Forex ke liye english aana zrori hy kiya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    Forex trading aik buhat hi acha karobar he es karobar min hum jeise jeise work karte hin to humari trading ki salahyat min ezafa hota jata he hum es fourm min aur forex traading min agar humari English min kafi malomat he to hum kafi kuch earn bhi kar sakte hin aur profit bhi earn kar sakte hin magar eisa nahi he k sirf English jane wale hi es karobar se earning hasil kar skate hin.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      asalam o alaikum dear members forex k lie english lazmi to nahi lekin basic english ka aana bahut zarori hai ta k basic samajh sakein
      • #228 Collapse

        ye zarori ne ha k ap ko englist ate hoge tab he ap is forum pe kam kar sake gay ap urdu k zariye be is pe kam kar sakte ha ....
        • #229 Collapse

          nai bhai yh zarori nai ha forex main lazmi nai ha k ap ko forex ko operate karny k lia angilish ana zarori nai ha ap es main urdu bi use kar sktay hain engilish lazmi nai ha
          • #230 Collapse

            my dear brother assalam,o,alaikum mere khayal se forex trading aur wese bhi english language ki bhot hi zaroort hai is liye english aana zaroori hai
            • #231 Collapse

              mery khyal mai english an azarori nhi itni or jahan tak mera khyal hai wo ye k kch na kch tu ni bhi chaye wo es lye k agr kahi use hoti bhi hai tu koi masla na ho or agr nhi ati tu itna masla nhi jis ko english na ati ho wo asaani se kam kar sakta hai
              • #232 Collapse

                ha agar aapko forex me expert hona hai to apko english aana bahut hilazami hota hai agar aapko wo nahi aata hai to bhi aapko koi parehsni nahi aatoi ha ipar apko kuchh bate jo englisg me hote hai wo samaj nahi aata ahi
                • #233 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: sajjad hussain پيغام ديکھيے
                  mere bhai mera ap sub se ye sawal hy ke jisko english na aati ho kiya wo bhi ye kam
                  kar sakta hy ya nhi kar sakta hy english zrori hy aana kiya.?
                  Main smjhta hu k forex main english ani itni zaruri nae hai,,bt kisi had tak zruri hai bhi,,km az km itni english ati ho k ap threads ko read kr sken or smjh sken,,agr english aati ho to ye ap k lye faeda mand ho ga ku k ap ko logon k sath intrection main masla nae hota,,fore main ziada zruri hain knowledge,experience,market k trends ka pta rakhna,english na ati ho tb bhi kam chal jata hai..
                  • #234 Collapse

                    brother mara reply ye ha ka jis ko engl;ish nahi bhi ati ho wo Urdu ma forex trading seekh sakta ha aur course kar sakta ha aur ye business bhi kar sakta ha. is ka lia English zaroori nahi ha bas tamam tools aur trades lagana ka aur close karna ka pata hona chahia. chand bunyadi cheezon ka jis ko pata ho wo trading kar sakta ha.
                    • #235 Collapse

                      i think kisi bhi business me jane k liye ap ko thuri boht tu english anna zaruri hai agar nahi ati tu thuri mushkil tu hoti hai kuch cheezon ko samjhne k liye iss lite acha hai eglish ati ho agar nhi ati tu phir bhi kar sakte hain lekin iss k liye kafi knowledge ki zarurt hoti hai jo business karne me madad kare aur acha profit de.
                      • #236 Collapse

                        Forex trading is a business, the trading plan is also a business plan should really we prepare ya, should more carefully and our preparation, the greater the expectations for successfully
                        • #237 Collapse

                          You are learn the Forex knowledge. So that you can perform the good work. You known that in these day the Forex knowledge is available in Urdu. You can learn in Urdu and work accordingly.
                          • #238 Collapse

                            je haan forex mein kamiyaabi chatay hain tu es men ap ku english ka samjna zorri hai aur es mein kaam kartay howay greedy an karay ap k liye better ho ga thankful for question
                             
                            • #239 Collapse

                              han ji wese bhi english aap ko ani chahiye kiun ke bina english ke aap kuch bhi nahi kama sakte hain is lye aap ki english thori bohat achi honi chahiye zindagi me kahin bhi job ke lye interviews bhi aj kal english me hone lag gaye hain so forex ke lye english ani chahiye .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                meary khyaal main forex main aap ko english zroorat h b ar nae b h ku k yey k aik bussines h is main aap ko english ki zroorat nae h laikin is main aap ko agr english aati ho to aap apna kaam achaay sy kr sktay h ar ar agr ap ko english aati ho to aap to aap ko acha trader bn'nay main mushkil nae aay gi ar aap apna kaam zaada achay sy kr sktay h lain agr english nae b aati tb aap acha kaam kr sktay h laikin aap ko is main time zaada lgay ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X