CONFIDENT hone ke baad bhi darna sahi hai ya galat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    dekho yaar beshak ap jitne bhi confident ho apni forex trading ki khoobion pr but pr bhi ye baat zehn me rkho k market ka kuch pta nhu chalta aur kisis bhi time trend change hone ki wja se loss ho skta he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      forex ma hum logon ko aptience k sath hi kaam akrna cahhey kion k ye buhat hi acha business ha or is ma jo log b dar dar k kaam akrtay hn un logon ko demo account ko hi use akrna chahye kion k wohi un k liay best rhay ga or forex buhat acha business ha
      • #198 Collapse

        yeh aik boht acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un k liy boht acha hy aur ap ka thread bi boht acha hy muj ko ess mein seekhny k liy boht kuch mila hy aur mein ess ko boht zyadh like krta hoon. lekin jahan tk ap k thread k jwab ka talaq hy to mein abi new hoon mujh ko sai trh sy pta nai hy ess liy ai mein sirf study kr rha hoon~!~!~!
        • #199 Collapse

          bhai trading tu ek riski busnis he is me tu hamen kafi risk k sth kam rkan prta he qk is me hamen ager thori c bhi galti ho jati he tu hamen akfi loss bhi ho jata he is liye hamen chahaiye k ham tradiing ko pehle thk se smjhen and bad me kam kren tak hamen koi loss bhi na ho.fg
          • #200 Collapse

            i would similar to to be able to say that. confidence is actually very keys to press with trading. you use confidence on yourself This is very good thing with trading. but over confidence will be very bad thing. AS WELL AS their not suitable for you to afraid after confidence
            • #201 Collapse

              confident or cheiz hia or dar aik alag cheiz hai app ko dar us waqt hota hai jab app k pas exp nahi hota hai or app ka trade laga hota hai or wo loss bi ja raaha hota hai so tab aisa hota hai .
              • #202 Collapse

                agr aap confident honay kay baad bhi darengay toh asay confidence ka koi faida nahin hai bhai aapko forex main confident ho kar trade karni chahiye q kay agar forex trading main aapkay paas confidence nahin hai to ap kamiyab nahin ho sakty sir
                • #203 Collapse

                  bhai kisi bhi well trained trader k dil mie loss ka dar hmaisha mojud rehta hy.kiu k achy sy acha trader bhi kahin na kahin koi ghalti ker bethta hy or loss ki traf chala jaata hy.is dar ko i think positive way mie daikhna chahiye.yahi dar hmain concious kerta hy.
                  • #204 Collapse

                    yes ap ko agar confideny he be to ap ko apne ap ko 100 persent nahi hona chahye is se ap over confident ho jaye ge or ap kio loss ho sajkta he agar ap ko confidence he be to phir be ap ko apne ap ko ache se kam karna chahye jis se ap apne ap ko loss se bcha sakte he
                    • #205 Collapse

                      bhai agr ap ky pas confidence hy to ap ghabraen mt ap forex trading business ko start karen boht sarey aysy log dekhy hen mmen ny jo confident to hoty hen pr un ka dil boht chota hota hy wo trading nahi karty
                      • #206 Collapse

                        Full confidence honay kay baad bhi little bit dar hona achi bat hay means ham over confident nae han ye es bat ka sabot hay ager ham confident han to hamy fayda ho sakta hay ager loss ho ga to hamy learning karny ko mely gi but ager over confident hon ho big loss ho ga
                           
                        • #207 Collapse

                          The knowledge that forex is risky and full of uncertainty have made many to be scared to their wits.Consistent success in trade heightens our dependence on forex absolutely when their is an adequate knowledge of it
                          • #208 Collapse

                            Humen chahye k jitna bhi work kren Confidence sy kren es main darna nahi chahye warna hum Confiuse ho jaty hain or hum sy theak work nahi ho pata or risk barhta jata hy..
                            • #209 Collapse

                              kafi umeedon k sath enter hoty hain unhy lagta hai k woh Forex mein raaton raat ameer ban jaen gy lekin esa nahin hota hai Forex ik risky business hai aur traders jab is k risk ko control nahin kar paty to unhy loss ho jata hai aur phir woh mayoos ho jaty hain , Forex mein earning k liye mehnat karni parti hai aur kafi time lagana parta hai tab he koi successful trader banta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                asalm o alikum dear friends ji han agr ap me confidence ha or ap phr b darty ha to ye ap ki galti ha kiu k forex me conficnce hony k bawajood hamyr darna nai chye or proper tariqy se business krna chye or with out any hasitation hamy work krna chye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X