education is very important in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    assalam o alaikum g bhai jan forx trading me humar epass jitna knowldg or expirianc hoga hum utne hi ache trder ban sakte hain or humen planing k sath trading karni chhaiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      talem ka forex kay sath koi itna amal dakhal nahee hota hai jitna beh aap study kiya howa is men aap ka koi masla nahe haaibas aap ko english ati ho kuch likha aap read kar lo yehahee kafi hai
      • #213 Collapse

        education tu forex trading mein main chez he education trader ke pass he tu wuh ache trah se earning kr skta he aur trading mein eanring wuh trader boht krte hien ju education ache rkthe hein aur market ku smjhte hien wuh forex se profit boht bnate hien
        • #214 Collapse

          Dear sir kesey beah buisness ya kesey kam ka lea education ka honeyna bouth zurearuyhotey hea forex treading to bouth muskel kam hea as ka lea to education ka honey zureruy hea
          • #215 Collapse

            education na ho to ham is business me kabhi bhi kamyab nahi ho sakte hain aik educated banda forex me asani se kamyab ho sakta hai jis bande ko is business ki sahi se knowledge and experience ho woh is business me asani ke sath kamyab ho sakta hai .
            • #216 Collapse

              han jii forex market ki education bahot important haii , news se ham ko market ki ups and down ka pata chal jatta hai english language ka bohat kam hota hai magar jiss ko nahi aati koi bat nahi wo google translate use kar lay
              • #217 Collapse

                education life kay har shubaa mein lazme he agar apky paas education nahe he to app acha business nahe kar saktay ho forex mein be education boaht important he agar apkay paas education hoge to apko market mein ups and down kay baray mein pata hoga app soch samaj kar invest karo gay kay kahen loss na ho jay
                • #218 Collapse

                  edcuation important hia and forex mein aap bohat quick money make kartay ho aur forex mein mera bad enemy greedy hai aur aap ko mein yehi suggest karta hoon ky lalch na kiya karey aap apni money kho saktay hain aur pir aap is business ko dislike kartay ho so discpline ko is mein involve kiya karey.
                  • #219 Collapse

                    ha education hona bahut hizaruri hota ha agar aapko fore xk aeducation nahi hai to aapko fore xme kabhi success nahi milta haiayr apakokabh profit bhi nahi milta hai i siye apko for exm ebahut hi educated hona chahiye aur tohi apako earn milta hai
                    • #220 Collapse

                      dear brother.......pehli baat to yeh hai k aj kal k door k mutabik to ap ko education to laazmi chahiye kyo aj kal english ko zayda important samja jata hai jo k bukhat zrori hai .
                      • #221 Collapse

                        agar koi aisa trader jo k is me kamyab trading kerna chahata he to us ko chahiye k wo is me ziada se ziada learning kery ta k us ko kabhi kisi bhi point per mushkil ka samna na kerna pary and wo is me easy se pesy earn ker saky
                        • #222 Collapse

                          g ha mare bhai main ap ke baat se agree karta hoin k is business ko start karny k liye yeh bohat he zaruri hai k hamain is business ka knowledge and experience hona chaye warna hamain is main success nai milti...
                          • #223 Collapse

                            dear mere keyal mai har business ki phalay proper learning ker na hoti hia agar forex ki baat ki jay tu yaha kafe net mai artical hai jes ko pahr ker app ache knowledge hasel ker asktay hai aur demo practice say experience gain ker saktay han.
                            • #224 Collapse

                              Main yeh to nahi kehta ke is ke liye bahut higher education ki zaroorat hai lekin phir bhi forex ke liye kuch na kuch education honi chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                Agar aap educated hain to aap kisi bhi business main kamyab ho saktey hain. Forex main education ki buhat importance hy, is sey aap ko forex ko samjhney main aur is key rules aur strategies ko samjhney main asani hoti hy. Aap different traders ki opinion ko asani sey study kar saktey hain market key baray main un ki jo analysis hoti hain un ko samjh saktey hain. Education aap ko kamyab honey main asani paida karti hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X