forex halal ya haram??
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    forex hram he ye hlal is k bary mein men conform to nai keh skti bt i think ye hlel he pakistan aik islami mulk he is mein legal or hlal business hi itna successful ho skta he or hm mehnet ker k earning kerte hen to is lie mery kheal se ye hlal he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      forex aik halal business hay is main ap jitni mehnat karty hain apko is main utna hi profit milta hay apko chahye k is main kaam akrty howe bus rules ko follow karian or ye aik halal kaam hay or legal bhi hay ye sab countries main legal kaam hay karny k liye
      • #123 Collapse

        my dear friend . forex ak business ha ..ya koi gambling nh ha jo hum isay haram kehayn ..forex ma log din raat honestly hard work kar ka earning kartay hn apnay experience aur knowledge ko use ma laa kar trading kar ka profit earn kartay hna
        • #124 Collapse

          Dear, forex aek halal buisness ha aur tamam log forex k buisness mein sy aek achi earning kar rahe hen aur ham is buisness mein mehnat k sath earning kar rahe hen
          • #125 Collapse

            Mere point of view sy to Forex bilkul halal business hy, kyu k ismain har trader apne mehnat sy or apna time or dimagh laga kar earning earn karta hy. or islam k mutabiq har wo kaam halal hy jo insan apni mehnat sy kare, or trading main bhi trader apne mehnat sy earning karta hy to ye halal hy bilkul.
            • #126 Collapse

              mary bhai forex 1 halal business hai forex 1 esa business hai jis main admi ko profit k sath sath admi ko loss bhe hota hai jis business main loss nah ho siraf profit ho wo business haram hota hai forex main ye dono hain is ley forex haram nahi hai ye halal hai
              • #127 Collapse

                dear forex tradeing aik aisa business hy kih jis koo agr ham halal tareeqy sy karien gyy too hamien yeh halal rizq dy gaa or agr ham is koo haram yeni jwa waghera is par kareen gy too yyeh haram hoo gaa
                • #128 Collapse

                  mere khayal say to ye hala ha kyun k is mein hum mehnat kar k ye kam kar rahay hotay hain aur profit hota ha to sath loss bi to hota ha na aur ye business ha jis mein hum business kar k earning kar rahay hotay hain demaghi mehnat hoti ha is mein
                  • #129 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: awaisthegr8 پيغام ديکھيے
                    forex trading k bare mein app kiya smjhte hain ye halal hai ya haram mein ne google pr search kiya magar mile jhule nazariye mile hain ap ka kiya kehna hai
                    Yes of course, Forex has now become a popular business for jobless person because they have no job right now and they have enough time to practice and learn this business with working hard. So by.
                    • #130 Collapse

                      daer foex ka mtlb ha curency ka tabdla es kae bare mae haddees mae jaz ha curency ka tbdla es lae ye halal ha es pae ap invst kar kae trde kar skte es mae kafi aerning ha humre lye
                      • #131 Collapse

                        sir forex halal q k is may hanm mehnat karaty hy 2sra is may nuqsan or faida hy jis cheex may nuqsan or fauda ho to wo cheex halal hy islam me ye halal hy
                        • #132 Collapse

                          bro ye hala hai kion ke agar ye asan hota to ye haram hota hum ko koi kam hi na karna parta to bat thii likin es main hardworking karna parti ahi ye ase nahi hojata
                          • #133 Collapse

                            sir mare lehaz se forex koi haram chez nai ha q k ye 1 busnies ki trahan he ap ghr bethy paisy kama skty ho aur is pe mehnat bhe krni parte ha aur forex profit k 7 sath lose bhe de skta ha aur haram chez mai to insan ko faida hota ha aur bethy bithay kama skta ha
                            • #134 Collapse

                              dear mje is k bary me itni info nae hai lakin is me koi harm hony wala kam to nae hai hum mehnat krty hen yahn phr earn krty hen without mehnat k to nae kch b lety
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                janab jaha tak main samjta ho k jis kam main ap ki mehnat hoti hay wo ap k lye k halal hay or jis kam main ap ki mehnat nahi hoti hay wo ap k lye haram hay or ap yaha forex main bohat he hard work karty ho tu is lihaz se ye ap k lye halal hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X