over trading se kya murad hay ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    me nay forex ko abhi recently join kya hai aur meray khyal me to over trading ka matlab hai apni investment say barh kar trading karna aur hum is kaam me agar over trading nahi kartay hain to kamyab ho saktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Yes brother its right over trdeing k mtlb ya hai k aik trdeing said zyda g Han dear ya sh hai k forex business main sub sa best bye tu nhe but trdeing sa loos turn admi nikl skta hai lakin USA profit he ho skta hai or surf Loos...
      • #183 Collapse

        Over trading say murad hai kay ap zarurat say zyada order dal dain is market may. Mslan ap aik din may 15 ideal trades kar saktain hain, per ap nay 50 trades kar di to ye over trading may ati hain. Is may loss kar dar hota hai kyun kay aisa kam baghair soochay samjhay traders kartay hain.
        • #184 Collapse

          over trading us situation ko boltay hain k jab koi banda ek hi waqt mein bohat zyada trades karay.... this strategy is basically for those who wants to recover the loss... so it is a good strategy.
          • #185 Collapse

            over trading say muraad hay kay ham forex main aik say zeada order lagaey jaen aur apni bardasht say zeada volume kay order laga dain aur market kay trend ko janay baghair wahan per order per order lagatay jaen forex main over trading nuqsaan daiti hay
            • #186 Collapse

              dear friend over trading se morad hai k hum aik lot men profit ker k phir lalach men aaker dobara phir lot open kerlen bena soche samje aur ye k market aise he profit deti rhegi jab k aisa nahi hota market hai kesi bhi traf ja skti hai aur over trade hmisha loss ka sbab banti hai tu humen over trade se bachna chaye ye aur apni laluch pe kabo pana chaye ye
              • #187 Collapse

                Over trading se murad k ap din me boht profit kr gaye or phr b lagay huye hain sir me dard ho gaya ha trade kr kr k lekin phr b trade kr rhe hain or akhir me loss ho jata ha to es liye jitna profit aye wo withdraw krwa lena chiye us k bad hi trade krni chiye
                • #188 Collapse

                  App jab bhi aik trade karte hay aur wo loss main ho jye aur app ko phir dosri trade karne ko dil kare aur app is tarha se zada trade ko apne mt4 mai us ekare aur si ke su ese app ko loss bhi ho jye tua pp ko agher kisi bhi kam main over ho jye ge tu app ko loss ka zada risk ho ga aur app ko loss ho jye ga is kiye aik time mian aik hi trade ko kare aur nafa main ane tak mat dosri trade ko use kare .
                   
                  • #189 Collapse

                    over trading se murad hai zeyada kamanye ka lalach jo hum karye matlib greed is se hamye bachna cahye agar kamyab hona hai aur acha kamana hai to hamye greed emtion aur fear se bacna cahye aur achi trade karni cahye.
                    • #190 Collapse

                      Over trading sy murad yeh hai k ek wakt main ek say ziada trades ko open kr k un main trade krna yani, currency hai tu phr uss main apny agr do teen trades open ki hui hain tu uss main apko profit ho sakta hai, laikin isk liye apko apny paas mojod, investment ko bhi dekhna hoga takay ap, ko loss na ho jaye agr ap over trade krna chahty hain tu.
                      • #191 Collapse

                        over trade hamesh sy loss ka sabab banti hy, over trade ka matlab hy ky hamary pass agar gunjaish hy 5 lot ki or hum wahan par 20 lot ki trade karin gy tu phir ye hoga ky hum loss kar dain gy, over trade greed ki sorat m hoti hy, greed kabhi b hamary liye faidymand nh ho sakty, ess waja sy koshish karo ky over trade na karo.
                        • #192 Collapse

                          over trading ka matlab hai aik to apne time ki trading aur phir over time ki trading karna phir khood pe depend hota hai loss bhi hosakta hai aur profit bhi .
                             
                          • #193 Collapse

                            overtrading ka matlb hai aik sy ziada trade krna aik time pr over trading 2 type k log krty hain 1 wo jisy market k ups and down ka pata hota hai jo k experinced hota hai forex main or 2sra wo jo lalach krta hai k ziada trading krn ga tu bht profit uthao ga jo k ghalat phir wo lose he uthata hai q k forex main lalach nai dikahni chahye
                            • #194 Collapse

                              jab ap kam capital se zyda trade ko open ker lye iss ko over trading kehte hain mere khayal main ap ko trading main aik waqt main aik hi pair ki aik hi trade open kerni chete teke ap ko iss ke bare main elem ho ke nafa ho reha hi ya naqsan orr tazz market main bi ap ko iss ka pata ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                over trading se murad ye hay ke aap ki har waqt yahi koshish rahti hay ke main market main inter rahon jis se aap ko loss ho sakta hay kyun ke har waqt market main acha trend nahi milta is lia wos waqt ka intizar karna chahye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X