trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    obviously when people enter into trade they are very keen about their losses and profits and all the things related to it. so in a sense this is a positive thing that u have fear about loss and you will avoid doing mistakes. by doing this you will be able to maximize your profit.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      forex trading may success sirf ir sirf us ko he milti hey jo kah bar bar koshesh karta hey or aik na ak din us ko success mil he jati hey or may bhe kafi loss ais forex trading may bear kar chuka hun or may sirf ais leay ais business may hun q kah forex trading aik bohat he profitbale business hey or mujhay ye bohat he pasand hey.
      • #333 Collapse

        trade karte waqt log ye sochte hain ke hamain nuqsaan hojaayga to mere khyal main wo iss liye sochte honge mere khyal main un ke pas knowledge bohat kam hogi .
           
        • #334 Collapse

          g haan mery dost bhot acha sawal hy apka kun ky trading ek easa kaan hy jiss py kaam kerty waqt humy 2no baton ko dimagh main rakhna hoga kun ky market kissi ky uder nhe hoti yahan profit ky sath sath loss b hota hy....
          • #335 Collapse

            jo trader trade lagane baad ye sote hain ke mujhe loss ho jai ga to kudarati baat hay ke won ko loss hi hota hay kyun ke won ko apne oper bharosa nahi hota agar aap ko apne experience per bharosa hay to aap kabhi bhi loss nahi kar sakte
               
            • #336 Collapse

              janab mere kehyal me as ke waja yehe ke an logo ke pas exprencess ya knowledge nhe hota ya pher shad ano ne demo account pr work nhe kya hota as waja se wo har trade lagate waqt yahe soch rahe hote hain ke loss me an ka amount ja skta he
              • #337 Collapse

                Brother, Trade karte waqt loss ke barey main sochna ek fitri amar hia na sif forex main bul key log har business ke barey main jo wo kar rahe hote hain aesa hi sochte hain, Risky business hone ki waja se log is ke barey main sochte hian.
                 
                • #338 Collapse

                  G bhai ap such keh rhe hain experience aur demoo ka use bahat mufeed he forex main agr yeh chez nhi he to insan kuchh bhi nhi kama sakta aur loss main he jata he.
                   
                  • #339 Collapse

                    mere khayal me log aisa is liye sochte hen kyun k aksar logon ko apne upar confidence nahi hota or is ki aik reason ye bhi ho sakti he ke trading aik risky business he is me profit or loss ke chances equal hote hen is liye hamme boht knowjedge or experience ki zarorat hoti he.
                     
                    • #340 Collapse

                      jo log trading ko achi trha se learn nahin kartey hain aur jinhen is main achi trha se confidence nahin hota hey wohi log yehi sochtey hain keh unhen is main loss hoga aur woh fail ho jatey hain.
                         
                      • #341 Collapse

                        Yeh soach sirf unlogon ke hoti hai jinko trade ke koi knowledge nahin hoti aur sirf logon ke income dekh ker yeh kaam shuru kertay hai issi waja sau un mein khud etmaadi ke kami ho jaati hai
                        • #342 Collapse

                          Trade krte waqt log loss ko es liye mind main rkhte hein kuyn k woh mentally apne ap ko tyar rkhte hein hr profit or loss k liye k agr un ki trade krte hi unhein loss ho jata hai tu woh os ko face kaise kr skein ge,aur es liye bhi k agr loss ho jae tu ainda k liye es trade se kya experience lena hai
                          • #343 Collapse

                            kun k forex trading ka karobar ek easa karobar he jis men loss ka hamysha dar rehta he liken agar seekh kr trade ki jay ti loss ka nhe dar rehta un k liye loss ka dar he jo es ko seekhty nhe hen.
                             
                            • #344 Collapse

                              trade krtey waqat log is leye sochtey hai kuyu ke un ko dar hota hai loss ka aur hamesha wo log he sochtey hai jo trading ko proper tareqey se nahi krtey aur na he demo account per training hasal krtey hai .jin ko trading sari ati hai wo to trading krtey howey nahi sochtey loss ka..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                muhtaram ye tu hi risky bussness is me loss kabi khatra hota he our profit ka bhe isi liye in dono baton ka zaror dil me rakhna chjaye but .agar apk pas ilm and expiriance acha he tu apko profdit ka hi zehan me rakhna chaye.lakin yeb sach he k ziyada log loss ka zehan me rakhte hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X