur market analysis ki bohat zayada zaroorat hoti hay achi output hasil krnay k liye.
       
      • #513 Collapse

        i think they think so that they get loss because they do not get proper knowledge about trading and they do not have self confidence so we must get proper knowledge about trading and must have self confidence because knowledge is very necessary in every field of life.
           
        • #514 Collapse

          sochna to hota he hey q keh trade jub open hoti hey ek ajeeb sa der hota hey khas tor peh jub ap ka balance kum ho ya ao ka volume bra ho hmain ek bar soch keh her chez ko us trade ka p aur sl daikh keh trade lga daini chhaiey aur jitna ap drain gain utna he losss hota hey is liey bro trade kertey hoiey hmain der ko miin dey nikal daina chhaiey tub he hm kamyab ho sktey hain
          • #515 Collapse

            bilkol ye tarde lagny sy paly kabi be ye nahe soucna chiye ky loss ho ga loss ap ko tab ho ga jab zayda dare gy aur wrong desion ly lo gy per masla baniye ga ap ky lie
            • #516 Collapse

              mere khayal me aap is lye trade karne say khabrate hay kay kahi markit hamaray mukhalif na jale jaye our hamara nuqsan ho jaye wase aap agar take profit our stop loss laga gar trade kare to asa nahi hota kyu ke aap ko pata hota hay kay ye trade ya to itna faida daygi ya itna nuqsan degi ye aap ko pata hoga.
               
              • #517 Collapse

                bro ye he tu hr kis ki apni apni soch pe depnd karta hai othr weis mera mana hai ke hume ses nhi sochna chye yahan pe ku ke ye kafi riski busniss hai or esa soch kar hum bena soche sajhe gamrha kar loss mean askte hain....
                • #518 Collapse

                  bhai log is lye yeh sochty hain ke un ke dil me loss ka khof hota hai or dar ki waja se unko hamesha loss ka samna karna parta hai forex trading business me loss khany se acha hai hum is ko learn kar ke join karen .
                   
                  • #519 Collapse

                    forex main risk to hai.agar risk lain gay to he earning ho sakti hai.is liey trade jab bhi koi trader open karta hai to ussy loss ka darr to rehta hai lekin agar stop loss laga dain gay to aap sukoon say kaam kar sakty hain.is tarah ap ki trade ki ik limit bann jaati hai.
                    • #520 Collapse

                      I do not deal when people are not satisfied with your merchandise, so that students favor a little. Two types Fundamantel analysis and technical analysis, which.
                      • #521 Collapse

                        actually some peoples have no idea and have no knolwedge about this . aksar new log ye sochte hain kun k un ko itna experience nahi hta or wo new hte hain so darte hain k loss ho jaye ga but exp wala insan kabi ye nahi sochta ,,,,
                        • #522 Collapse

                          forex trading aik bohat hi risky business hi jis main ap ko loss bi ho sakta hi iss lye log iss main investment kerne se darte hain agar ap ne apne dar ko conttrol na kya to ap ko bara loss ho sakta hi
                             
                          • #523 Collapse

                            Lose hony ka wohi admi sochta hy jisko apni trad pe yaqeen hi ni hota k mjy profit hoga ya lose,isi liye lose se bachny k liye demo pe bahot ziyada practis krni chahiye.
                            • #524 Collapse

                              Dear ye 1 negative think hai jo apny mind mein lekar aty hain k onko loss ho jaye ga or onka mind b theek sy work nahi karta kyu k wo dar ki waja sy theek analysis b nahi kar sakty is liye is chez sy bachana chahye or positive mind k sath trade karna chahye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                trading krte waqt log islye ye sochte hain k onko loss ho jaye ga kiun k onko forex ki shamhaj ni hoti he or wo baghair kisi experince or guideness k forex ki trading start kr date hain is lye apko chaye k ap jab beh trading krain ap koi khof mehsos na krain
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X