Mahnat ki zarurat hay.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    jee jee jabaab aap ki baat bilkul theek hai hamain forex mein kaam karnay kay liye forex mein kaamyaab honay kay liye knowledge ki experience ki practice ki bohot zaroorat hoti hai or hamain ye sab haasil karna chahiye
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      forex mein mehnat ki zarorat hy aur better trading with your mind is best kiyon kay yeh aik acha business hay aap forex say bahot achi earning kar saktay hay mein forex ko bahot pasand karta hon isi liye mein forex ko learn karta hon takay mein future mein bhi earning karta rahon aur aik acha trader ban jaon .
      • #453 Collapse

        dear mehant to sahrt hai forex par kamyab honay k liye hamen mehnat to karni hi paray gi warna ham nai kar payen gay aik achi earning
        • #454 Collapse

          han yar mehnat to har kam main karna zaruri hai wase bhi mehnat ka phal hamesha mitha he hota hai jis ne jo boya usko wohi milay ga is liye zayada mehnat kia karo
          • #455 Collapse

            han bhai jan forex me mehnat ke sath kam karna chahiye is me mehnat kamyab bana sakti hai aap ko is me jitni mehnat karen ge aap utna he is se faida mil sake ga aap ko and aap ki life ban sake gi kiun ke forex se he hamari life behtar track par aa sakti hai asnai ke sath .
            • #456 Collapse

              G Dear Forex itna bhi asaan nahi hai kay ap easily start mai hi earning kdny lg jao..is ky liye Demo account pe sab se pehly zyada se zyada practice ki jaye or bonus earn kiya jaye.. is account kay through bohat zyada information r knowledge gain hota hai.. or phir experience k baad hi real account pe trading ki jani chahiye, tabhi Forex mai kamyabi ho sakti ha..
              • #457 Collapse

                Forex trading aik buhat hi intrusting karobar he es min hum kafi bari earning sirf apne apko market ki movement se hum ahang kar k hi kar sakte hin humari malomat aur humara tajurba humin es karobar min kamyabi tak le jata he. Es karobar min buhat hi ziayda mehnat ki zarorat hoti he.
                • #458 Collapse

                  g ha bhai bilkul forex trading mahint kyee buht zaroort ha ap ko qee byee kam ho wo chaha asan lagrya ho lykin jab ap os kam ko krnya kya leya jaya gya to ap ko es chyez kya ilm ho jaya gya ka mahnt jo ha wo hra kam mya zaroorye ha
                  • #459 Collapse

                    dear friends i thinks jo bhi kam ho dunia ka us main aik pukhta irada baht zarori he aur sath hi sath mehnat bhi zarori hy aur jb ap yeh chezian kro gy to us ky sath experience bhi aa jata hey jis sy kafi help milti hey PROFIT krne main.................................
                    • #460 Collapse

                      bi jaan koe be kaam ko start keren is pe mehnat ke zaroorat to hote he mehnat ke bagair to koe be kaam nahe hota ap jitne ziyada mehnat karen ge ap itna he ziyada earn karen ge apke profit me be azafa ho ga ye to app pe depand he ap jitne ziyada mehnat karen ge apke profit be itne he ziyada bharay ge
                      • #461 Collapse

                        g han forex me bohat mehnat ki zarorat ha kun k ap ko ko loss kam karna hota ha isliye ap ko mehnat karni karna ha jo mehnat nai karay ga wo loss kaaray ga.
                        • #462 Collapse

                          forex main kaam karnay k liay kafi mehnatn ki zarorat hoty hain.mehnat kar k ham is main easily kamiyaab ho saktay hain.mehnat main azmat ha.so mehnat kar k saikhin.
                           
                          • #463 Collapse

                            dear dunya ka aisa kon sa kaam hai jis mey mehnat ki zarurat nhi hoti or han kuch aise kaam bhi hai jis mey mehnat to karte hai bohat per uska pura muawza nhi milta or forex trading aik aisa kaam hai jis mey jitni mehnat karte ho utna muawza milta hai
                            • #464 Collapse

                              ha forex mai mai tu sab se zeayda mehnat ki zarota hai agar ap es mai hard working kartya hai tu ye pa ko kafi pay kar sakit hai aur yahe tu hai ap ka apna business
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                g dear mehnat se to insan sab kuch hasil kar sakta hy .forex business to basic he knowledge par karta hy jis k pass jetna knowledge ur skills hai wo utna zyada earn kar sakta hai to hamy learning par mehnat karni hogi...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X