Huhmari thinking bhi loss ki reason banti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Huhmari thinking bhi loss ki reason banti hai
    Friend mein ne iss business mein bhut dafa loss karwa hain aur main iss loss ki waja ap ko batana chata ho ta k ap is mistake ko na kara aur aap ko loss na ho. some time hum kase bhi pair per trading karta hain tu wo humari trader loss mein chali jati hai tu per hum sochta hain k hum aik aur order lgta hain hain jis se hum ko profit ho gy aur market ap ko trade k favor mein aa ja gy easa karta karta hain itni ziada trade lg choka hota hain k humara account clean hona wala hota hain main ap sb ko suggest ya he karu ga k jab tak aap k pehli trader profit mein na aya us waqat tak koi aur trade us pair per mat krein. mara tu ya experience hai dosta mari shahid ya baat aap ko loss se becha ska. hum ko trade kar k wait karna chaya us waqat tak jab tak humari trader profit mein na aya jaha. chaya us k liya ktna bhi wait hum ko na karna para.
    Last edited by ; 02-06-2014, 01:29 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bro ya sab hamari thinking or confused mind or lack of experience ki waja sy hamy loss hota ha es lia hamy chaheya k apni thinking ko positive banay or es k lia hamy hard work ki zarurat hoti ha ham hard work kar k es ki demo account py practice kar k he khud ko acha trader bana skty ha or loss sy baach k profit earn kar skty ha.
    • #3 Collapse

      ji bilkul negative thinking bhi loss ka bais bnti hai agar hum yeah sochtay rahain gay kai loss hoga tu yaqenan loss hoga ............kyun kai hum na himat kar rhay hain .aur na kosih bs loss ka sochay jarahay hain.tu loss tu hoga
      • #4 Collapse

        Dear ye tu har person k sath hai wo jaisa soochta hai is k sath wohi hota hai agar ap har waqt loss ko apany uper hawi karlein gay tu ap ko 100% ap ko loss hoga agar hum possitive thinking k sath trading karay gai tu ap ko always success milay gai.
        • #5 Collapse

          kaam ko start kernay sey pehla ap ye iraada ker lijye k mai ney jo bi trade lagaey hai uss sey kuch na kuch gain ker k sakoon kerna he ap uss trade ko bar bar check kertay rahye aur itna wait kerye k jab tak app ko pata chalta he koi ab benefit aa raha he then app uss sey kuch na kuch gain ker ley ge agr ap uss ko choor key chaley gaye then ap ko nuqsaan uthana parey ga
          • #6 Collapse

            Yes brothers hmari thinking b is main loss ki waja bnti hen q h hum jab negitive sochty hen k ab kya ho gai isi kashmakash main apna sara kam khrab kr bethty hen jis sy humy loss ho jata he.
             
            • #7 Collapse

              Friend mein ne iss business mein bhut dafa loss karwa hain aur main iss loss ki waja ap ko batana chata ho ta k ap is mistake ko na kara aur aap ko loss na ho. some time hum kase bhi pair per trading karta hain tu wo humari trader loss mein chali jati hai tu per hum sochta hain k hum aik aur order lgta hain hain jis se hum ko profit ho gy aur market ap ko trade k favor mein aa ja gy easa karta karta hain itni ziada trade lg choka hota hain k humara account clean hona wala hota hain main ap sb ko suggest ya he karu ga k jab tak aap k pehli trader profit mein na aya us waqat tak koi aur trade us pair per mat krein. mara tu ya experience hai dosta mari shahid ya baat aap ko loss se becha ska. hum ko trade kar k wait karna chaya us waqat tak jab tak humari trader profit mein na aya jaha. chaya us k liya ktna bhi wait hum ko na karna para.
              • #8 Collapse

                Kai dafa insan khof zada ho jata he preshani ki waja sy k kahi unhey loss na ho jay wo isi preshani main loss krwa bethty he. isi liye chahiye l cool mind sy kam kia jay us main faida hota he.
                 
                • #9 Collapse

                  assalamu alaikum dekhen me is bat se fully satisfied hun agar hmari thinkng positive hoga or hamari approach positive hogi or hamein agar apne aap p confidence hoga to hum definately aik ache trader ban sakte hain
                  • #10 Collapse

                    g han loss tb he hota hy jb hamary mind my ye he hota hy k loss na ho jay loss na ho jay tb he loss ho jata hy agr ap ko loss ka he dr hy to ap ny oder q lagaya hy ap apni soch ko pozitive rakh kr he trading kiya kro bs or cool mind ho k trading krni chaeay in sha Allah hamy zaror profit ho ga .
                    • #11 Collapse

                      mai n bthek thak hn or snao kya hal hai main b thek thak waisy kya hal maina b thek thak hn or snao kya ho rha aaj kalmain ny b kaha tha k wo aisa na kry lakin ab wo aisa kr rha hai to main kah skta hn is mains
                      • #12 Collapse

                        bhai jan apnay bilkul theek kaah....i completely agree with you....hamari soch hi sub say bari waja hai loss ki....kyun kay agar hamary paas trade ka experience aur knowledge nai hoag tou loss ho sakta hai aur humain yaeh soch kar kabhi bhi trade start nai karni chahye kay is main loss hoga.....hamesha positive thinking kay sath trading karain........
                        • #13 Collapse

                          Jee . Jo basic rules hain unko kabhi neglect nahii karna chahiye . Ager aap greediness ko dominate honey dengay aur woh ager preference ley gayii toh apka decision jo hay influence hojaye gaa us sey . Aur apka jo asal decision hay woh nahii ap ley payengay jo k loss ka bayis baney gee . Isliye khayal rakhna chahiye is baat ka .
                          • #14 Collapse

                            well first i think that loss is a part of this business and so there is no need for you to frustrate yourself any time you encounter loss while trading. i believe that if we have the right trading skill and knowledge then we can minimize our loss and increase our profit
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bilkul theek bola hai ap nay sab klo apni first trade pe dehan dainba chahiye or us ke bad profit ke sat agy jana chahiye mere khyal me ap ko din me ek he trade karna chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X