greed vs loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    Dear is business me greed loss ki sb se bari wajah bnti ha agr hmen is business me success hona ha tu us k liye hmen is business me kabhi bhi greed se kam nahi karna chahye kyun k greed is business me traders ka sb se bara dhusman ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      greedy bilkul nhi kro aur forex aik real business hay yeh fake nahi hay ap forex say unlimited earning kar saktay ha is mein koi limit nahi hy ap forex ko kisi bhi waqt kar saktay hay from anywhere in the world isi liye log bahot taizi say is ko join kar rahay hay aur loss bhi na krna .
      • #198 Collapse

        dekhay sir forex main hotay huey humey apni bad habbits even kay emotions ko bhi control karna chaiyay or greed tou waisay hi humey doba deyti hai or lalach bhot buri bala hai so pls avoid gred and greedy also thanks
        • #199 Collapse

          G han is business me loss ki sb se bari wajah greed ha hm kabhi bhi is business me success hasil tb tk nahi kaar sakty hain jb tk hm is business me greed par cantrol nahi kar laity hain kyun k greed se hm apna account bhi washed kar daity hain
          • #200 Collapse

            greed aur loss say avoid kiya karay aur forex is for everyone male or female just aap logo kay pass knowledge hona chayie jis kay pass jitna knowledge hoga utna woh ziyada profit made karay ga without knowledge profit made karna difficult hota hay isi liye mein sab ko suggest karta rehta hon kay jis nay bhi aik kamiyab trader banna hay aur feature mein bhi earning karni hay .
            • #201 Collapse

              yess ofcurse u r absolutely right bro,,..greed is very effective in this business,,,greed is a curse,,we should avoid it..by become greedy we have deffinately an incraguble loss
              • #202 Collapse

                jee bilkul sahi kaha hai apne humain trading kay waqt greed ko apne andar say nikal dena chahye takay agay ja kay humain koi masla na ho or hum achi traah say profit earn kar sakain.
                • #203 Collapse

                  greedy sa forex main loos he hota hain greedy forex main best nahi hain greedy sa muje be kafi loos huwa hain greedy humare account ko empty ker dayta hain jab tak hum greedy sa bache gaye nahi hain ja sye he humare account empty hote rahe gaye hum ko is sa bach ka rahan ho ga
                  • #204 Collapse

                    yes brother lalch nahi krna caheay lalch krny sy apko loss ho jata hy lalch krny sy bahtr to yahe hy ky banda step by step upar ke trf aye loss hony sy bach jaen gy....
                    • #205 Collapse

                      greedy sy loss hota hia aur mein forex mein part time job karta hon mera pass acha knowledge hay isi liye mein thoray say time mein achi earning kar leta hon agr aap bhi forex ko learn karna chata hay tu demo account par practice karay takay aap ka knowledge increase ho .
                      • #206 Collapse

                        jee bha jaa na aia hyee key is kaam mey aap kko greed nahi karni bas or agar aap ney is kaam mey greed ka faida liey tho apa kois kaam mey sey kuch bi hasil nahi hoga or is kama ey nuqsaan hoga
                        • #207 Collapse

                          jee bhai bilkul forex trading ma greed ki wjh se bht loss hota ha. agr apko kuch profit ho rha ha tu ap greed ma aa kr loss na krwao. thora profit b bht ha. forex trading ma greed se control kia jai
                          • #208 Collapse

                            greed and loss say avoid karna hoga is kay liye learning kero aur luck and experience bahot hi important hay ager ap experience gain karna chatay hay tu ap ko demo trading krni hogi kuch log kehty hay kay demo trading boring hay but yeh bahot hi important hoti hay sab kay liye is say ap forex ko understand kar saktay hay aur forex say acha profit make kar saktay hay .
                            • #209 Collapse

                              Yes, sir humen forex trading men lalach nhi karna cheye ye na ho k humen ziada paise kama k chakar men apna capital waste kar bethen humen apne emotions ko control men rakhte howe trade karni chaye or waise be ek kahawat hai k lalach buri bala hai ziada income hasil karne men ziada loss b ho sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                ye bahi jaan forex ek aesa business hai jis mein apko hosh se kam lena parta hai na ke josh se agar ap soch samajh kar trade lagate ho or time pe tp apko loss nahi hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X