trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    ji han mere khayal se yahi achaa question hai our mere khayal se log es aisa es liye sochte hai q ke os pass knowledge nahi hai our experience bhi nahi hota our tajarbat bhi nahi hote os ke sath es liye darte hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      i think that is part of forex and i think I would like to find out your thinking how to respond when you confronted combination of loss in currency trading. Around my circumstance Let me quit buying and selling about goal - apr days to weeks and come back again.
       
      • #438 Collapse

        i think loss se hum ko darna nahi chahye and i think i believed peaceful, Allow me to re-open meta speculator that you can merely glance at the market. if you find a fantastic chance Let me open a fresh buy and sell.
           
        • #439 Collapse

          asal ma is ki waja ya ha k forex pa trading k bara ma ya general prespective ha ka is ma loss zyada hota ha or ya b k is ma risk zyada involve ha so ho sakta ha k agar hm risk la k trading kr raha han to hmain loss na ho jai isi ki waja sa trader ki strategy effect hoti ha or wo loss zyada krta han
          • #440 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: javed1122
            trade karty waqt log ye is liye sochty hain kion ke wo abhi new join hoe hoty hain or unko dar hota he ke hum kahi nuqsan na kar baithy
            haan sahi bola newbies ko aisa he lagta hai mujhe khud kaee baar aisa lagta hai ke mujhe kahin real account me loss na ho jaye me isi dar me rehta hun aksar is lye mujhe is business ko seekh kar he is me qadam rakhna pare ga ...
               
            • #441 Collapse

              forex ka business ak risky business he or wo log trading ke doran esa sochte hen jen logo ke pass forex ka knowledge or experience nhi hota he is trha wo log jo un ko profit hota he un ko bhi loss me le jaty hen.
              • #442 Collapse

                q k unko khud py yaqeen nai hota k unhun ny jo trade lgay hai wo sahi hai ya nai wo apny decision kop galt samjhty hain aur ye buht bhari mistake hoty hia trade main aur phr waqi unko lose hota hia q k wo trade lgany sy pehly hi ye samjh lety hian k
                • #443 Collapse

                  chonky market uncertain hy esly fear of loss toh har kese ko hoti hy. lakin jin traders k pas ziada knowledge abut market hoti hy to per o apny fear and risk ko kafi overcome kerty hain...
                     
                  • #444 Collapse

                    brother yeh wo log yeh mind may rak kar bat kartay hai jin ka account kam hota hai our who apnay conform trade choti say profit may close kar detay hai so best esay honay k liyeh ap ko agar investment ziyda karni pari tu kar do agar ap sahi trader ho tu so agan ap success b ho gay our yeh question ap k mind may nahi ho ga bahi
                     
                    • #445 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: okr703 پيغام ديکھيے
                      i think the reason is that knowledge is less while do trade..so people dont satisfied with theirself while trading..please get full knowledge and experience before doing trade byself...
                      ye wo log sochte hunge jo k trading k baray main theak se nahi jante,ya unka experience kam huga trading k baray main.wo sochte hunge k unko loss hujayega,nafa nuksaan to krubaar ka hissa hai,jo dar gaya to wo kbhi karubaar nhi kr sakta
                      • #446 Collapse

                        dear asal main jesy he aap apni trade enter krty hain aap ki trade loss main aa jati hai or risk main aa jati hai kisi b waqt aap ki trade k khilaaf move ho sakti hai iss lye log dartay rehty hain k kahiin un ko loss he na ho jaye is lye jab tak open rahti hai market main wo loss ka he dar rehta hia.
                           
                        • #447 Collapse

                          log darty hain loss se ,is ki wajh ye ah k wo forex ko seekhty nahi bs trading se profit chaty hain ,forex dunia ka top online business ha ,ye aj kal best earning way ha,trader agar achi trah is ki knowledge hasil kray or mehnat kray to kamyabi hasil kray ga,forex main koi cheating nahi ha ,ye pure work ha
                           
                          • #448 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: javed1122
                            trade karty waqt log ye is liye sochty hain kion ke wo new join hoty hain or new paisa invesr kiya hota he par 1 month ke bad unka dar khtam ho jata he
                            nahi aisa nahi hai aik dar aisa hamesha laga rehta hai ke hum ko trading me loss ho jaye ga or yeh dar trader ko tab tak rehta hai jab tak us ko is business ki poori knowledge nahi hoti or yeh dar newbies ko bohat rehta hai ,...
                               
                            • #449 Collapse

                              ye souchty hai ek trade lagany se muje loss hi ho jye ga wo un ki without practice ka kamal hota hai kyue k unko forex k bary main kuch nai pata hota or trading karny k liye chalay atay hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                Dear Are you nice ap na aj bhot acha Question poucha ha Log is liya trade karta waqt ya sochta ha muja loss ho jay ga ais ki sub sa bari reason learning,experince ha jin logo ko forex market ma experince ha or bhot easily without tenshion trade karta ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X