over trading se kya murad hay ???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ji bilkul lekin iss ka aap ky kaam ky sath bhi buhat gehra taluq hai iss mai aap jiytna bhi kaam karogy to oss se aap ko buhat faida hotha hai our aaop iss mai faide mai rehty hai iss ky ilawa aap ko iss ky bary mai experience ka hona bhi buhat zarori hai aap ky paas q ky forex experience py buhat depend karta hai issi liya aap ky paas hona zarori hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      over trading se murad ha.zayada se zayada trading kar ke ache se acha earn karna.per hume apne hasab se trading karni chahiye jitna waqat ho sake forex ko de.
      • #18 Collapse

        Over trading say murad yehi hai kay ap apnay loss ko cover karnay kay laye ziada say ziada trade laga day or meray khayl say asa karnay say mostly traders ko loss hi hota hai.agar hum market ko achi tarha analyze kar lay or phir trade lagae tu ziada acha hai..
         
        • #19 Collapse

          expensive bhai jan in excess of dealing se morad jis jgah for every ek entry lagane ho wahan for every 3ya 3 entry lga do mere khial males es treke se admi 59$ males a jata they damage bhe massive or maybe benefit bhe massive es se bachna chahie fx males threat nhe lena chahie.
          • #20 Collapse

            dear i have no clear idea about over trading . because i am new in forum discussion. further it looks me ordinary sense over trading mean more or much trading than your limit .
            • #21 Collapse

              over trading means kay maximum time forex ko dena kuinkay kai
              traders just timing rakh kay trade krty hain kay daily ka 2 ya 3
              hours hi trade krian gay lekin agr is ko 3 time say zyada kia ajye
              to is ko over trading kha jaye ga jo aika chi cheez hay
              • #22 Collapse

                daikho bbhai kai loog apna daily ya monthly aik goal set karty hain aur wo is goal ko aik makhsoos time me hasil kany ki koshish karty hain kai dafa wo is goal ko jaldi earn kar laity hain phir b wo lalach karty hain is ko over trading kehty hain
                • #23 Collapse

                  over trading se murad greed hai yani bohat se new trader forex mein short time mein quick earning karna chahtay hen aur is chakar mein loss pe loss karwatay hen over trading se loss he hota hai yani over trading nahi karni chahiye
                  • #24 Collapse

                    i think over trading se murad ye hai kay ap apna target acheive kar kay bhi more trading kar rahe ho aur ap ka thakan se bhi bura hal ho tou aisi halat main trading ap ko loss karwa sakti hai.
                    • #25 Collapse

                      over trading say murad ha k jab ak trade loss main ja rahi ho to us k loss ko recover karnay k liya lagai jati ha es say some time loss recover ho jata ha par some time loss chanc zida ho jatay ha
                      • #26 Collapse

                        asa hota ha k ap trading krta hua market ma bht deeply involve hojata han or phr ap ak time pa ak sa zyada trade laga lata han is kisam ki trading ko over trading kahta han or is ma kabhe to agar profit ho jai to bht faida hota ha or agar loss hoga to ap double profit loss krain ga
                        *** Silent Dedication ***
                        • #27 Collapse

                          Over trading se murad he ke ap ek din me kae bar trading krte hein baz auqat ap ko is me profit hota he aur baaz auqat loss lekin bhtr ye he ke agar ap ko pehli trades me acha profit ho jaye to us din mazeed trading na krein take ap loss se bach jayen
                          • #28 Collapse

                            bhai over trading usko kehty hain jo bina sochy samjhy aik ke bad aik kar ke lagai jaye
                            us se aap ko bohat had tak loss bhi hota hai or itna kam ho jata hai apka balance ke bilkul na honey ke barabar .........
                            • #29 Collapse

                              Over trade reffers to trading mroe then one trade at the same time. Sometimes, its a good and profitable trading, while sometimes its not a good and profitable excersise. But we should judge the market trend first.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                agar hum ik time main boohat zyaada trades open karty hain to issy hum over trading kehty hain.agar over trading karty hain to hum earn nahin kar sakty hain accounts waist ho jaaty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X