greed vs loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    greed vs a loss.forex is a easy business.Some even say demo account is pure waste of time but I wan't to give my own opinion why demo account is so important.so a bad attitude which will be owned by a trader is trading with a greedly.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      greed ki wja sy he loss hota hai to mery khyal sy agr hum apna loss recover krna
      A JJKLDT FDC JNKLIJHXSAZV GJNLKJIUHNGFDX
         
      • #48 Collapse

        Jee bhai jan meray khayal se to forex trading business mein aik trader ka sab se bara dushman lalach aur jald bazi hain aur agar koi trader is business mein kamyab hona chahta hai to usy in 2 cheezun ko chorna he hoga warna kamyab nahi ho sakta.
        • #49 Collapse

          market ki movement dialy hoit hy is lie profit ko dekh k trades py trades na lgai jahen kun k lose b ho skta hy, mery kial sy thori investment hy ot short trades lgahen, but be patience.kyun k is business mien success k ,ye patience bht zruri hai or agr insan patience sy kam sy or greed na kry to zrur kamyab hota hai kyun k hum jitna zyada greed krty hain loss utna zyada hi hota hai
          • #50 Collapse

            bhai sb ye to bande bande pe depend kerta hai kyuke greed apko faaida bi deti hai aur nuqsan bi ye to apke knowledge pe hai ke ap greed apne experiene ke mutabiq ker rahe ho ya phir gamble ker rahe ho.ek experienced trader ka risk calculated hota hai aur uso kisi had tak pata hota hai ke uske kamyaabi ke chances zyada hain unlike e beginner ke jo sirf gambling kerta hai...
            • #51 Collapse

              forex trading aik risky business hy is men success hasil krny ky liy greed sy avoid krna boht zarori hy greed forex men insan ka ssub sy bara dushman hy jub tk greed sy avoid nahi kren gy forex trading business men success nahi mily gi yahan pr honest ho kar kam krna zarori hy
              • #52 Collapse

                dear loss hota hy greedy aadmi ko hy forex trading men lalchi admi or lalach ki ko jaga nai hy. forex men kamyab hona hy to lalach ko khatam krna hoga phir hi porfit hoga otherwise lalach or loss ka cholo daman ka sath hy.
                • #53 Collapse

                  a greedy person loses in long run.
                  • #54 Collapse

                    achi he r is mai demo account is really very helpful fr us, demo account per practice kerne se humain trading k baray mein har choti baat pata chalti hy jis k zarye hamare nuqsan uthane k chances kam ho jate hen.
                    • #55 Collapse

                      dear forex me greed hi traders ka bara enemy hai ye hi loss ki main reasons hai kyu ke gredd karne se trading karte waqt hume loss ho jata hai agar humare pass trading ke bare me ach knowledge or experiance hai to hum greed kare ge tab bi loss ho jata hai is liye hume is se bachna chaiye
                      • #56 Collapse

                        my dear friend trading mein greed trader ko bht nuksan delati hai is k both sides k nuksanat hen aik tu ye apko kbi b professional trader ni banny deti or dosra ye k trader kbi purskon ni rehta wo hamesha ziada sy ziada ki laalach mein rehta hai or nuksan uthata hai or even k apna account tk blow krwa deta hai;;;;;;;;
                        • #57 Collapse

                          apki baat bilkul thek greed hi hmain loss ki taraf leke jata hy kyunke ye ksi trader ko trade krne nahi deta zyada se zyada profit ka greed thore bohat profit se bhi dor lejata hy
                          • #58 Collapse

                            greed aik achi cheez he aur aik zaroori cheez he agar achi cheez ke liye ho laikin ahr cheez aik limit men achi lagti he jab woh limit se age nikal jati he woh sab kuch bigardeti he aur kuch bhi haath men nahin apata he is liye har cheez ka limit men hona zaroori nahin he balke behad zaroori he aur intihai zaroori he
                            • #59 Collapse

                              fore xme apko grees jitana bhi jyada karte hai aapko utana hi jyda loss ka samanan karana padata hai isliye apk bahut hi jyada greed nahikarana hai aur apako fore xme thoda loss ka bhi dar hoina chahiye jisse aapko loss me thoda kam loss hota hai aur aapko jyad profit mil sakta hai is liye gredd na kaijiya aap
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                greed ho gi to loss automatic ho ga is lye aap khud he greed ko chor den to mere khayal se loss hona bhi band ho jaye ga or aap acha profit bhi kama saken ge trading me .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X