over trading se kya murad hay ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    over trading ka matlab ek he waqt mai ap ek se ziada deals le lain us se news k upar depend karta hai k agar news ap k favor mai hai to ap zarur bohat sara amount earn kar sakte ho lekin agar news ap k favor mai nahi to ap account wipe out hojata hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      over trding ka mtlb ha ka ak waqt ma bht zaida trding krna trding ma zaida invst krna , us lye soch samj ka invest krn aur greed na krn warna loos he ho ga.
       
      • #63 Collapse

        Dear over trading say muraad yeh hy kay aik time may aik say ziyada trade karna mere khiyal say hume aik time may aik trade hi karni chahiye kiyu kay agar hum over trading karte hain to hume loss ziyada ho sakta hy hume khud menual trading karni chahiye.
        • #64 Collapse

          mere khiyal say over trading aik say ziyada trading ko kahte hain matlab hum aik wqt may aik say ziyada trading karte hain to usey over trading kahte hain mere khiyal say hume aik wqt may sirf aik hi trade karni chahiye ta kay hume koi problem na ho.
          • #65 Collapse

            over trading si murad hain k app ko pata nahee ho kisi pair k bary main or app os main ziyda odders laga rahee ho tu os si app ko ek bohat he bara los ho saktha hain .or is main app ko khabe be app ko lalach nahee karni chayee agar app ziyda LALACH karo gy tu app ko is main ek bohat he bar los ho tha hain
             
            • #66 Collapse

              over trading mean buhat ziada trading karna, jo some times traders k ley nuqsan deh bhe hota hy oor wo apny mind k oper burden lekar must profit ke talash k ley full time trade krta hy. magr mery hyaal se over trade se bachna chahey..
                 
              • #67 Collapse

                Trade in forex is very good but over trading is not good for all the traders. because forex trade business has huge loss and profit. loss is a part in the forex trade business. at this reason all the traders should be avoid over trading.
                • #68 Collapse

                  My dear friend over trading means that we trade more then what is required as you also say that sometime it is profitable and some time it is lossable so it is totally depends upon our luck.
                  • #69 Collapse

                    Nice question dear , mn iss baary mn ye hae khena chaon ga key jab ap forex pye trading karty ho to ap akssar time zaedaa sochney laga jatey ho kye good profit sey zaeda earn kyeaa jy.
                    • #70 Collapse

                      over trading se muraad hai k bina sochay laalach main aa k 1 din main zyada baar trading karna. kuch traders aisa kartay hain k agar to profit ho to aur profit lenay ki laalach main phir se usi time trading start kar dete hain jis se aur zyada loss ho jata hai. over trading bohat risky hai.
                      • #71 Collapse

                        janab aap ka sawal buhat acha hai is sa murad k aap apnay money managemnt sa hat ka iada trade kar lo is sa faida bhi hai or loss bhi aksar traders is ko apna losses cover karna k lya kartay hain is sa faida jitna bara hai loss ka bhi khatra rehta hai
                        • #72 Collapse

                          Mery khyaaal sy to over trading ka koi faida nahin hai.is ki waja say hamain loss he hoota hai.hamain apni equity kay 20% say zyaada risk nahin leena chahiey. ager hum zyada brgayengy to loss aur zyada hony ka khtra b hai.
                          • #73 Collapse

                            bhai new honay ki wajah say mujy itna to nah pata abhi but i think jab insan apna target pura honay kay bad lalach ka shikar ho kay zayada say zayada trading karnay ki koshish karta hai kay aur profit kama sakay tau usko overtrading kehtay hain.
                             
                            • #74 Collapse

                              forex trading ek assa business jis mien trader ziyada passay kama nay kay chakar mein lalchi ban jatay hein jo kay inn ka nuksaan karwa dayta hai, over trading insaan lalch ki wajah say karta hai, over trading ek time 2 ya 2 se ziyada currency pair ya ziyada volume mein trading karnay ko kehtay hein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                bhai over trading se ye murad hai k aap jab ek se zyada trades laga kar live trading karte hain to use over trading kehte hain or wo kafi had tak nuksan de hota hai or kafi niksan karwa sakta hai....
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X