trading me loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    ji es kam mein loss ki koi ek vaja nai hai es liem ieny hei kahun ga app practice kren demo py app khud seekh jaen gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      Dear mere khyal say trader ko trading mai loss honay ki wja knowledge or experience ka na hona hai Q k knowledge hi wo cheez hai jo trader ko support krti hai trading mai or trader profitable trading krnay mai kamyab ho pata hai.or agr bina knowledge or experience k directly forex market mai trading ki jaye to trader ko loss ho skta hai.
       
      https://t.me/pump_upp
      • #153 Collapse

        meray dost trading mai lose profit dono hi hoota hay ager hum is cheez ko daikheen gay to hum kabhi bhi sai trad nai kar sakeen gay aur hum hamaisha lose hi kareen gay
        • #154 Collapse

          hume trading me bhut si mistakes ki waja se loss hota hai sub se pehlei mistakes ye hoti hai ke humare pass trading ke bare me kam knowledge hota hai or hum apne experiance se ziyada invest kar ke trading karte hai jis se woh kam time me ziyada earn karne ka greed karte hai
          • #155 Collapse

            forex trading main loss honain ki aik he waja hai k traders training liyeh baghair trading start ker layatay hain jis ki waja say say unain loss ka samna kerna perta hai.
            • #156 Collapse

              trading main loss aur profit hoata he rehta hay aap ko agar loss ho to iss ko ap apna experience samjhain aur aap woh ghalti dobara nahe karrain gay to iss say aap ko profit hasil karnay kay kafi imkanat hoatay hain
              • #157 Collapse

                Is main loss haomny ki bohat sari wajohat hain jis amin hum sekhay beghair hi work karty hain jis ki waja say hum is mainloss kar laity hain
                • #158 Collapse

                  Prior to trading in the foreign exchange market according to the company he should, traders it is very important that you have a trading plan. We always have a limit in terms of the profit or loss of the day we have to do fewer transactions. Since breaking their own rules, but they will lose the most money traders.
                  • #159 Collapse

                    bhai forex trading mein loss hna koi bari baat nahi hai is business mein loss is the part of the business kyun is k elwa is business hoo nahi skti hai haan hum apnay lalach pay control ker k loss ko kaam say kaam ker saktay hain 2nd yeh keh forex trading ka knowledge gain ker ka aur demo account pay practice ker k hum forex trading mein successful hoo skaty hain
                    • #160 Collapse

                      profit and loss to business ka hissa hota hay some time hamen loss hota hay or sometime profit hamen pareshan nahi hona chahiay ye busienss knowledge k baghair nahi hota is liay is main ziyada learn hasil karen taakeh apko pareshani ka samna na karna pare.
                      • #161 Collapse

                        trading with small capital should adjust the lot size that will be used to open a position, the smaller the lot size is used, it would be better to save the equity
                        • #162 Collapse

                          Asalam o alikum dear ap n both acha question kea ha forex trading m loss sy bachny k lay both mehnat or tawaja ki zarort hoti ha lalach karna emotions control na karna or juldbazi sy humy both loss hota ha
                          • #163 Collapse

                            trading main loss ki different reason hoti hain some traders kay pass knowledge ki kami hoti hay is laye loss ho jata hay jub kay some traders kay pass prediction ki ability nai hoti and some traders greedy ki vaja say loss karty hain
                            • #164 Collapse

                              saalam bhai jee app forex mein kaam karna chahtay hain tu app ko chahyia kaay saber se kaam lain aur laaluch se dur rahin yaah app kaay liye acha hai nahi tu app ko loss ho ga app ko is se bachna chahyia ??????????????????????????
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                forex trading mai loss ki waja proper knowledge ka na hona jis ki waja se forex mai sub ka loss hota hai aghar ham proper knowledge ke sath forex mai enter ho to kabi bi ap ko forex trading mai loss nahi ho ga ya hi tarika hai ........

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X