education is very important in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    Yes education is very important in Forex online good business. education say he es dunia main sab kuch hai.. or forex main learning bohay zaruri hai.. as learning is earning.. agr hum forex ko smjahy bagir krain gay to kuch he asry bad hum es main apna paisa ziaya kr lain gay.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      My Dear,Forex trading mein education ki bhi buhat importance hai , ik uneducated person k muqabaly mein educated person Forex mein ziyada achi tarhan sy trading kar sakta hai aur is business ko asani sy aur jald samhaj sakta hai.
      • #228 Collapse

        dear ager ap k pass achi education h to yeh bht he aci bat h ager ni to es mien hamain kio khas education ki zarort ni hoti bus hamain computer ki basics ka pata o or thori english ati ho
        • #229 Collapse

          Forex education is an unavoidable thing without which a trader can not proceed further in the Forex. The education and basic knowledge of the Forex are the must to have things for the trading and staying in the Forex Market. DO update your self with the current happening in the economics if you want to trade
          • #230 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: nimmi22 پيغام ديکھيے
            Yup i agree with you dear Daniya , Forex trading mein education ki bhi buhat importance hai , ik uneducated person k muqabaly mein educated person Forex mein ziyada achi tarhan sy trading kar sakta hai aur is business ko asani sy aur jald samhaj sakta hai , Forex ki learning k liye humain best English ki buhat zarorat parti hai , proper learning k liye English lazmi ani chaiye.
            well merey khyal forex mein kisi qisam ki koi restriction nahe he per ager app key pass eduction he tu app achy sey es ko learn ker sakty he or acha profit ker sakty he. keon educated person easily sab kush samaj sakta he.
            • #231 Collapse

              Education in the forex trading is very important because with the help of reading and writing power you can understand a lot of things and you can make good amount of profit from here through investing your time to read others views.
              • #232 Collapse

                jee sir app ne bilkul theek kha hai forex trading main iss ki learning sb se zyada important hai hum learning k bgar bilkul be trading nai ker sekte aur ager hum learning ker k trading kery to hume boht prrofit ho sekta hai iss leya mera to yah he khyal hai k hume wo kerna chahiya jis se hume profit be ho :)
                • #233 Collapse

                  ji bhai ji is main kisi bhi kism ka koi shak nhi hai k forex main agr ap ne kam krna hai to is main ap ko educated hona bht hi izada zrori hai q k ye aik asa kam hai jis main ap ko ziada se ziada profit kamana mil skta hai is main kam krny k liye ap ko is main seekhna bht parta hai
                  • #234 Collapse

                    yes is business main kamyab hone k liye hamen is buseinss ki education ka hone bht hi zyda zrori hai agr hamare pas iska acha experience ho ga to ham is main se bht sare paise kama skte hain ku k ye buseinss bht hi zyda profitable buseinss hai r is main risk b bht zyda hota hai,......
                     
                    • #235 Collapse

                      It is very nice business in the world education say he es dunia main sab kuch hai.. or forex main learning bohay zaruri hai.. as learning is earning.. agr hum forex ko smjahy bagir krain gay to kuch he asry bad hum es main apna paisa ziaya kr lain gay me like this this business
                       
                      • #236 Collapse

                        g han app ki bat sahe hai forex trading mai education ki bohat zyada ahmiyat hai agar hum forex mai success hona chatay hain to is k leyah hamay learning kani paray gi.
                         
                        • #237 Collapse

                          g han hum thora buth apra be ho i mean at last hum ne fsc to ki ho pher hi hum forex ko samj sakta hai other wise nahi keyon k forex ak buth toruhg business hai jis ko smjna buht mushkil hai itna isaan nahi hai jitne log kahta hai si per hard work ki zrort hai hum kaam karen kli forex ki education honi chaha
                          • #238 Collapse

                            Assalam-O-Alaikum is bat me koi shak wali bat nahi hey key forex trading ka business aik bohat he mushkil aur risky business hey aur is me education bohat zrori hoti hey aur educated log he is me kamyab hotey hen.
                            • #239 Collapse

                              Brother forex trading k lia humaray pass education hona bhot lazmi ha hum kbi b experines knowledge k trading nahe kar sktay hn phlay trading ko learning karo phr earning karo mein trading kar k bhot happy hota hn yeh real mein bot best ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                g han forex par kam karny ky liye education bhot zarori hai har kam karny ky liye education zarori hai q ky koi bhi kam nh ho sakta hai education ky bagair insan na koi kam kar sakta hai na kisis kam mein agy bhar skta hai es liye education bhot hi zarori hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X