Mahnat ki zarurat hay.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    ge maray payaray dostoo is ma mehnat ki zaroorat hoti hai mehnat ka bagar app ak pasaa be nahi ka ma saktay balkay hum is ma bohat zayada nuksan karay ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      g han mere bhao jis trah or kam me mehnat ki zarorat hoti he bilkul isi tra forex ke business me mehnat ki lazmi zarorat hoti he ku ke is me sirf wohilog kamyab hote hen jo ziada se ziada mehnat krte hon
      • #528 Collapse

        han g bilkul forex m ap kitna mehnt kro gy utna he faida ho ga ap ko wo kehty hyn na k jitna gur hota hy ustna he metha hota hy to jitni mehnt kryn gy to utna he faida ho ga ap ko
        • #529 Collapse

          g bhai mai app ki baat sy agree karat hon or wasy bi dakha jay to yahi hota hai ky heard working or heard mehnat sy hi iik insan kamyab hota hai or koi bi asa kam yah businesss ni hai jis mai mehnat na hoo thnx
          • #530 Collapse

            aslam o alaikum dear g han bilkul dear har kam ko karnay k lia ziada say ziada mehnat ki zrurt hoti hai to phe ye to hai b mmushkil kam is k lia or ziada mehnat ki zrurt hoge
            soo ziada say ziada mehnat karnay say apko utna he ziada faida milay ga
            • #531 Collapse

              dear sir kesey beah kam ko kerney ka lea meahnet kea zururat hotey hea forex treading to aek muskl kam hea as ka leay to zeada meahnet keay zururat hotey hea
              • #532 Collapse

                sahi ans he apka bhaya g. Forex Trading seekhne ke liye boht se time ki zarur. is ke ilawa mien ye kahoun ga ke forex ko aap jitna samjo ge ye ur pacheeda hota jaye ga. Hamien din raat sirf forex trading per dehaan dena chahiye. ager to hum success hona chahtay hie.
                • #533 Collapse

                  ha g zrori hy mhnt k begair kch b mumkin ni hy mhnt sy he ap ko hr kaam m kamyabi mlti hy or kaam asaan hota hy
                   
                  • #534 Collapse

                    bilkul sahi kaha aap nay. agar hum forex trading main kuch hasil karna chahtay hain to humein bohat sari mehnat karni parti hai. humein market ko bohat zayada analyze karna parta hai tab hi kuch profit milta hai.
                    • #535 Collapse

                      G kyu nhi mehnat ki zarooat to zarori na sirf forex trading Kay Lea balkay har kaam kay Lea chahay woh koi bhi kaam ho kyu keh jb tk ap khud mehnat nhi krengay to tb tk faeda kese hoga jitni mehnat krogay utna phal milega Aur mehnat ka phal achha hota hai
                      • #536 Collapse

                        salam bhai jee app agar forex mein kaamyaab hona chahtay hain tu app ko forex mein mehnat karna hoge ???????
                         
                        • #537 Collapse

                          assalam.o.alaikum dera brother i think kis b kam ko karney sey phaley usko samjh na boht zaroori hou tha hai kyun kj tatk ap us kam kop samjheyn gey nae tab tak ap us ko kar nae sakthey.
                          • #538 Collapse

                            g janab i am totally agree with you bhai koi b job ho business ho kam ho us me mehnat ki sakht zaroort hoti he jab ap mehnat karo gy to he kamyab insan ban sako gy na
                            • #539 Collapse

                              g mehnat m he azmat hy hr business m mehnat hoti hy mehnat m k beghir koi kam ni hota r na he tarqi hoti hy is liye mehnat krna hr aik k liye zaruri hy agar tarqi chaty hy tu mehant kry business khud bakhud tarqi kry ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                Yess forex business main profit earn krny k lie boht ziada mehnut ki zarorat hy is main ap jitni ziada mehnut kren gy ap ko utna ziada faida ho gaforex profitable business hy is main ap bound nai hoty.forex main ap hard work kr k boht achi earning kr sakty hn.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X