Friend mein ne iss business mein bhut dafa loss karwa hain aur main iss loss ki waja ap ko batana chata ho ta k ap is mistake ko na kara aur aap ko loss na ho. some time hum kase bhi pair per trading karta hain tu wo humari trader loss mein chali jati hai tu per hum sochta hain k hum aik aur order lgta hain hain jis se hum ko profit ho gy aur market ap ko trade k favor mein aa ja gy easa karta karta hain itni ziada trade lg choka hota hain k humara account clean hona wala hota hain main ap sb ko suggest ya he karu ga k jab tak aap k pehli trader profit mein na aya us waqat tak koi aur trade us pair per mat krein. mara tu ya experience hai dosta mari shahid ya baat aap ko loss se becha ska. hum ko trade kar k wait karna chaya us waqat tak jab tak humari trader profit mein na aya jaha. chaya us k liya ktna bhi wait hum ko na karna para.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим