Mahnat ki zarurat hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    asalam o alikum ji han dear me ap se agree krta hun ap ne good question keya ha kiu k koe b business ho us me to mehnat ki zarorat to hoti he ha esi leye forex me b hamay mehnat ki zarorat hoti ha jitni ziyada mehnat krty ha utna he hamy profit milta ha or experience b
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      yes bhai jan app ny bilkul Right kaha han or phir hi ham is man working krskty han or handsome earning gain krskty han agr ham is ko pahly hard working sy read or learn kary gay otherwise ham kuch bi nai krskty or hamary hath just loss hi aye ga.
      • #408 Collapse

        g ha mere bahi is forex trading business me hard work ke zrorat ha is k bagir ap kabi b successful nehi ho sakte ap jitne b hae work kare ge ap k lie achi ha
        • #409 Collapse

          forex main sirf aur sirf aap ko mehnat ki zaroorat hai iss main aap jitni mehnat karain gy aap ko utni hi earning hogi aur aap ko utna hi faida hoga forex main aap kjitni b mehnat kar sakty hain karain suruaati mehnat k baad aap ki earning hi earning hai
          • #410 Collapse

            Forex trading may app ko sakht mehnat ki zarorat hoty hay,agar app din rat ak kerke mehnat karegay to phir kamyabi app he hogi,bena mehnat k app forex trading may apni koi jaga nahi bana sakte.
             
            • #411 Collapse

              right dear 100% if you are join the forex trading for the earning purpose than this market is required fully time and practice with your. Time for the learning in the forex trading and other information related to the forex trading and their problem and practice in the Demo account and real account . Demo account practice is give you the perfeciton in your real trade and you are able to make a good trade in the real trade. Your hard working give you the more profit in your trade
              • #412 Collapse

                i think forex aik difficult business hai jis main apko bhhot ziada hard working ki zaroray hoti hai bhot sara laern karna parta hai or sath main demo acount per paeractse bhot zarori hai jis sy apko kafi yahan sy knowldge milta hai or hum yahan per online lrarning kar sakty hain jis k leay bhot sari web site majood hain
                • #413 Collapse

                  Han mehenat se kuch bhi possible kia ja sakta hai wese bhi khuda bhi unki madad krta hai to khud apni madad ap krte hain to agar apko kosish hogi to khuda apko madad krega or jab khuda madad kre to koi kaam impossible nahi.
                  • #414 Collapse

                    bhai ji mehnat ki zrort to har kam main parti hai aur is main hota ye hai k ap dunya ka koi sa bhi kam kr lain laikin ap ko mehnat to krni hi pary gi is liye is amin bhi ap ko mehnat krni parti hai jis ki waja se ap ko is amin kamyabi mily gi nhi to ap bhi dosro ki trha is ko chor k bhaag jy gy
                    • #415 Collapse

                      koi bhi kam ho mehnat ke bghair apko kuch hasil nahi ho sakta acha trader banna easy kam nahi hai iske liye boht hard work karna parhta hai, sab se pehle apke pass forex trading ko proper idea hona chahiye phir ap demo account men trading ki practice karen or knowledge gain karen
                      • #416 Collapse

                        g haan bilkul dunya main koi bhi kaam hi jab tak ap us mian hard work nahi karo gy tab tak kamyaab nahi ho pao gy aur agar ap us main bohat zyada hard work karo gy aur achi practice karo gy to ap ko us kaam main grip hasil hp jaye gi aur ap achay businessman ban sakte ho forex bhi isi tarah hai.
                        • #417 Collapse

                          G ha forex trading me hard work ki bhot zrurat hoty hai agar humrye pass forex ki proper knowledge aur experience hoga to humrye pass ho gy ti hum forex trading ne hard work ki bhi zrurat nhi ho gy
                          • #418 Collapse

                            Aap ne bilkul theek baat kahi ke ye market bari wasih hai aur bohat ziyda complex bhi hai is main hamain profit karne kay liye kafi mehnat ki zaroorat hoti hai. Lehaza is market main profit kay liye hamary pass kisi achi strategy ka hona lazmi hai ta keh hum successful ho sakein.
                            • #419 Collapse

                              g han bhai jan is business me mehnat ki he ap ko bohat zarurat hai jitni is business me mehnat se kam karo ge utna he is business se kama sako ge or utna he jald behtar life ki taraf barh sako ge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                mehanat ki zrurat

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
                                Bhaio, agar ap nay forex trading karnay ka irada kar hi lya hay to apna mind bana lo, bohat sari learning karna hogi, bohat sari practice karna hogi, aur bohat sara time spend karna ho ga is market may, yeh market koi choti moti market nahi hay, is ko cover karna bohat mushkil hay aur is may kai saal bhi lag saktay hain, lakin yeh zaroor hay keh agar musalsal lagay rahay to kaafi kuch hasil kar lo gay.
                                deekhain iss main koi shak naheen kay app ko iss web par bhoot mehnat ki zrurat pray gee kiyuon kay app ko market par nazar rakhjeney hoo gee orr iss kay sath sath trade karatey waqat hosheyaar rehana paray gaa

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X