confedece forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    g han bilkul confidence k bina hum trading nahe karsktey aur na he hum forex me earning karsktey hain achey earning kliye knowledge aur confidence ka hona bohat important ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      insan ko confidence tab hi milta hai... jub usa aik kam ata ho.. ap trading kerna se pehle is ko achi tara samjen.. or jub ko full knowledge aa jai to phr confidence ka sath trade karen.. but you must remember k over confident nahi hona.. bcoz over confident ho ker hi banda ko loss hota hai..
      • #138 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: khan19zs پيغام ديکھيے
        bhai mera ap se ye kehna hai k ap jo bhi kam kare kisi bhi kam mein ap ko apne mein confidence hona bht zarori hai kyu ke agr confidence ke bagair ap kam kre ge tu nuqsan hoga esi tarah forex mein trading ke wqt confidece bht zaqrori hai
        yes i agree with you........... ap agr forex kar rahy hain to ap ko us mai itna confedence hona chaheyae k ap is ko kar skty hain jab ap k ander himat a jay gi to ap is ko achy tareqay sy anjam dy payn gy is liyae confedence zrori hai
        • #139 Collapse

          If you want to Success in forex trading, you should never loose your confidence while your earnings are going in Loss..

          You have to mind one thing.. All time is not yours.. So, just watch and have a experience
          • #140 Collapse

            forex ko confidence ke sath he krna chaye taky es me good aor ache earning ho jy aor trust ke sath os soorat me kya jata he ky ham ko study aor full control ho market me to tab es ke elawa ham es me trust nahe kr skte he aor na he earning kr skte he
            • #141 Collapse

              is sa kajamin kaffi kucj seekna ko milnma jhsd is liya jamain ua ya kam karna chahiya main ya kamm acja atarika sa ka han bhsdu yde jkjdf
              • #142 Collapse

                forex may confidence bot zrori hy good trader hmesha confidence sy kam krty hyn aor acha profit earn krty hyn.es market may success tb he ho skti hy jb ap ko es ka knowledge ho.pehly demo practice kr ky achi trah strong skill bna lyn
                • #143 Collapse

                  confidence to zahri bat hai hona chahiye, ku k confidence nhi hoga to ap trade kese lgae ge, risk kese le sken ge emotions ko control ni rkh sken ge, isliye confidence hona chahiye blke iske bager to chaara e koi ni
                  • #144 Collapse

                    forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey
                     
                    • #145 Collapse

                      dear forex k buisness mein hamare liye ek achay confidence k sath kam karna bohat zyada zarori ha aur is k liye humen chahiye k ham confidence k sath kam karen aur zyada over confidence b na hon
                      • #146 Collapse

                        Jee bhai aap ne bilkul theek kaha hame achi trading karne ke liya hame ache confidence ki zaroorat hoti hai kiyun ke jab hamaare paar acha confidence hoga tab hi ham forex mai aage barh sakte hain.......
                        • #147 Collapse

                          confidence kay baghaor ham aik qadam bhi i chal sktay hain . agar hamain apni strategy main confidence ni hay to ham ho sktay hay kay trades ko thora sa loss hotay hi close kar sdain lakin bad main ho skta hay kay is main aapko profit hota ho
                          • #148 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: uikr
                            foreign exchange ko self-confidence ke sath he or she krna chaye taky es me personally great aor pain generating ho jy aor believe in ke sath operating system soorat me personally kya jata he or she ky pork ko research aor complete manage ho marketplace me personally in order to tabs es ke elawa pork es me personally believe in nahe kr skte he or she aor na he or she generating kr skte he or she.
                            yes i am agree with this mughay yeh kam karne bhat acha lagta hai is pay is say self confidence atta hai or is ke research bhe bhat achai hai is say hamay marketing karne atte hai is may bhat maza ata hai har kese ko koi na koi kam anan chaiyay takay zindage may agay bharnay may hosala melay
                            • #149 Collapse

                              forex ko confedence sae ker a chae is tarh ap ko ashi earn hasi ho or ap asha knowledge our experience hasil ker lo gae eo pher ap buhat ashi earn karo gae
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: khan19zs پيغام ديکھيے
                                bhai mera ap se ye kehna hai k ap jo bhi kam kare kisi bhi kam mein ap ko apne mein confidence hona bht zarori hai kyu ke agr confidence ke bagair ap kam kre ge tu nuqsan hoga esi tarah forex mein trading ke wqt confidece bht zaqrori hai
                                bilkul tkh bat ki h apnay confident forex hi ma nai har business ma is ki zarorat hoti h agr hmaray ma confident h to ham har business ma successful hn or jahan hmara confident loss howa wahan ham loss ma chaly gae or age confident barqrar rhe ga hamra to hm bht asani say apna kam khtm kr k profit earn kr sktay hn chahe wo forex ho ya koe or business

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X