Mahnat ki zarurat hay.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    Jis tarha har business ko start karne ke baat ussko establish karne ke liye bohat mehnat ki zaroorat hoti ha isski tarha forex trading business me bhi jabtak app issme hard working, good learning or practice nahi karen gay jabtak issme bhi appko kamyabhi nahi hogi.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      bhai mahant foerx may hi nehi biall k har kaam may mahant k zarooir hio ty han mahant k bagar ko kaam nehi hot forx per bot mahnat k zarooirt hu t han hum mind sy trading kerty han mahnat ka pall metah ho ta hum mahant or hemat sy kaam ker chi hum mahnat ker gay to ham kayab ho gay fiorx per trading kerny k leya mahant bot zarooir han agra ap forx per mahant sy kaam ker gay to ko loss nehi ballk porfit ho gay
         
      • #603 Collapse

        all who are here know everything that is in the plan would create a higher success rate compared with unplanned. although sometimes there is always the X factor that makes the plan failed but it was probably only 1 to 10 percent.
         
        • #604 Collapse

          bhai mahnat forx may bot zaroori han jesy kaam ko mahnat sy na kerny to ossy may hum ko nuksan hota ha forx may b mahnat na k jay to ap ko esyy may loss he ho ga mahnat may barkat han ap mahnat sy jo kaam kerny ga ap ko ossy may nukasan nehi ho ga ap loss tab ho gay kl jab ap mahnat sy tradnig nehi kerny gay or agra ap m,ahnat kerny gay to ko porfit ho gay
             
          • #605 Collapse

            Jee han bilkul har kaam mehnat mangta hai...or specially FOREX aesa kaam hai jahan ap ko mehnat e karni hoti hai gar bethe hue...mehnat bht zruri hai har kam mai successfull hone kay liye..:)
            • #606 Collapse

              asslmu Allikum wa Rehamtullhi wa barakatihi janntt halalahu wa dozkh harama hu dear all all member agar ap ko koi job nahi mil rahi aur ap free hain to ap forex forum main apna account bna lain aur sath demo account bna kr bhi is ki practice krain aur agar ap ne kam krna hi hai to apna irada kr lain kay ap ne trade se earning krni hain to ap zaror success ho jain gay.
              • #607 Collapse

                yes dear agr forex ka kam krne ka paka irada bna hi lia he to phr apne mind men rkhen k boht ziada mehnat kr k posting krni ho gi or sath sath demo account pr kam kr k trading k tricks bhi lety raho jb acha bonus bn jay ga to sath hi acha experience bhi hasil ho jay ga phr trading kren gy ho faida ho ga
                • #608 Collapse

                  G jnab bilkul zaroorat hy bgyr mehnat k tu gaari bhi ik jaga sy chal ker dosri jaga nhi phunch sakti apni manzil-e-maqsood per tu zahri baat mehnat k bgyr kuch bhi nhi
                  • #609 Collapse

                    yes forex buseiness main hamen bht zyda mahnat ki zrort hoti hai agr ham is main mahnat kar k kam kren to ham is mainse bht jaldi kamyab ho akte hain r is main se bht paise kama skte hain ku k ye busienss bht profitable buseinss hai.....
                     
                    • #610 Collapse

                      Hello dear bro.
                      dear bro, yeh baat tu bilkul sachi aur pakki hai k baghair mehnat k aap kisee bhi karobaar mei kaamyaab nahi ho sktay.aisay hee forex mei bhi jab tak aap mehnat aur lagan se kaam nahi karay gay tu aap kaamyaab nahi ho sktay.es liye mehnat karay aur profit earn karay nahi tu loss kertay rahay.
                      • #611 Collapse

                        forex trading aik aisa business hay jiskko bina experience nahe keey ja sakta koi bhe kam kernay say pehlay uskee learning zaroori hain jub tak aap samjhoo gay nahe kerrro gay keesay?
                        • #612 Collapse

                          exactly. forex is not a piece of cake and we all have to really work hard here in order to gain maximum profit, once we become perfect in trading here. we can gain huge profit. and those who beileve about their higher aims and they know the way how to achieve them, with ur knowledge and skills, they really enjoy forex alot.
                          • #613 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
                            Bhaio, agar ap nay forex trading karnay ka irada kar hi lya hay to apna mind bana lo, bohat sari learning karna hogi, bohat sari practice karna hogi, aur bohat sara time spend karna ho ga is market may, yeh market koi choti moti market nahi hay, is ko cover karna bohat mushkil hay aur is may kai saal bhi lag saktay hain, lakin yeh zaroor hay keh agar musalsal lagay rahay to kaafi kuch hasil kar lo gay.
                            g han me ap ki bat se itfaq krta hon. forex pe kam krne k liye mehnat krna pre gi or bhut twajo darkar ho gi agr ap ne irada kia he forex pe work krne ka tu apna zenh bna le k mehnat se kam krna he wrna mehnat or is bary me kuch jany bigair ap munafa nhi kma skte ise wja se bhut se log is me kamyab nhi ho pate
                            • #614 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
                              Bhaio, agar ap nay forex trading karnay ka irada kar hi lya hay to apna mind bana lo, bohat sari learning karna hogi, bohat sari practice karna hogi, aur bohat sara time spend karna ho ga is market may, yeh market koi choti moti market nahi hay, is ko cover karna bohat mushkil hay aur is may kai saal bhi lag saktay hain, lakin yeh zaroor hay keh agar musalsal lagay rahay to kaafi kuch hasil kar lo gay.
                              hum forex ma hum sub sa pala to is ma hum point ko bana ta ha or is ka bad hum in ko trade kar ta ha or is sa hum is ma eran kar ta ha or is ma hum hud sa be pasa ko laga kar is ma eran kar ta ha or is ma hum ko loss ho ta ha to hum is ma hud sa be loss ho ta ha to hum is ma pasa ko lag akar is ma eran kar ta ha or is ma eran kkar ta ha or is ma eran kar ta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                g bahi ye tu apny theek kaha hain hamin is main buhat larning karna ho gi or hum jab tak larning nahi karin gay tab tak hum sikh nahi sakhin gay ye tu zarori hai hamin har cheez main kuch hasil karny kay liye mehnat karna parti hai mehnat kay begair hum is muqam tak nahi pounch sakty

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X