over trading se kya murad hay ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    Mera khayal hai ke Over Trading hamarey lye ek acha aur Faidemand option hai is ki madad se hum ek waqt mian zyada se zyada jitne hum chahe Trades kar sakte hian aur is ke ilawa ek se zyada Trades karne se hum apne loss ko bhi cover kar sakte hian aur is ke sath zyada profit bhi hasil kar sakte hian aur is ke ilawa humain ye karna chahye ke aese waqt humain kum se kum profit per work karna chahye ta ke humain kum se kum loss ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      over trading se murad ye hai ka ek time main ap bohot se trading kar rahe hai es jahan ap ko big profit ho sakta hai wahan ap ko es bat ko bhi mind main rakhan ho ga ka ap ko big loss ho sakta hai baz time ap ko itna profit ho jata hai ka ap ka agla our pechla loss sab pura ho jata hai over trading ap jab karian tab ap ko market ka analysis karna ata ho warna mat karian to acha ha
      • #213 Collapse

        dear over trading sy murad k jab ap over confidence k sath trad lagaty rehty ho or phir ap ko loss ho jata ha is lye trading karty time mind k sath work zarori ha agar acha mind na ho to ap is par acha work nahi kar sakty is lye acha experience he ap ko loss sy bacha sakta ha
        • #214 Collapse

          over trading say murad aik say zayada trading karna ,aur uss say trader loss mai bhi ja sakti hai aur usay dosray mayeno mai profit bhi hasil ho sakta hai .yeh aik tarekay say riski hai.
           
          • #215 Collapse

            over trading ka matlab ha ke aik waqt main aik se zayada trade karna. over trading sirf aik experienced trader hi kar sakta hai. aik new trader ke liye over trade karna bohat mushkil hai kyun ke iss main apni equity aur balance ko bhi dekna parta hai.
            • #216 Collapse

              over trading sy meri nazer main tu ye marad hai ky ap jan her waqat tarding he kerte rahye chaye chance mela ya na mely tu tab ap ko forex tarding main loss be ho sakta hai
              • #217 Collapse

                my friends the over trading means to do the trade more and more at the same point that is called the over trading it is the very bad thing for the new trader and mostly the new trader do this and we cannot get the success if we will continue it
                   
                • #218 Collapse

                  janab mere kehayl em tu over trading se loss he zeyda hota he or over trading ase khte hain ke aap zeyda se zedya trade laga dhe 1 time me jes se ager wo loss me chali gae tu aapka sara amount loss ho jata he as lye humee limit me work akrna chaye
                  • #219 Collapse

                    dear over trading se murad yeah hay kay ap ne trading se bohat profit earn kar liye kay lakin ap mazeed trading kar rehe hain yeah phir ap thake hue hain lakimn phir bhi tradin gkar rehe hain aur over trading se forex trading me ap ko profit ki bajae loss ho ga.
                       
                    • #220 Collapse

                      Over trading sey murad jo trade hum apney knoweldge aur experience sey ziada trade lagatey hain usko over trade kehtey hain aur is trha hum kabhi bhi forex main kamiyab nahin ho saktey hain.
                         
                      • #221 Collapse

                        over trading se murad yeh hai ke hum baghir kuch soche samjay trading karte jaen aor is main hmesha nqsan hi hota hai kun ke hum ko baghir market analysis ke kabhi bhi trade open nahen karni chahey
                        • #222 Collapse

                          to do the trade at the same time and at the same price or to do the trade in the same direction again and again i think it is ,this done mostly by the new traders so they should avoid for doing this friends this is the wrong idea of the trading
                             
                          • #223 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad44 پيغام ديکھيے
                            over trading se kya murad hay aur log zyada tar over trading se faiday main rehtay hain ya nuqsan main.
                            dear trading kartay wakt trading ki limit say zyada trading karnay ko ham over trading kehtay hain, kabi kabi yai trading aik trader k liye loss k bayis b ban sakti hai , han trader over trading kar k khud ko loss recover karnay mai b ehem kirdar ada karta hai
                             
                            • #224 Collapse

                              Dear agr hum apn equility ka hisda bsay zyada trades open kr daily hat or humary pass free kargin kam reh jaa hai to is obver trading kehy hain mery kahya sy to over tradign ka oi faida ahin ha is ki waja say hum loss he hota ha. humain apni equality ka 20% say zydada risk nahin lena chachiya.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                over treding ya tu banda os waqat karta he jab ose apna loss improve karna hota he ya is waja se over treding karta he jab woh thora greedy ho jata he jab woh apna weekly bounes hasil kar leta he our chahta he k ose our incom mile tab woh over treding karta he ,kabi tu is me fyda b hota he our kabi is me loss b hota he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X