greed vs loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Jo log greed krty hain un ko loss he face krna padhta ha kiun k forex market eak bihat he risky business ha so es main hamy greed nhe krni chaheyh.
    Forex strategies for beginner click here .... :)
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      pricey fx everyone avarice howdy professionals ka bara opponent hai ye howdy burning ki main reasons hai kyu ke gredd karne ze dealing karte waqt hume burning ho jata hai agar humare cross dealing ke clean everyone very expertise or maybe experiance hai to help hum avarice kare ge bill bi burning ho jata hai is usually liye hume is usually ze bachna chaiye.
      • #18 Collapse

        ji han bai apne sai kha ye ek bohat hi bad attitude he jo ke new traders zayda use kertey he wo greed or loss me fark nahi ker pate or iski waja se apna loss kerwa lete h
        • #19 Collapse

          greed ik boht he buri cheez hai yaha tk k jo experienced traders hain wo b is ko km he use krty hain kiu k is sy aksr loss he hota hai or hum is ki wja sy apni investment ko lose kr dety hain to loss to business ka hisa hai lakin greed sy bachna chahiya
           
          • #20 Collapse

            bhut se log aisy hen jab wo trading krty hen or daikhty hen ke unhy zyda profit ho raha hy to un me greedness paida ho jati hy or wo bgair kch samjhy aik or trade laga dety hen jo loss me chali jati hy
            • #21 Collapse

              bhai jan mainy to bs yahi note kia ha k jo trading mai gredd k sath kam karty han unko sirf or sirf loss hota ha na k profit hota ha agr wo aik din mai 10 dollar b earn karty han to wo zyada dllars ki lalach mai apny pehly dollars b loss kar lyty han
              • #22 Collapse

                yes brother Greed is totally dangerous thing in forex trading , Forex trading may during trade ager ham greed kar rahy hoty han to mostly loss ki janib step barha rahy hoty han or loss hota bhi hay so we should not do greed and do trading with some strategy and discipline
                • #23 Collapse

                  AGr hum trading k waqt greed krty hai to is ssy ahemin kafi loss ho sakat ahi aur is smain hamara account los sbhi ho sakat ahi . Forex ek best business hai aur real hai .
                  • #24 Collapse

                    jo b yha pay greed karta hai meray khyal me wo kabhi b kam yab nahi hota hai sirf forex me he nahi wo kahi b kamyab nahi hota hai hum ko yaha pay kabhi b lalach nahi karni chahye jitna ho sake kam he karna chahye.
                    • #25 Collapse

                      dear friends mein saamajta hoon hoon kay forex trading mein working kartay waqt working tranparent tarekay say karay greed na karay lalich bilkul nakaray lalich ki waja say losss ka khatra ho sakta hai
                      • #26 Collapse

                        forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa jeb tek uss keey bareey meey knowledge naa ho uss ko ser injaam nahi dainaa chahyee
                        • #27 Collapse

                          ji haan sai kaha ap ne jaha greed hy yaha loss b hy is lay hamain chiay ke hum lalach na karain and loss se baachy is liay hamain mehnat krni chaiay and soch samj ke kam krnrna chiay forex mai
                          • #28 Collapse

                            bhai hame kabhi bhi trading karte hue greed nahi karna chahie kun ke greed ki waja se hamara mind confuse ho jata hai or hame loss hota hai
                            • #29 Collapse

                              meray klheyal mai tu greed aur loss kakoe mukabla tu nahe hai par ye 2no ak he cheez hai keyo k greed har baar ap koloss kitaraf lay jata hai aur loss honay se greed tu nahe ho sakta na
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                g bhai aap ne sahi kaha trading ke duran apni emotionality or patience ko qabo ma rakkein agr nahi tu loss karoge agr aap zyda greed karoge money managment achi tsawar nahi ki jayege zyda earning k liye aap ko apni tamam skill ko improve krna parega or zyda greed habit attitude ko avoid krna parega

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X