trading me loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    You known that Forex market is risky but you can deal the Forex business with the requirement of thecforex market. Then you can earn the hand some money and you are face the low losses. You will be success full traders.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Forex kay kaam may trading may loss ki wajay yeh hai kay is kaam ki knowledge na ho na experince na trading kartay hoay stop loss ko use na karna jis ki wajay say hum ko forex kay kaam loss ka samna karna par ta hai
      • #123 Collapse

        dear forex k business mein hamare liye bohat he careful ho ker trading karna zarori hota hai warna humen loss ho jata hai aur hamen pata b nai chalta is liye humen bohat careful ho ker ye kam karna chahiye
        • #124 Collapse

          forex trading ma loss us waqt hoata hay jabb market down jarai hoo or app buy kar lay ya market oper jarai hoo or app seell kar day apny $ too app ko loss ka khadsha hay
          • #125 Collapse

            It is most definitely not a get rich quick scheme, getting rich with forex money takes a long time and for that you have to be honest and try not to make mistakes. Forex trading has easy features, but surviving in this market was never said to be easy.
            • #126 Collapse

              ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey definitely loss hi ho ga trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa
              • #127 Collapse

                Forex ma loss ki wajohat.

                Forex trading ma loss hone ki kafi sari wajoohat hain, jis ma se kuch pesh e khidmat hain, 1. big lot size, 2. extremely greed in forex, 3. lack of confidence in forex.
                 
                • #128 Collapse

                  forex main loss ki sab se bari 2 waja hain ak ye hai ka humry pass forex ka relate knowledge nahi hota hai aur dosra ye hai ka hum greed karty hain agar thori earning hoti hai tu hum ziada earning ki koshih karty hain jo ka bilkul bhi is business main acha nahi hai in se humy loss ho sakta hai.
                  • #129 Collapse

                    Bhai waisy toa koss honay ki bht si reasons hovsakti hain or hr kosi ki problem bh different hi hoti hai lakjn maoray kbagal sah jo loss honah ki sb sah bari reason hai wo yeh hak k hamaim baghair laerning k kaam shuru kar daity hain jiski waja say knowlesge na honay ki wja say hamain aesy face karna parta hai
                    • #130 Collapse

                      my dear mere khiyal main jo log soch samajh kar treding nahi karte wo loss karte hain our lalach bi nahi karna chahye lalach kia wajha se hmeesha loss hota hay baqi i m new trader mujhe b abhi tak theekh pata nahi hay mujhe b bata dain agar kisi ko maloom hay
                      • #131 Collapse

                        my dear brother meray hasab say forex trading may bohaat galtiyo ki bina per loss hota hai jis may sab say bari cheez lalach ha us kay bad hamay sabar say na kam lena ki wja sa loss hota ha aik or waja ha iski ka hamain is ka knowledge b na hona hona ki waja sa hota ha so aik trader banana ka liya in sab cheezoon ko sai karna bohat zrori ha :) thanku
                        • #132 Collapse

                          We should always learn from our mistakes and this is one of the principles of the Forex business. So, always keep in mind the failed strategies and policies and do not repeat those in the future. So, until we get succeed following the failures we cannot feel the real happiness of success.
                          • #133 Collapse

                            Forex trading main humy jab loss hota hai jab humy forex main experinces na ho tou humy loss hota hai or humy loss ko face karna chaye forex trading ko bhot zayda learn karna hota hai phr hi hum forex main achi trading kar sakty hai yeh bhot risky business hai or jis main loss hota hai or profit bhi hota hai.
                            • #134 Collapse

                              forex trading mein loss hony ki wja ye hi ho skti ha k apko trading krni ati nhi. apka jo loss ha, us k mutalaq sirf ap hi bta skty ho. pahly forex ko achy se practice krna chahiye k apky hr order py apko profit mily or phir forex mien trading krni chahiye.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                trading mein loss hony ki wja practice ka na hona ya practice ko bohat kam diya huwa hona. or agr trading k mutalaq sahi information na ho to phir b aisa ho skta ha k trading mein loss ho ya jald bazi mein koi, sochy smjhy begair order lga dena.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X