Assallam o alaikum to all.
Main iss thread main sab traders ke sath aik bohat important cheez share karna chahta hon. Jab hum bohat zayada aur unwanted trades open kar letay hain to uss ka humein zayada tar nuksaan hi hota hai. Jab market hamaray opposite chalti hai aur hamara loss hamaray account balance ke kareeb tak pohanch jata hai, matlab agar hamara account balance $100 hai aur hamara loss takriban $95 tak pohanch jaye to hamari trades automatically close hona start ho jati hain. Aur jab tak hamara balance zero na ho jaye sab trades close ho jati hain.
Iss liye humein chaiye ke jab hamara loss zayada hota jaye to hum pehlay hi apni trades close ke lein, warna hamara balance zero ho jaye ga aur hum mazeed trading tab tak nahi kar sakein gay jab tak hamaray account main balance na aa jaye.
Be a safe trader. Hope that will help you.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим