Mahnat ki zarurat hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    g bilcul mehnat ki to har jaga zarorat hoti ha aur forex main to bilcul zarorat ha yahan is liay is ko proper learn karna chiay phir hi is say profit hasil kia ja sakta ha.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      G han apne bilkul sahi kaha he forex traders ko mehnat ki bhjt zarurat hogi or unhe chahie kay wo bhi apni practice or learning ko jari rakhn.or acha earn kar sakn.
      • #513 Collapse

        G haan her kaam me mehnat ki zaroorat hoti hai forex me bhi mehnat karney say hi humein achi income milay gi forex ek good work hai or hum is par mehnat kar kay apni life set kar saktey hai sub dosto ko mai yehi kahoon ga kay dil laga kar mehnat karoon ap ko success zaroor milay gi
        • #514 Collapse

          han sub logon ko mehnut ki zarorat hai agar ap is mai mehnut karen gen to ap ko is ka bohat ziada faida ho ga mehnut karne se sub log bohat age ja sakte hain
          • #515 Collapse

            G han is business me mehnat bht zarorat ha hm kabhi bhi is business me bgair mehnat k success hasil nahi kar sakty hain or mehnat se hi hm is business me apny app ko kamayb or achi earning kar sakty hain isi liye mehnat zarori ha is business me
            • #516 Collapse

              koi fish seafood bhi kam ho most of us main mehnat to be able to zrori hy Full e mehnat e baghair koi fish seafood kam theak nahi hota mehnat sy hi seem finest produce kr skty hain agr seem mehnat nahi krty as well as sochty hain e finest produce kr lain gy to be able to ye hamari soch hy.
              • #517 Collapse

                han desr bilkul jb b koi new trader ata esi niyat sy ata k trading kry ga or kamysb ho ga hmy chshiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyab ho skty or forex bht e risky kaam edr mehnat k bina kuch b ni mil skta hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida
                • #518 Collapse

                  g han bahi jan apnay bohat achi baat boli ha humen mehnat ki zrorat ha aghr hum menhat ni krty to hume koi faida ni kaam karny ka har kaam ko time dena parta ha phr hi bnda kam yab hota ha..
                  • #519 Collapse

                    dear friend ap nay baat bilkull thek ki ha hamara forex trading ka pura arada ha kay ap nay trading kar kay he rahni ha is may sub say pahly apna mind bana lo is ki learning bi karo is ki pratices tu must ha bhai nay thek kaha ha kay market koi choti market nat ya bohot bari market ha is kafi time lagta ha or is may time spend karna parta ha forex trading na itni mushkel ha or na he itni asan ha
                    • #520 Collapse

                      asalam o alaikum dear friendz jo bhi is business ko seriously kerna chahta hai to wp pehle apna zehn bana le aur usk bad issko achi trah learn kere pehle.
                      • #521 Collapse

                        g han har kam ma mahnat ki zrorat hoti ha lakin is kam ma bakyon ki nisbat kam hi karn parti ha or ya kam easy ha karna k lya or is ko achi tarha karna k lya is ma expert banna ki koshis karni chahya
                        • #522 Collapse

                          Forex aik risky business hy aur is main buhat hard work karna parta hy. Agar aap baghair learning aur experience key is ko start karo gey to aap ko loss ho jaye ga aur aap disappoint ho kar is ko chhor do gey. Is leye is ko start krnay sey pehlay achi tarah learn karain aur is key rules, techniques aur is ki strategies ko samjhain. Jitni ziada aap mehnat karain gey utna hi yeh business aap ko faida day ga.
                          • #523 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
                            Bhaio, agar ap nay forex trading karnay ka irada kar hi lya hay to apna mind bana lo, bohat sari learning karna hogi, bohat sari practice karna hogi, aur bohat sara time spend karna ho ga is market may, yeh market koi choti moti market nahi hay, is ko cover karna bohat mushkil hay aur is may kai saal bhi lag saktay hain, lakin yeh zaroor hay keh agar musalsal lagay rahay to kaafi kuch hasil kar lo gay.
                            Forex ma Mehnat ki bohat zarorat hoti hy kio k jab ap mehnat karty hy to ap ko achi income hasil kar sakty hay or agr ap koi mehnat nai karty to ap ko income nai milti kio k Forex only due to work no need investment
                            • #524 Collapse

                              mahnet to lazme krna he forex es bat ku chahta he keh forex mein kam krein tu es mein mhnt krien aur es mein se earning krne he tu es mein boht work ke zarorart he aur es mein jb earning hote he tu trader kamaybe ke trf jdle a jata he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                ap ki bat bilkol theek hay fazool waqat zaya karny ka koi faida nhy sheek kar kary ta ky acha trader bun kar paisa kamiya ja saky akahr kub tuk nuksan ho ek bar do bar phir theek ho jahy gay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X