A very good way to learn Forex is loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    no ,it is not the right ,that is not the way of the leanring if we will learn from the loss then we are nothing but the mad ,there are others way also available in which we can get the success in the forex without the loss
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      G mere bhai mai aap ki baat se agree karta hun humain loss per pereshan nahi hona chahain aur soochna chahain k humain loss kiyo hua aur apni mistakes ko point out kar k door karna chahain is se hum ek ache trader bun kar achi earning kar sake ge loss is a teacher of us ye humain sikhata hai k trade kese karni hai.
      • #18 Collapse

        mery bhai men ap ki bat samajh gaya hoon ap[ ye keh rahy hen ky forex trading business ko samajhny ky liy sub sy behtar rasta loss hy to mery bhai ap bilkul theek keh rahy hen loss sub sy behtar zarya hy q ky loss sy hi hum experience hasil karty hen jub tk loss nahi ho ga hamen forex ka knowledge nahi nahi mil sakta
        • #19 Collapse

          yar aap yoon to na kaho k loss forex mai seekhnay ka ek acha rasta hai han ye keh sakte hain insaan ghaltiyan karta hai to seekhta hai koi b nai chahe ga k wo kuch nuqsaan kar k seekhay har koi is se bchna chahta hai butt jb wo is ko bina seekhay karta hai to loss hota hai
          • #20 Collapse

            g han jo lesson ham forex trading karty huy loss main uthaty haiin to hi hamain sahi samgh ati hy , na ham kisi ki advice sy aisa seekh sakty hian na hi ham ksi ky loss ko daikh kar deekh sakty hain
            • #21 Collapse

              some time ap loss say learn ker saktay hian lakin forever asa nahen hota bhaie hamasha loss say safe rehnahy kay liya planning kertay rehna chahiya agar continue loss hota rahy to per insan ka depress main janay ka bhee chance ho jta ha es liya kabhee loss of kabhee profit trader kay motivation kay liya zaroro hota ha.
              • #22 Collapse

                dear isi lay to achhe trader kehte hain keh forex main apka sub se bara teacher apka apna loss hy jb apko loss ho gi to ap learning ke bare main sochain ge aur learning se hi trade main profit mumkin he.
                • #23 Collapse

                  reading se ap itna kuch nhn seekh sakhte hai trading ke baare mein jitna ke ap practice krte hai demo pe aur us se ap ko losses ho rahe ho is lye losses ap ko itna sikha dete hai ke ap khud alert hojate hai next time ghalat trade lagane se ap apne ap ko rouk lete hai
                  • #24 Collapse

                    dear ma nae samjta ho k loss sy ap ko hamesha seklhna ko milta hai agar meri nazar ma ap ye samjtye ho k loss sy he sekhna ko milta hai tu demo trading karo or yahan jitna dil ho loss karo.
                    • #25 Collapse

                      dear sir mere khayal k mutabiq me to kehti hun k humen trading k doran apne mind ko fresh rakhna chahiye or ziyada pareshan na hon or khush dili se trade karen agar hum dar k trading karen ge ya hum thori si bhi lalach karenge to humen bara nuqsan uthana parega...
                      • #26 Collapse

                        g han bhai ap blkl thk keh rhe hai loss ek bht acha tareeka hai ke apni mistake ko shi krna isi liye loss se hume kch seekhna chahye ta ke hum wo ghaltiyo ko thk kr ske
                        • #27 Collapse

                          g han apne sahi kaha he sab se acha sbak hame loss se hi milta he dukh to hota he but ham sabak se smbhal jate hn or ainda koshish kerte hn asi ghlati dubara repeat na ho.
                          • #28 Collapse

                            forex aik aisa business hy jis me profit bhi hota hy or loss bhi, or koi bhi business jis me loss na ho us se insaan bhut kam he kuch seekhta hy, or insaan galtio se he seekhta hy agar hum aik jaga aik galti kre ge to wo galti dosri bar dobara ni dohraen ge
                            • #29 Collapse

                              i dont think so that its a better way to gain knowledge that by your loss.you can learn many much while working properly on forex but if loss in forex than you shud learn from your loss that not to do this again
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Dear agar ap forex main loss se bachna chahtay hain tu ap ko learn karna hoga demo par practice karni hogi tu hai ap loss se bach saktay hain,...
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X