Forex ke liye english aana zrori hy kiya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    nahi bhai forex k liyea english ka hona zarori nahi ha kisi ko english nahi ati ha tu wo bhi forex main trading ka work kar sakta ha or pakistani forum tu urdu people k liyea best ha is main ham urdu language main bhi posting ka work kar sakty hain or apny liyea bonus earn kar sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      This will trigger destructive craze relativity errors, during which jobs tend to be executed dependant on behaviour more time or even shorter as opposed to timeframe currently being exchanged. All behaviour have to be assessed from the context of craze relativity. The actual everyday living of just about any selection will depend on some time body currently being studied.
       
      • #303 Collapse

        I think the perfect for finding out english, or else, you cannot comprehend the news and regardless of the information are necessary to know that, are not valuable for you to performing a trade, however to never overdue, in the event you understand english, next the healthy for you additionally.
         
        • #304 Collapse

          dear Friends thori bohat eng bhi zarori hti hain international zuban hai tread jab hum ksi ka bahar kay mulak main lgty hain toh english ana bohat zarori hain wasy bhi yaha jo log hain in ko english ati hain.,.,.,.,.,.,.,.,,.
          • #305 Collapse

            je janab forex ke lae english zarore nahe h . jus ko english atte h wo posting english main karta h or jus ko english nah atte wo urdo english main karta h .laken agar ap ko english atte ap ke lae bahtareen h warna kam to chal jata h . barhal ba zarore h forex main tajarba jo ko hona chae.
            • #306 Collapse

              g nhi dost maray khyaal ma dost asai koi bat nhi ha ka hamay forex ka liye english ana zarori nhi ha aur dost asai koi bat nhi ha ka hamay english nhi anai chaiya ya aik achai lanuage aur is ko thora boat tou ana zarori ha aur tb hi ham koi b kam kr sakty hain.........
               
              • #307 Collapse

                Nhi sir English ka ana zorori nhi ap Urdu main b post kr sakte ho
                • #308 Collapse

                  bhai forex me english zaroori nahi hai but ap ko wordings smjh ani chahiye ke likha kya hai agar hum english bol nahi skty agr parh skty hen tw bhi kafi hai zaroori nahi
                  • #309 Collapse

                    forex me english par mukamal aboor hasil karna zarori nai hai bus itni ko ati ho k insan koi na koi lafz ko asani se par saky or us ko samj saky ager forex me english nai b ati to b kam chal jata hai
                    • #310 Collapse

                      forex par kaam karnay key liye hamari english language achi honi chaiye. forex aik international business hai aur iss ki sari information zayada tar english main hai iss liye humein iss ko learn karnay kay liye english ani chaiye.
                      • #311 Collapse

                        nahe to forex business ky leay english ana zarorey nahe hai ap ko business ky trading ana zarorey hai to he ap kuch kar sako ge warna english seeknay sy ap kuch nahe kar saktay
                        • #312 Collapse

                          yes you should have a good knowledge on English language. Most of the books written on English language , English is the world wide popular way to communicate with each other and that why useful books are available in English version and you have to read those books to learn more about Forex trading business.
                          • #313 Collapse

                            Agar aap sirf itna samajh lete ho ke yeh kya likha hai to aap forex trading kar sakte ho. English ka thek se aana zaroori nahi.
                            • #314 Collapse

                              bhai jee aap ny bohat he kaam ki baat ki hai forex k leye english ani zrori hai mgar hum iss me urdu me bhe jwab dy sakty hain or baat english ya urdu ki nhe hoti hai baat tou ye hoti hai k hum ne kiss mozu pe kia baat ki hai kesy baat ki hai aya k hmari baat ki sb ko smjh aey or hume bhe swal ka mtlb pta hou iss leye english zrori hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                dear brother forex main english ko jana bahot zaruri nahi hai is main thori english bi chal jati hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X