kYA RAMZAN SHAREEF MAIN B FOREX TRADING ROZANA 24 GHANTY HOA KRY GI?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    salam han ji bilkul ramzan me bhi forex trading ho gi qun k ramzan me business rukte nahi hen or ye to itna acha he k ap ko gher beth ker hi kerna padhta he kahin jana nahi hota is lie kisi bhi tention k bager ramzan me bhi trading ko open hi rehni chahie ..............thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      ha gjanb,.app nay bilkul thik hi sawla puchhha hay janb,,,,,,,is mai wesay app trading ki bajaye apni ibaadat par he tawaja dauiin nab,,,,,tub hi is mai faia ho ga jnab.........
       
      • #78 Collapse

        je han dosto forex trading ka busines aik internatinal online business hay is may world kay log apna business kartay han or ramzan may jab her business chalta hay to forex ka business bhi run karta hay bas apko apnay time kay hisab say kam karna hota hay
        • #79 Collapse

          kya ramzan shreef primary w foreign exchange human resourse roz hon kry gi ya phir period kilometers kr dia the author ga buying and selling ka ? thanku
          • #80 Collapse

            Jee bilkul or ramzan bhi to aam mahino ki tarhan hai unke liyeh jo non muslims hain or yahan to muslims apni markets band nahi rakhte to non muslims se kia shikayaat k woh market band nahi rakhte bilkul market 24 hours a day 5 days week chale ge as usual.
            • #81 Collapse

              Dear Forex trading ik international business hain aur is mein puri duniya ki countries trading karti hain ye sirf muslims ka business nahin hai jo is mein Ramzan ul mubarak mein koi time waghera change hoga , ramzan ,, eid har tehwar py is market yehe timing rehti hai is mein 24 hours he work hota rehta hai.
              • #82 Collapse

                ammmmm dear humey trading h to karni hoti hai or ramzan me muje nahi lagta hai k time change hota hai wohi time rhetha hai jo amm dino me hum kaam karety hy.
                • #83 Collapse

                  ji ha bhi ji hum ko ramzan mai bi log traidng krty hai alikin night time log kam krty hai q kai waisy ib yae kam nigh t tim hi hota hai is liy hum ko kam krna pary ga
                  • #84 Collapse

                    sir forex trading ka business bs pakistan mai nhi hai k ramadan mai time kam ho jae ga ye international business hai non muslim b es ko use karte hain es lie es ka time 24 hours n 5 days a week hi hota hai ramadan mai b
                    • #85 Collapse

                      my dear brother yeh business online hota hai is me sab aik sa he chalta rehta hai roze hon eid ho ya koi bhi tehwar ho is me koi changes nahi ate hain yeh poora saal aik sa he rehta hai or aik he tarha se chalta hai .
                      • #86 Collapse

                        yes 24 hours ho gi ramzan mai b. q k yeh aik online business hai aur is k lie kise ko office jany ke zrurut ni hai. aao ghr beth k yeh business kr skty ho jb aapka dil kry tb aap yeh kaam kr skty ho aur jhn mrze beth k kro. Hr bnday ko jo time suit krta hai voh use time trade kr skta hai
                        • #87 Collapse

                          yar my freind mjhy is ka baray mein a hi kch nai pta hai because mein new hun is business mein mjhy abhi eik mnth bhi naii hoa hai likn mjhy apne seniors se is swal ka jawab pooch kr acha lagay ga
                          • #88 Collapse

                            nahi forex ka time aik jtna he rahy ga beshak ramzan hu ya na hu .ap 24 hour forex ko use kr skty hain.
                            • #89 Collapse

                              Ramdam ma he to bro forex ka mza ata h apko pta lg jana chye h eska k r to any krna kia hota h sab ko zyada tr chtya b hain toghar he bethna h jitna time do.gy ap ye utna apko dy g....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Assalam o alikum Dear friends forex trading sirf RAMZAN SHREEF me he ni balke pure year me 24 ghante ni krte ye hamary upper depand krtq he ke ham kitne jaldi trading kr ke farig ho ja te hen.................

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X