agar ap ko loss ho aur profit na ho to
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Dear forex is a risky business in which profit or loss both are possible experience is necessary for forex trading otherwise unexperinced man not earning in forex.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      A.O.A g bhai jaan ap ki bat bilkul thek hai agar hmen forex trading me loss ho to hmen bilkul haar ni man'ni chahiye balkay mehnat krte rehna chahiye bcz profit or loss to bussiness ka hissa hote hn jahan hm hr jagah profit ko qbool krte hn wahin hmen loss ko b qabool krna paray ga or hmen loss se bachnay k liye mehnat,practice or forex trading bko learn krne ki zrurat hai is tarha he hm bs loss se bach sakte hn
      • #63 Collapse

        Brother aap ager forex tarding may trade kartay waqt chand cheezon ko khyal karain tu aap ko loss nahi ho ga aur aap ek acha profit earn kar saktay hain, jab bhee aap kisi bhee script ya commodity may trade karain tu trade kartay waqt aap ko is ki mukamal maloomat honi chahiya aur is kay baray may information collect karain technical fundamentals ko samnay raktay huway news aur expert views ko study karain aur market direction aur trande ko nazar may rakhain.
        • #64 Collapse

          main samjta hoon ager app koloss horaha hai to appforex main appni mistake ko read karo take appko appne loss ki waja maloom ho or app us mistake se sikho take phir wo ghalti na karo
           
          • #65 Collapse

            Agar apko hamesha hi loss horaha ho tu apko chahiye k ap kuch time k liye ap trading stop karin.... aur trading ki learning karin...knowledge hasil karin market strtagy ko achi trha samjhen.... demo pe zyada se zyada practice karin then again trade karin...achi knowledge aur experience k sath ap zaror profit earn karinge....
            • #66 Collapse

              Bhai ager mujhay hr wakt he losses hotay rhen gey tou meri tarding mey definitely koi na koi masla mojood hey mey trading ko sahe trah sey smjh he nahe paya hoon jabh mey bar bar losses ker rha hon ager koi bhe shakhs trading k baray mey perhey or demo account per jo kuch perha huwa hey uskay mutabik practice krey tou losses ho he nahe sktey hen isiliye ager mujhay zyada losses hongey tou mey trading chore ker pehlay isey perhun ga phir dubara sey trading start krunga.
              • #67 Collapse

                forexd trading main loss hona koi bari bat nhi hay boht bary bary professional traders ko bhe loss ho jata hay es leay agr ap ko loss ho jay to ap ko bs hard work karty rehna chahye kabhi to ap achy trader bn he jao gay q kay insan sekhnt sekhty he sekhta hay ksi kam ko
                • #68 Collapse

                  agar hum ko forex main loss ho aur profit na ho to hum ko es main yh dekhna chahiy k hum ko loss ho q raha ha hum kahan galti kar rahy hain aur hum ko wo galti dor karni chahiy
                  • #69 Collapse

                    dear friend jee han forex may ager meray sath aisa honga tu may thora peachay hath jaoga aur phir may demo account use kar k knowledge gain karoga aur experiance gain karoga learning karoga practice karoga then ek baar phir may full prepration k sath trading start karoga phir meri mehanat zaror rang layge
                    • #70 Collapse

                      pehlee baat to apko loss q horaha hai is baat ko schna zaroori hai kahan ghaltee hogayee hai apse jo ap loss mein chaleen gayeen hai aisee situation k liye stop loss category use karein jo apko further loss hone se bcha sktee hai
                      • #71 Collapse

                        ji han agar humen forex trading main loss ho to main kahon g k humen bilkul peche nahi hatna chahye balke kam az kam ek bar to zaror koshish karni chahye k hum profit earn kar sakte hain
                        • #72 Collapse

                          well my dear friend, meray khayal say ager humain forex trading main profit na ho raha ho hum loss main ja rahay hon to humain iss say bilkul peechay nahi hatna chaheay balkay humain apni working strategies pay work karna chaheay aur humain apni planning ko dubara say banana chaheay...
                          • #73 Collapse

                            meray bhai sab say pehle to ye bat clear kar lain k ye aik aisa kam hai jis main loss bhi hota hai or profit bhi so aisa nahi ho sakta hai k ap ko just loss hi hota rahay agar aisa hai to ap ki side par koi problem hai zurrur
                             
                            • #74 Collapse

                              g bilkul loss hone per humain peechy nai hatna chahye na har manni chahye balkay try kerty rehna chahye or apni mistakes se sabaq hasil kerni chahye ....or mehnat kerty rehna chahye humain apni mehnat ka phaal zaror milay ga...0r hum yaha se pr0fit bhi earn ker sakay gy.....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                forex main loss ho jia tu pichy ni hatna chaye balke agay hche ki umeed rhk k continue krna chaye ju iss fourm ma loss hone k bad piche hota hai uski waja ye hai kusko khud pe confident ni hai r na hi forex ko theek tran ce learn kia hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X