kYA RAMZAN SHAREEF MAIN B FOREX TRADING ROZANA 24 GHANTY HOA KRY GI?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    han ji Ramzan ho ya koi bhi month forex trading ka business chalta rehta hai kyoun ke money always exchange hoti hai tu ye business bhi always chalta hai forex trading ki market week main 2 din band hoti hai aur is ke elawa chmix aur easter per band hoti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Nahai bahai jaan Ramzan shareef me bhi trading apne time ki tarha howa karen ge hum par depend hain ke hum trading ko full time karen ya trading karne ka time kam kar dain......
      • #63 Collapse

        yes my friend ramzan mai be same timing hy forex trading ki kiu keh ye online business hy is liay ramzan se ise koi changing nai hui. to ap jese phele trading jis tym pe kr re thy wohi continue rakhy.
        • #64 Collapse

          g han dear forex trading Ramzan Shareef men bhi 24-ghanty khuli rehti hy aap k pas jab bhi time ho aap forex per kam kr skty ho ap rat ko kam kro ya din ko kam kro ye aap p depent krta hy k aap forex ko konsa waqt do gy.
          • #65 Collapse

            my dear friend forex trading ka kabi bee choti nahy hoti hay . yaha tak ke eid ke din bee forex trading hota hay . leken agar ye ramazan me nahy hota to bahot acha hota . kio ke ramazan me logo ko moqa milta zekar karne ka . es liye hame ramazan me kam se kam trading karni chahiye .
            • #66 Collapse

              Bhai market sirf pakistan mein hi nahi chal rahi hai meray bhai yay aik world ki sub say bari market hai jahan duniya k saray aik say aik ameer admi ka paisa is market mein invest hai jahan ramzan al shareef ki bat hai to pakistan mein us mein bhi market open hai
              • #67 Collapse

                brother forex trading ek international business hai yeh rukta nai hai ya hamara wait nai karta,,,and yeh Ramzan main bhe 24 ghanty he ho ga bas Saturday and Sunday nai ho ga kyu k us din holiday hoti h ai.....
                • #68 Collapse

                  je han je 24 hours he huwa karay gi [B]forex is the best business of the world bagair knowledge k kuch trading karnay ki kuch skills kay begair ap trading mei 044yy agay nahi jay gay sekhna zaruri ha plang honi chaye kaam karnay ki hard work bohat cheez hoti ha kamyabi learning mei meahnat ky bad ap ko kamyabi mile gi
                  • #69 Collapse

                    ji han bilkul jahan tak mera khayl ahi ye ramzan main bhi isi tarah jare rhy ge aur humey ramzan main bhi kam akran parey ag brother is liye is mian mere khayal main sirf hafte aur itwar ki chuti hite ahi mere khayal main brother
                    • #70 Collapse

                      Dear forex trading ek world wide international business hai aur yeh 24 hour ramadan karim main bhi hogi just weekend main off hota hai saturday and sunday ap ramadan karim main bhi trade karen aur enjoy karen:)
                      • #71 Collapse

                        forex trading karne wale zyada tar log non muslim hain or aksar ko to ye pata bhi nahi hoga ke ramzan ke mahine main muslims kya karte hain is lia forex trading ramzan main bhi esi hi chale gi jesi normal days main chalti hai
                        • #72 Collapse

                          forex sirf aik country ya region mein nahi yeh world wide hti hai kahen pay ramadan hain kahen nahin pay nahi tu forex ramadan mein bhi 24 hours he hti hai apko ramdan kay hisab say apna schedule alter karna kerna hoga jo time apko suitable lagta ap woh time set kar kay apni trading ker sakty hain
                          • #73 Collapse

                            g bhai bilkul ramzan shareef mey b forex trading 24 ghanty hi chalegi bss ye to traders pr hai k wo kis tarah sy time ko manage karengy, ibadat me boht zrori hai.. :)
                            • #74 Collapse

                              ha g bro razmaa shari mai be trading ho ra hai hai aur ye bnohat zoor pe hai keyo k eid a rah ai ana sab log kamany mai lagay hai aur market ki bohat teez hai bohat losshuwa hai aur profit be
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                g han ye kam aisay hi chlata rahe ga kyun kay ye online international business hai ... issay stop nahi kar sakty hain ... ramzan main is main koi changing nahi hogi ... ye jaisa chal raha hai aisa hi chalta rahe ga ...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X