CONFIDENT hone ke baad bhi darna sahi hai ya galat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    confident hone k baad be darna yeh buht buri baat hai asa dar se ap kabhi be asha trader nahi ban sakta so ap ko apne ap per trust hona chah aur ager ap ne learning ki ahi to ap ko apni trade close nahi karni chaha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      Dear hmen is business me kabhi confidnece hony k bad darna nahi chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hm achi earning hmeshah achy confidence k sath b asani se kar sakty hain isi liye hmen confident hony k bad darna anhi chahye
      • #348 Collapse

        Jnaab is system m trader us waqt hi dertaa hy jub us ko market ka ilm nhi hota or apni merzy k tehat trading ker rahaa hota hy market k muaa'ny k bgyr
        • #349 Collapse

          No dear hmen is business me confident hony k bad darnaa nahi chahye kyun k ye aik asa bsuiness ha jis me hmen achi earning hmeshah confident hony k bad hi hoti ha isi liye hemn confident hony k bad is business me darna nahi chahye
          • #350 Collapse

            ere agar a ke paa asani se be fikar h kar trading kar saktyhain hai,aur acha profit earn kar sakte hain,aise log jo phir bhi darte hain wo phir bohat km n karte hai
            • #351 Collapse

              confidence hone k baawjood darna boht he buri baat hai kyun k jab aap ko pta hota hai k aap kar sakte ho to phir aap ko kar k he dum lena chahiye na k aap ko darna chahiye
              • #352 Collapse

                my dear yeh baat to sahi hai k forex knowledge trading experience or trading skills ap k fear ko buht had tak km krti hai hain but is k bawajood forex mein 100% confirm nahi hota k market kis traf jaye gi but 80% tak ap sahi ho sakte ho
                • #353 Collapse

                  dosto dar ka faida bi hai oor nuksaan bi ..But i think hamain trading karty time kabi bi darna nai chahya ku kai is say hamain kafi zida loss ho sakta hai oor ham woo point mis kar kai apna profit jo ham kar sakty hai woo zaya ho jata ha ..Or us ka ilawa faida yah hai kai is say ham zida loss jo ka som time hi sakta hai then woo bach jata ha
                  • #354 Collapse

                    Forex ek risky business he.Lekin agar hame is business me knowledge or experience ho to hame is business me darna nehni chahie.
                    • #355 Collapse

                      nahi bhai agar ap confident hain forex mein to apko phir nahi darna chahiye,apko chahiye ke ap bina dare trades len aur forex mein apni practice ko continue rakhen ye hi apko is mein kamiyabiyon ki taraf le kar jayegi aur ap achi earning kar sakenge.
                      • #356 Collapse

                        MC is a natural thing in the world trading MC foex only frequency will result in reduced spirit and our mind, so start learning the correct patient with trading and pakailaha rules and rule that already dibua, for example using SL each transaction op ..
                        • #357 Collapse

                          yeh to aik natural feeling hai k aap kabhi b 100% cofident or sure nahi ho sakte forex trading me, hamesha cofidence level 99% or khauf 1% zarur hota hai qk luck b to hai na lihaza kabhi b strategy fail hone ka dar to hota hai lekin kabhi dis-heart nahi hun or ghabraien bilkul b nahi.
                          • #358 Collapse

                            actually forex traders chahye kitne bhi experienced kyun na hojaen risk factor hamesha zyada rehta hai, kyun forex kisi bhi minute aasmaan se zameen per girr jate hain aur isi tarah kabhi kabhi within seconds zameen se aasmaan pr ajate hain, islye boht soch smjh kr investment krna hota hai aur ager aap main loss bardasht karne ki taqat hai to aap darrte nai chahye aap ke pass experience ho ya na ho, aur wese b loss se hi banda seekhta hai aur experience gain krta hai
                            Add Me on Facebook ~ sm0213 :rolleyes: (SM)
                            • #359 Collapse

                              ye natural hy jnaab q k insaan perfect nai hota kisee b lehaaz sy koi na koi kami zroor reh jaati hy. . . is liye apny oper confidence ho b tu while trading trader puzzle rehta hy. . . . or naturaaly ye b hy k insan kam he aisy hain jo loss bardasht krny k ahliyat rakhty hain is liye naturaly hy ye sb
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                nai bhai meray khayal sy hamay forex mai work karaty huwa bilkul nai gabrana chaheyah q k yah ek bohat he risky business hai and is mai relax ho k work karna chaheyah.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X