Agar hamara loss hamaray account balance ke equal pohanch jaye to kya hota hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    ji bahi jan apny buht acha post kia hai mai apki bat sy bikul agree hoon bahi jan forex ak buht hi risky buisness hai is mai humin zeada greed nahi karni chahea humin kam sy kam trades open karne chahea..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      brother jab hamara loss hamary. account k balance k barabar ho jata hai to hamain margin call ati hai balance khatam hiny sy pahly phr apka balance khatam ho jata hai but apko trading close ne karni chaye hai
      • #33 Collapse

        dear ap ka loss ager ap ke balance equle tak pohanch jay to ap ka account wash ho sakta hai is liye ap ko chahiye ke ap market ke trend ko dekh ke trading karni chahiye tanky ap loss se bach saky.
        • #34 Collapse

          off course brother according to my knowledge if our loss become equal to our investment or capital then our account will be washed out and our equity will become zero and then we can not trade more than and our account will be washed out
          • #35 Collapse

            hello dost ap ko itna bhe pta ho ga k trading ma ziyda loss ho raha ho to ap ko trading ruk dyne caheya,jub ap ka trading ma loss ho raha ho or loss invesment k equal ho jy to ap ko trading ruk deni caheya wrna account he wash ho hata.......................
            • #36 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: amughal پيغام ديکھيے
              Assallam o alaikum to all.

              Main iss thread main sab traders ke sath aik bohat important cheez share karna chahta hon. Jab hum bohat zayada aur unwanted trades open kar letay hain to uss ka humein zayada tar nuksaan hi hota hai. Jab market hamaray opposite chalti hai aur hamara loss hamaray account balance ke kareeb tak pohanch jata hai, matlab agar hamara account balance $100 hai aur hamara loss takriban $95 tak pohanch jaye to hamari trades automatically close hona start ho jati hain. Aur jab tak hamara balance zero na ho jaye sab trades close ho jati hain.

              Iss liye humein chaiye ke jab hamara loss zayada hota jaye to hum pehlay hi apni trades close ke lein, warna hamara balance zero ho jaye ga aur hum mazeed trading tab tak nahi kar sakein gay jab tak hamaray account main balance na aa jaye.

              Be a safe trader. Hope that will help you.
              dear member according to my knowledge if our loss become equal to our investment or capital then our account will be washed out and our equity will become zero and then we can not trade more than and our account will be washed out so we should very careful about our loss in forex trading business.............................!
              • #37 Collapse

                its mean your account is completely wash out and now the minus level start after that and when you earn the profit then firstly the minus profit will recover then the profit attain +level
                • #38 Collapse

                  thank you so much for the information it was very helpful for me as I am new in this field and want to improve my skills so I guess it was a beneicial point you have shared
                  • #39 Collapse

                    aslamu aliakum: ji bhai ye to zahar hai jab ap ka loss apke account balance ke kareeb pohncha hai to borker ap ki tmam trade cllose kar deta hai aur ap ka accont wash ho jata hai.
                    • #40 Collapse

                      Bro main khud is main Abhi New hun or main nay bhi KAfi Barr Is main loss kia Hai OR Wo bhi Sirf aik trade lagany per, main apni trade close nahi ki jis say Mujhy aik hi trade main 62$ k loss ho gaya...:confused:
                      I Neend Good friends............ :confused:
                      • #41 Collapse

                        yar mere khayal k mutbiq jb hamar loss hamari equal investment k equal ho jata ha to ap ka total account wash ho gya ha is ly forex trading man trade k hwy ap ka experience hona zarori ha
                        • #42 Collapse

                          bhai jaan mei aap ko thanks kahun ga is baat k liye because mujy ye baat nahi pata thee or aap ney ye eik aham point diya hai mujey is merey knowledge mei izaafa huwa hai ...
                          • #43 Collapse

                            thanks bhai jan aap ne bt hi acha knowedge share kia hai hamary sath .mera aaj hi isi waja se account wash hoa hai ke me ne pichly month ki trade lgai hoi thi our close nhi ki jis ki waja se aaj mera accoutn totally wash ho gya hai
                            • #44 Collapse

                              han g bilkul
                              hmy chahiyeh k achy sy trade jry tub e ksmyab hoskty hain hmy chahiyeh k zaida sy zaida mehnst kry tub e kamyab ho skty hain hmy chahiyeh k zaida sy zaida mehnst kry tub e kamyab ho skty hain hmy chahiyeh k achy sy mehnat kry
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                G bhai Bohat achi threade di ap nay me apki baat ko agree karta hun zyada tar aisy he hota hay k jab hum tarade lagaty hain to loss zyada hona shoru ho jata hay or ager hum us trade ko uski waqt band nahi kren gay to humara sara balance khatam ho jay ga Balance ko mehfoz krny k liye humen is per amal dar amad hona chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X