trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    g bilkul main ap ki baataon sy sehmat ho har koi banda ya bandi forex py trading kar raha hai vo is baat ko samty hain lykin new log is baat ko nahi samjty k loss bho bussiness k hi ek hisa hai yeh zorrori nahi k har bar hi loss ho lykin agar banda apni socha ko mubaat rakhy or itna bhi na khoof zada ho k loss loss hi hoga kya pta osy profit hi hoye kyun jab insan umeed chor dyta hai tu os ka kuch nahi ho sakta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      well bhai jaan i totaly agree with u i log trading karte waqt hamesha yehi sochte haan k unhe nuqsaan ho jae. mere khayal sa is ki waja kuch khas nahi ha. ise ap human nature keh skte haan. wese b bid lagate waqt kis ko loss ka dar nahil lagta.
       
      • #408 Collapse

        yes my dear friend i am saying some thing abour your words pakistan forex tarading business men jo loog aiasa soochtay hen wo un ki sooch hai hamari nahen hum to ye soochtay hen kay loss ur profit business ka hisa hen
        • #409 Collapse

          Kiun kay logon ko market ka experience nahi hota. Professional traders aisa kabhi bhi nahi sochty kiun kay unka target hota hai loss ka bhi or profit ka bhi. Trading hamesh trend kay sath ki jati hai tab hi profit hota hai. Jo log aisa sochty hain unko mazeed learning ki zarurat hai.
           
          • #410 Collapse

            jo log forex business ko nahin samjhtay aur jin kay pass trading ka experience nahin hota woh yahan loss se dartay hain aur darr he ki waja se woh yahan earn nahin kar paatay ager achi practice kay baad trading ki jaye to yeh darr nahin rehta.
            • #411 Collapse

              Jnab kisi bhee business may profit aur loss sath sath hoty han agr aap k mind may hay k aap ko business may sirf profit mily ga to yeh ghalt soch hay profit k sath apny mind may loss bhee hona chaiya lankn loss say aap nay apny business ko khud bachana hay aur yeh aap par depend karta hay k aap kis trah apny loss ko kam kar sakty han
              • #412 Collapse

                maray bhae main to yea he kaho ga kay asay log jo trading kartay wakt asa sochtay haan loss ka to wo log is kam say dartay haan aur wo buzdil hotay haan jis waja say asa hota hay is leya asay log kisi bhi kam main hoon wo loss he karain gay
                 
                • #413 Collapse

                  Dear trading k wqt log sochtay hain k kon si stretagy apnay jay jis say profit zyada ho or loss say bcha jay. or wo soch smj kr trading krty hain.
                   
                  • #414 Collapse

                    jo tyraders forex men trading kerty hain or jin ko zyada expericne hota hai un ko ye sochny ki zarorat nahi hoti hai or jo is market men expericne less hoty hain wo every time hi loss ka sochty hain or un ko is men loss hi hota rehta hai .
                       
                    • #415 Collapse

                      the reason is the very simple that is the knowledge the trader do no have the good knowledge and the skills and want to trade that is why trader afraid from the forex and they think that they will only face the loss and the loss
                         
                      • #416 Collapse

                        forex trading main sirf wo log he esa sochty hain jin logo ko forex traidng main logo ko expereince or knowledge nahee hotha hain . or jin trader ko forex trading main acha expereicne or knowledge hotha ihain wo trader jhabe be forex tradng m ain esa nahee sochty hain. kiyoo on logo ka har trade profit main jatha hain
                           
                        • #417 Collapse

                          jee haa wo islye sochtey hey key humey is trade sey loss ho jaye gaa tho unki ye soch is lye hoti hey kio key un ko is barey mey pata nahi hota key ye trade loss mey chal jaye gaa ya mujey thorha saa profit dey dey gaa kio key us ney thukka laga key trade kii hoti hey
                          • #418 Collapse

                            asal men jpo bhi traders forex ko join ker k trading start kerty hain un ko many time is men practice nahi ki hoti hai jis se un ko expericne zyada nahi hota hai jis ley jab bhi wo trading kerty hain to yehi sochty hain k un ko loss hi ho jay ga or loss hi khaty hain.
                             
                            • #419 Collapse

                              Dear i think bht se log Forex ko seekte nhi he theek se or aese aa jate he tbi wo nokasan karw kar chale jate he phr forex k psa nhi ate ma sb ana wala new kamr ko kaho ga pahle ap forex ko seeko tak k ap logo ka loss na ho or ap yahan se earn karo
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                Jee aisa he hota hy mery sath bhi mera khya hay ye es waja say hota hay keh humary pass forex trading kay bary main kam knowledge hota hay aur hum khud par yaqeen nahi hota keh trade profit dai gi keh nahi.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X