Mahnat ki zarurat hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader mehnat karty hain or baz nahi karty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      jo bhai ne kaha ha wo bilkul sai kaha hai k hardworking k begar to hame kuch b nai milta hai or mere apna ya kahna hai k business mahe kia hame her jag hardworking ki needs hoti every fields of life agr ham kisse ma b hardworking nai kare ga so hame success ki bajae loss he hoga so mato yahe kaho ga k hardworking hame her jaga required hote cacha wo business ho ya koe or occupation ho sab ma hardworking kare to result acha mile gaa then otehr wise hame loss or un successful k illawa kuch or nai
      • #213 Collapse

        Assalam-o-alaikum Jee mere bhai bilkul mehnat ki bohat zarorat hai aap sab ne woh kahawat to suni hi hogi ke mehnat mein hi azmat hai to mann laga kar mehnat se kaam karein inshaAllah Kamiyabi zaror milegi Thank you...
        • #214 Collapse

          G han bro forex ma hard working success ki key hy jo mahnat kry ja wo forex ma successful ho jay ga or jo hardworking ka bageer he agy jany ki koshis kry ga wo kabi b success ni ho ga.
          • #215 Collapse

            Yes dear ap ne theek kaha hai . Trading ke liye bohat si mehnaat ki zarurat hoti hai . Is ke beghair ham profit gain nahi kar saktay hain . Agr ham is mein mehnaat karein ge to hamein mehnaat ka phal xarur milay ga ...........
            • #216 Collapse

              obviously bro every great thing requires a lot of hard working and practice because without practicing one can not acheve his/her goal and aim jub banda practice karta hai to wo nuqsan say bach sakta ha
              • #217 Collapse

                yes her chiz me success hone k liye apko mehnat ki zarorti hai, mehnat se hi ap success ho sakte hain, hard work is the key to every business so we should hard work more then more for successful life and success ful trader in forex business
                • #218 Collapse

                  It is understood if you want to change the way you are then you need to work hard to get successful ... Hard work is the key to Success so for all the people learn Forex and make some skills and enjoy work .
                  • #219 Collapse

                    ji janab bilkul sahi baat hai forex trading main hum ko jitni bhi mahnat karain hum utni hi kam hai is liye hum ko ziada sari practice karna cahye aur knowledge aur experience le kar trading karna chahye aur forex main hardworking boht zaruri hai
                    • #220 Collapse

                      g app ne acha sawal pocha hai . forex ka busnas bohat he asaan hai es mai mehnat ki i think zarorat nahi hai es mai app ko seif confidance ki zarirat hai forex ka busnas bohat he esy hai agar ass a good treder kare to.
                      • #221 Collapse

                        han hardwork to thek hai per ap jo saalo ki practice ki baat kar rahe hai... means agar aik banda 1 saal demo pr trading karta hai....to wo us se thak jai ga or forex se tang aa jai ga.... mere khayal me to 2 months training karni chahiye us k bad live account me trading start kar leni chahiye....
                        • #222 Collapse

                          G han dear ap ki baat bilkul thek hai forex market mai survive karna bohat hi ziada mushkil hai q k is mai humain successful hony k lye hardworking or knowledge ki bohat zaroorat hoti hai humain greed sy bachna hota hai or proper planning sy trading karni hoti hai so hardworking is the key to success
                          • #223 Collapse

                            AOA bh g ap nay bikul sae bola ha.forex traders ko mehnat ki bhot zarurat hogi or unhe chahye kay wo kbhi bhi apni practice or learning ko khatam na kren time bhi den.aor practice bi kartay rahay
                            • #224 Collapse

                              ap thek khe rae hainmarket to bht bari hai and es market mai reh k faida k lie hmhe buaht sa time spend karna ho ga buhat si practice karna ho gi and sakht mehnat karna ho gi,mehmnat se hi hm es trading mai kamyabi pa skte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                g har wo fard jo koi bhi kam kar raha hai chahay wo forex rading hai ya koi ptc site hai ya koi bhi aor job hai us mein mehnat lazmi hai agar hum mehnat nahi karen gen to kamyaab nahi hongen.
                                :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
                                Thanks in Advance

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X