kYA RAMZAN SHAREEF MAIN B FOREX TRADING ROZANA 24 GHANTY HOA KRY GI?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    bai yeh ik international market ha is me festival or event koi asar andaz nahi hota kabi isa nahi dekha or suna ha ha koi achanak ek achi or buri khaber pori market ka acha khasa move kar sakti ha ,,,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      jee bhai forex trading hamesha 24 hours hoti he bs saturday or sunday nahe hoti q ke saturday or sunday banks bnd hote hen islye ..
      • #48 Collapse

        Dear as you know that ramzan is the bless of Allah to us that why compare that the other month i ma given the time to the forex trading less and other ramzan and other works more. No regular forex trading is make be me i am fully involed in the ramzan with roza and other activity related matters , forex is best for every day
        • #49 Collapse

          my dear friends Ramzan main bhi forex treding market 24 hour on hoti hai bas sturday or sunday ko hi off hoti hai aus kay ailawa forex market kabhi bhi off nahi hoti ham treding eid kay din bhi kar saktay hain;;;;;;;;;
          • #50 Collapse

            dear brother assalam o alaikum ji hn ramazan ul mubarak mein bhe market monday to friday 24 hour open rehti hai or saturday or sunday ko close lekin is baar abhe tk koi bhe schedule nai aaye hai jese hi market ka ramzan ka schedule aaje ka resently mein ap ko share kardo0 ga forex forum par It is an International business in which every country has participate and many races are engage with it so you have to work in this month also
            • #51 Collapse

              dear forex world wide business hay ye na kabi ramzan me close ho sakata hay or na hi eid k din, forex hamesha week me 5 days 24hurs open hi hota hay jes me ham trading kar sakty hey.
              • #52 Collapse

                ji haaa bilkjul forex marketr ramzan me bhi 24 hrs open rehti hai aur aap agar trade karna chaie to kjar sakte hai,waise yeh market islamic holiday me band nahi rehti.
                • #53 Collapse

                  yes bhai ramzan sharef ma bhi forex tarding 24 gantay hoa krya gi ya world class bussiness ha yaha ham 24 gantay kam kr saktay ha lakin ma ya khana chata ho kay plzzz ap forex ma trade bhi kro or puray rozay bhi qk kam to hota rahay ga lakin rozay ka sawab ha wo agar nai rakay gay to hamay nai milay ga
                  • #54 Collapse

                    han g ramzan ma b trading 24 ganty hoty han ,,forex ki markit as usuall he chalti ha jasy k aam roteen ma chalta ha,,, is lea ye ham pa depend karta ha k being muslim ham ramzan ma kam ky karty han...
                     
                    • #55 Collapse

                      bhai ramzan main bi forex 24 gante chalta hai forex ke time main kami nahin hoti ye 24 gante chalta hai forex aik bohat acha online business hai.
                      • #56 Collapse

                        dear brother assalam o alaikum ji hn ramazan ul mubarak mein bhe market monday to friday 24 hour open rehti hai or saturday or sunday ko close lekin is baar abhe tk koi bhe schedule nai aaye hai jese hi market ka ramzan ka schedule aaje ka resently mein ap ko share kardo0 ga forex forum par
                        • #57 Collapse

                          jee han ramzan main bhi app forex ko 24 hour use kersakte ho ye ek international business hai jis main har century ke log kam kerte hain is business main pore saal trading hoti hai
                          • #58 Collapse

                            dear brother assalam o alaikum ji hn ramazan ul mubarak mein bhe market monday to friday 24 hour open rehti hai or saturday or sunday ko close lekin is baar abhe tk koi bhe schedule nai aaye hai jese hi market ka ramzan ka schedule aaje ka resently mein ap ko share kardo0 ga forex forum par
                            • #59 Collapse

                              g han trading ramzan m,e b 24 hour open reti hai bus aftaar k time or sehrii k time market slow ho jati hai baki on reti hai bus saturday sunday of hoti hai market jub market off hoti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Dekhiye meray khyal mein tou ye ramazan ul mubarak mein bhi ye business yani trading chalti rahegi. kyun k ye tou kamany ka zariya hai. agar ye hi ruk jaegi tou jo log sirf isi say kama rahay hain wo kya kareingay. Is liye business kabhi bnd nahi hotay. Secondly ye business sirf musalman nahin kr rahay tou wo bhi tou kartay rahengay isliye trading nahin rukay gi ramazan mein bhi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X