trading me loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    forex trading ke business mien har kisi ko hi loss hota hai lekin is mien kamiyab wo hi hota hai ke ko apne losses ko manage karta hai wo hi is mien kamiyab hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      agar hum forex trading main ziada say ziada mehnat karen gay to he hum esmain loss kay risk say nikal sakty hay so humay esmain ziada mehnat karni chahiey tabhi kamyab hon gay
       
      • #198 Collapse

        forex trading ko agar hum sahi say learn kiey bgair run karen gay to esmain loss ka risk enhance ho jata hay so humay chahiey keh forex trading ko sahi say learn karen tabhi faida hota hay
         
        • #199 Collapse

          Forex market main trade kerty huey loss kerny ki waja jo banti hai woh yeah hoti hai ky forex market main trading ka knowledge aur experience na hona ya phir without any analysis just luck per depend ker ky trade open ker lena ky jo bhi trade open ki jaey gi tou profit hi hasil hoga
          • #200 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
            Forex market main trade kerty huey loss kerny ki waja jo banti hai woh yeah hoti hai ky forex market main trading ka knowledge aur experience na hona ya phir without any analysis just luck per depend ker ky trade open ker lena ky jo bhi trade open ki jaey gi tou profit hi hasil hoga
            ge bhai hmein apne trading mein loss nhe krna he aur hm apne trading mein experience aur ache knowledge se kam krein aur apne trading mein sirf luck pr bhrosa na krein blkeh hm apne trading mein acha wqt dein aur apne trading mein ache experience se kam krein to hmein acha profit apne trading se hota he
            • #201 Collapse

              sir forex ma loss to hota hi ha ab hamay ya sochna chahiye k ham loss say kasay bachay qk market ka koi pta nai hota ha kabhi bhi kasi bhi jaga move kr jati ha islay forex ko apko learn krna chahiye or sahi tarh say samjna chahiye takay apko forex ma los nai ho islay forex ma apko ziada time dena chahiye
              • #202 Collapse

                Trading m.los hony k.kuch wajuhat ye h k humy n.learn nai kia hota humy knowledge nai hoti kisi.chiz ki.or rules regulations nai pta hota pehle to hum.ghlt posting krty hor us m.ghltiya hoti h us waja sy. Lose hota h or lose sy bachny k leye learning must h to is trha ap lose say bach jayengy
                • #203 Collapse

                  Forex trading main loss karne ke bohat zayda chances tab hote hian jab ap log greed karte hain or bari bari lots ko use karte hain tab ap ko loss karne ke chances zayda hote hain humain jab bi trading karian to money management ke rules ko follow karte hue trade karian.
                  :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
                  Thanks in Advance
                  • #204 Collapse

                    Re: trading me loss

                    hamain loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain markt main kam karny k liy eis k bary main pahly learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main emotion ko kabo main rakh k hi hum run karein gay it is best job for all
                    • #205 Collapse

                      Re: trading me loss

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: nida123 پيغام ديکھيے
                      mujy koi btaiy ga k forx trading ma loss hony ki kon kon c wajah hy aur hum loss sy kasy bach sakty hn
                      Assalamu Alaikum trading Mein loss hone ki vajah se aati hai ki ek to aap ke paas learning Ka Na hona hai knowledge ka kam Hona aur aapka analyses ka dost na hona hai agar aap in saree cheezon Paka pufa Lete Hain Tu Ishq in law se bacha Ja sakta hai Shukriya
                      • #206 Collapse

                        Re: trading me loss

                        G haan sir hamen as main us wakat hi trading main loss hota hai jab ham as main greed karte hain as liy hamen chahiy hai kee ham as main ache se kam kare aor hamen as main risk bi nahi lena chahiy hai tu i ham as main kamyab ho sake gee aor hamen ache se bi kam karna chahiy hai as main
                        • #207 Collapse

                          Re: trading me loss

                          forex loss ki seb se bari wajah lalch hai new trader main lalch ki yeh nishani hoty hai jab wo forex main aata hai sikhnay ki tarf nai daikhta or na hi galtio ki tarf daikhta hai sidha profit hi tarf hi daikhta hai or paisa paisa hi karta hai yeh galtian na sirf loss kare gi balke aap ka account wash b kare gi
                          • #208 Collapse

                            Re: trading me loss

                            Asslam O Alikum Jii Haan Bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek Hi Kahan Hai Main Sirf Itna Kehna Chahun Ga Ke Agar Ham par Rakhna kaam karte hain tu hamesha ke yahan isme main aap ke saath kaam Karen aur lost se bahut Pyaar Karen Hamein loss Na Ho Har Waqt Hamein loss Ho Jata Hai Hamein isme kya se kaam karna chahiye FIR armpit smell of Se Ban sakte hain
                            • #209 Collapse

                              Re: trading me loss

                              sir trading main har aik ko loss ho sakta hai as liy hamen chahiy hai ke ham as main soch samjh kar kam kare aor hamen as main dil se bi ka karna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gyy aor hamen as main mihnat se bi kam karte rihna chahiy hai
                              PAK ARMY ZINDA ABAD
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                Re: trading me loss

                                Assalamu alaikum dear brother aapne bahut accha sawal Kiya hai trading main loss there are many reason about loss in trading in mein se pahle ek waja experience aur knowledge Ka Na Hona aur jab hum trade karte Hain to hum is waqt laalach karte Hain hum jyada se jyada profit Ka lalach main apna nuksan kar baithe Hain aur yahi Saab trading mein loss ki vajah bante Hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X