CONFIDENT hone ke baad bhi darna sahi hai ya galat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    Dear friend ji haan aap nay bilkul theek kaha hai forex trading business mein aik experience wala trader hai jis kay paas trading ka confident hai woh bhi iss mein kaam kertay waqt iss liye darta hai kiyunke woh ghalti say koi ghalat trade na lagadey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      Haan bila waja forex trades open karne se darna chahiye, sirf market analyse karne ke baad hi trades open kiya karen.
      • #363 Collapse

        Confident hony k bad pr dar kesa ya to ap confident nahi hai ya pr ap k dil mein fear nahi hai. Trader krne se pele ap ko apne ap pr fully confidence hona chaye. ta k ap sahi se trading kr skein. Q k confidence ap ko sahi trade krne mein kafi help krta hai. iss lea apne dil se dar ko nakal kr tradeing krni chaye orr apne ap pr confidence hona chaye.
        • #364 Collapse

          g bhai ham agr ham ko apny ap pa pura confident ha tb bhi ham ko loss mind mein rakhna chchya aur us sy bachna chahya..kuch log over confident hoty han aur kehty han me kr lun ga aur loss ko mind mein ni rakhty to un ko nuqsan hota ha..
          • #365 Collapse

            aslamualaikum:bhai agar ap kay pass confidence hay expeerience bhe hay or trading ki knowledge bhe hay to apko ksi cheez say darnay ki zaroorat nai.app easily or befikar ho kay trading kar saktay hain.and acha profit earn kar saktay hain
            • #366 Collapse

              nahi bahi agar ap may had sai zeyada confiednet hai ro ap ya kehte ohu kay mai tradign karluga pehr apko bilkul bhi darna nahi cahaeya agar ap darougya tou usmay nuqsaan bhi apka he houga yar
              • #367 Collapse

                bhai forex kam hi asa hai is main kabi kuch b ho sakta ahi some times to bary bary traders market hilti hui dakh k dar jaty han to choty traders ki kya bat karan lakin phir b jo kam janty is ley confident hoty han jun k wo ya b janty han k ajj loss hua hai to kal profit b ho hi jay ga
                • #368 Collapse

                  dear mere keyal mai agar confident hona ka baad bhe hum ko dar laga tu hum ko start mai kuch kam volume ke trade ker na chahe ya es mai hum jada tar stop loss ka sath long period ke trade karan tu kafe thek raha ga.
                  • #369 Collapse

                    dear confident hone ke baad na hi over confident hona chahye or na hi darna chahye balke relaxe ho kr kam krna chahye or mind ko active rakhna chahye.
                    • #370 Collapse

                      My Dear,ye aap ne achi bat puchi he k is k ba wajood bhi darna chchiye ya nahi to bhai jab aap ek kaam ko achi tarha se jaaan chuke hen to aab is kaam men to aap expert ho gaye henab darna kesa.ok
                      • #371 Collapse

                        confidence hony kay bad ap ko nhi darna chayie aur bahot saray traders forex mein sirf is lie loss kartay hay kiyon kay woh greed hotay hay or un kay pass knowledge hi nahi hota hay isi liye ap sab ko chayie hoga kay forex ko learn karo takay ap ka ilam gain karay is tarha ap apni investment ko save kar kay us say profit make kar sakay gayn and loss say bi bach jay gayn .
                        • #372 Collapse

                          dear friend pehli to bat hai k jis trader kn ander confidence hota hai wo kab b trade lganain k doran hesitate ho ga he naahain.
                          • #373 Collapse

                            mere khayal se jin traders ke pass trading ke bare me acha knowledge or experiance ke sath confidence hota hai to un ko darna nai chaiye kyu ke profit or loss to business ka hissa hota hai is liye apne confidence ko thek tarah use kar ke tarding kare oe achi earning kare
                            • #374 Collapse

                              darna sahi ha confidence ke bad bhi its my opions q k agar dar nai hoga to ap bina mashware ke trading karenge or loss uthaenge.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                If you are confident then there is no fear but if you are still afraid then it means you do not have adequate confidence. If you keep a reasonable stop loss in each of your trade then there is no doubt you will control your fear.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X