Agar hamara loss hamaray account balance ke equal pohanch jaye to kya hota hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar hamara loss hamaray account balance ke equal pohanch jaye to kya hota hai.
    Assallam o alaikum to all.

    Main iss thread main sab traders ke sath aik bohat important cheez share karna chahta hon. Jab hum bohat zayada aur unwanted trades open kar letay hain to uss ka humein zayada tar nuksaan hi hota hai. Jab market hamaray opposite chalti hai aur hamara loss hamaray account balance ke kareeb tak pohanch jata hai, matlab agar hamara account balance $100 hai aur hamara loss takriban $95 tak pohanch jaye to hamari trades automatically close hona start ho jati hain. Aur jab tak hamara balance zero na ho jaye sab trades close ho jati hain.

    Iss liye humein chaiye ke jab hamara loss zayada hota jaye to hum pehlay hi apni trades close ke lein, warna hamara balance zero ho jaye ga aur hum mazeed trading tab tak nahi kar sakein gay jab tak hamaray account main balance na aa jaye.

    Be a safe trader. Hope that will help you.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear according to my knowledge if our loss become equal to our investment or capital then our account will be washed out and our equity will become zero and then we can not trade more than and our account will be washed out so we should very careful about our loss in forex trading business
    • #3 Collapse

      Jee bhai jan yeh tu ap ku pta hu ga k trade lagany k liye humary account may balence hona zaroori hy agr humary account may balence ni hu ga tub tak hum trade ni laga sakty yeh forex trading business k rules hy so apny balence ku zero hony sy bachain.
      • #4 Collapse

        aisa koi online business nahi hai jo trading py ho or us main risk na ho ... Agar hamara loss hamaray account balance ke equal pohanch jaye to kya hota hai. in ... kay bazahir to hamin faida nazar ata hai laikin is mein hamin both loss hota hai............
        • #5 Collapse

          Forex main agr hamara loss hamry Balance k = ho jay toh mahara account wash ho jay ga,or hamy or balance dalna padhy ga.yh phir hum next month bonus say trading kr sakan gay.
          Forex strategies for beginner click here .... :)
          • #6 Collapse

            us k bad ye hota hay k apki equity 0 hojati hay or account wash ho jata hay pir apko naye siry sy dobara investment karni parygi
            • #7 Collapse

              bhai jab hamara loss hamary account balance k kareeb pohanch jata hy tab sirf hamara account ordta hy or kuch nai hy sab sy bhardi galti hamrai ye he hoti hy k ham aik sath bht si trades open kar dyty hain
              • #8 Collapse

                ammmm muje jha tak pata hai to forex pak me apke sath aysa ho to apka sara bonus cut ho jata hai yehi samjhe k wash ho jata hai issi liye dhek bhal k kaam karey.
                • #9 Collapse

                  aap k aloss jab aap k account k main balnce tak pohnch jat ahay too aap ko bas aik baat ki khayaal rakhna hota hay aap k pass margin level jo percentage mei show ho rah ahota hay woo 40 % se neechey naa jaye warna aap kaa acount sara wash jayee g a sari trades khudi close ho jayee gi....
                  iss se bachney ka aik tareeqa hay k aap pani trade mei koi aik aise trade khud close ker dein jisss se aap ki margin level bar jayee aur aap ka account bach jayee.....
                  • #10 Collapse

                    hum ara los account equal ponche tu account close ho jaye ga trade auto matic close ho jaye ge aur ap ke trading jo bhi ho ge wo khod ba khood 1 by 1 krte karte band ho ge aur account close
                    • #11 Collapse

                      ha aapne sahikaha hai agar apak trad jyada loss me chala jata hai to aapko apana balance zero karna padata hai kyuki jab aap jyada trad karte haiaur sare loss me jate rahata hai to aapko pahale hi trad close karn apadega warna aapko sara account khona pad sakta hai aur sara loss ho jata to sl ka use kariye
                      • #12 Collapse

                        friend agr ap kay account main agr ap sari rakam invest kar detay ho aur ak boht bara risk laytay ho to zahir see bat hai jab ap ka loss ap kay account balance tak pohnchay ga to ap ka account to bilkul saf ho jay ga aur ap kay pas dobara invest karnay ko kuch bhe nai bachay ga is lye hamen soch samajh kar he risk layna chaheye
                        • #13 Collapse

                          ha agar ap ka balance kam ha to low lot size se trading keya kary gab ap ka loss account balance ke sath same hone lagta ha to trade atomatically close ho jate ha kyu ke ap ke pass equity he nahe hote,,,,
                          • #14 Collapse

                            thanks brother aap ne buhat achi baat ki hae. is se hamain buhat information mili hae. aap ne sahe kaha hae k jab hamain loss ho raha ho aur hamara balance end hone ka khatra ho tau hamain khud hi apni sari trades close kar deni chahiye aur apna balance bacha lena chahiye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              agar ahmara loss hamare balance ke equal pohanch jae to ahmari trading close ho jati hai or hame kafi loss ho jat ahai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X