education is very important in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    Forex trading maineducationbohat zayada aham kardar ada kartey ha . is leya kay is say he ham is main learning kartay hainor apna knowledge or experience barhatayhain . or agar educationhe hamaray pas na ho to na ham is mainlearning kar saktay hain or na is main earning kar saktay hain .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      jee haaan bhai bilkul sahi kaha hai apne lekin education itni bhi important nahi hai kyun kay agar forex trading main degree cahhye hoti toh boaht he kam logkartay or kuch trader bilkul bhi parhay likhay nahi hain.
      • #198 Collapse

        forex main koi education ya degree ki zaroorat nahi hoti yahan bus bnday ko hard work karna hota hay aur knowledge hona chahiye forex ka phir ham kamyab trader ban saktay hain
        • #199 Collapse

          dear ap ne bilkul theek kaha hy ke education is very important in forex wo is lie ke agar ap forex pe trading karne se pehle proper knowledge r experinece hasil kar liate hain to ap ke lie education bahut ahem hoti hy
          • #200 Collapse

            yes education bohat important hai aur just aap logo ko chayie kay forex ko learn karay takay aap ka knowledge increase ho aur aap forex say daily achi earning kar sakay mein forex ko bahot pasand karta hon yeh lifetime busines hay .
            • #201 Collapse

              my dear brother education har department ma zarori chhez ha agar hum education hasle nai karte han too hum kasi b kam ma success hasle nai kar sakte hain.
              • #202 Collapse

                education itni importand nahi hoti forex kay liye han bas ap forex kay about education hasil ho to wahi kafi hai bas baki is mein kisi kisam ki education ki zrurat nahi parti is mein forex education hona hi must haii.
                • #203 Collapse

                  education is very important in forex aur ap learning karna lazmi kro day by day aur forex aik real business hay is mein koi fraud nahi hay ap jitna earn karo gay woh ap ko milay ga isi liye mein sab dosray business ko chor kar sirf forex ko prefer karta hon and forex ko learn karnay ki try karta hon takay mein feature mein aik kamiyab trader bano .
                  • #204 Collapse

                    Because forex is a international online trading currency business in the world. And this business for need international English language. education to lazmi hy k ap english ko read kr sken aur strategies ko smaj sken aur sab say important yeh
                    • #205 Collapse

                      dear freind asslamuaylkaum dear insan ke leya education bhot zarure ha aur is mea ap k leya aik acha future bhe ha ais is ley ap is mea acha se stuudy kare aur is ke learning kar
                      • #206 Collapse

                        Forex trading business in a complicated business. It is necessary to learn for doing trading and to earn profits. So, education is important for Forex trading.
                        • #207 Collapse

                          g han ku bi kaam ho agr ap ko us kaam kah bara men ilam nah ho tu ap kah laya karnah bahot hi muskil ho jay ga ap ko cahya kah ap us kaam men zidah sa zidah hard work kar kah us kaam ko pahlah samjan par aus kaam ko sar anjam dan par ap ko fidah bi ho ga agr ku bi kaam ap bagir knowledge kah karan ga tu ap kah laya us kaaam men kamyab hona muskil ha
                          • #208 Collapse

                            jahan tak mera khyal hai to main samjta hun dost k forex k business mein hamare liye education ko kuch khas importance hasel nai hai balkay hamare liye forex k bare mein knowledge hona zarori hai
                            • #209 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: nimmi22 پيغام ديکھيے
                              Yup i agree with you dear Daniya , Forex trading mein education ki bhi buhat importance hai , ik uneducated person k muqabaly mein educated person Forex mein ziyada achi tarhan sy trading kar sakta hai aur is business ko asani sy aur jald samhaj sakta hai , Forex ki learning k liye humain best English ki buhat zarorat parti hai , proper learning k liye English lazmi ani chaiye.
                              yes iam agree with you trading say pahly ap ko learning lazmi hay kio k education k bagair ap kuchnai kar skty aik educated or uneducated people amy difference hay k wo aik chuta sa business b nai kar skty
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                Mairay khial main to forex main sb say zayada important trader ki education hoti hay or or iss main hi trader ki base hoti hay agar trader kay pass education ho gee to wo trade ker pay ga agar to trader kay pass knowldege hi nahi hay to wo trade ker hi nahi skta hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X