Tension and depression is more than Earning ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    tension bilkul nahi leni chayie because successful trader bannay kay liye ap ko learning karni hogi aur ap ko sara time forex par spend kerna, hoga phir ap aik kamiyab trader ban saktay hay nahi tu ap ko loss, ho sakta hay ager ap forex mein good earning karna chatay hy tu is ko leforex aik acha business ,hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      bhai jan aap jab bhi trading start krny lgy to apko cahiye ky tension sey door rhy kiyo ky tension sey hmy bhut nuqsan hota hya nd hum trading nhi kr skty haiye and hum bad feel krt haiye
      • #48 Collapse

        G han app ne bilkul sahi kaha ha is business me hmen tention or depression bht zyada hoti ha or hm kabhi bhi is business me achi earning in k hoty hoey nahi kar sakty hain isi liye hmen chhaye k hm ye cheezen khtm kar k earning karenn ...
        • #49 Collapse

          Mere khayal se loss agar muje bhi ho raha ho ga to tension to muje bhi hogi humhe bus apne loss ko recover karna ana chaiye kyuke profit and loss is a part of every business humhe ghabrana nahi chaiye aur demo account par zyada focus karna chiaye phir agar hum real account ko open kare ge to hamare loss ke chances kam se kam honge.
          • #50 Collapse

            tension bilkul na liya karay forex mein and forex aik worldwide 'business hay aur ap ko chayei kay is mein good knowledge hasil karnay ki koshish 'karay kio ky jitna knowledge hoga utni achi earning kar sakay' gau aur loss say bach sakay gyn bahot saray trader forex ko learn nahi karty jis ki waja say loss 'hoga .
            • #51 Collapse

              G han app ne sahi kaha ha is business me hmen bht zyada depression or bht zyada tention hoti ha kyun k ye aik asa business ha jis me hmen agr success hona ha tu us k liye hmen is business me kabhi bhi tention or depression se kam nahi laina hota ha
              • #52 Collapse

                ji bhai ji ap ki baat thek hai k forex main kam krny se pehly hi bht hi ziada deppression ka sekaar hota hai banda is main ye hota hai k agr ham is main kam krty hain to is main loss kr kr k itna dar par jata hai k phir asa hi lgta hai k har trade main loss hi hoga is liye banda is main tension main rehta hai
                • #53 Collapse

                  tension aur depression na hua kary aur forex aik acha business hay aap ko chayie kay forex ko learn karay taky aap forex mein aik good trader ban jay mera knowledge bahot acha hay isi leiy mein forex say achi earning kar leta hon aur aik good trader hon forex aik lifetime business hay .
                  • #54 Collapse

                    Assalam - u - alaikum bhai jaan jee me ne bhi kuch logo ko dekha hai wo hamesha se loss ke dar me hote hai loss kaa depression hota hai kahi loss naa ho jaye is lye zyadaa tar log loss me jaate hai wo depression me koi galti ker dete hai thanks for question
                    • #55 Collapse

                      G ha forex main jab ham trade on karte hain to ham tension main hote hain jab market ki postition trade ke khilaf jarhi hoti hain is moqe par hamain sabar se kam lena chahiye aur wait karna chahiye.
                      • #56 Collapse

                        forex trading krty hoy apko depression aur tension me to ana hi ni chahy . is lye zrori hy k insan ko tention me ni hona chahy ,, bilkul relax ho kar trading karni chahy ..
                        • #57 Collapse

                          ahan no dear , ager ham earning ki wajah se tension mein or depression mein rehne legein tu esi earning ka tu phir koi faidaw nahin hai , isi liye hame chahiye ke Tension or depression naw len :)
                          • #58 Collapse

                            tension and depression mein trading mat karo aur forex aik lifetime business hay ap mein feature mein bhi earning krna chata hon isi liye forex ko mein ziyada say ziayda learn karta hon and mein chata hon kay forex mein aik good trader bano takay mein logo ko bhi teach karon forex mein hamay manual trading karni chayie .
                            • #59 Collapse

                              ap ne bilkul sahi kaha hae k forex trading mein earning to hoti hae magar is k sath sath ye tension bhi bahot deti hae kiunk forex trading mein kabhi loss ho jata hae aur kabhi kabhar profit hota hae.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Bhai g forex trading mai tnshn ka koe kam nai hy insan ke nature hy usko tnshn hoe usko gusa agya ager usko loiss ho gya tu usko us per be gussa ajata hy lakin forex mai tnshn nai laini chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X