Huhmari thinking bhi loss ki reason banti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    mery khayal mein forex trading ka business ho ya koi be or business ho us mein loss or profit to ho he jata hai lakin mery khayal mein baz sochny se nuksan nahi hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yes of course trading ap ki thinking p b bohat depend krti hai. thats why its a saying that a positive mind can rule all of man kind. ager ap ye kehna cha rahen hai k ap ko trading tb tk aik ke pair p krni chaye jb tk ap ko us me profit nai ho jata, bt i m not agree with this, ap ko market conditions ko dekty huwy apni trade me change lana chaye
      • #18 Collapse

        good sir i loss ka bais bnti hai agar hum yeah sochtay rahain gay kai loss hoga tu yaqenan loss hoga ............kyun kai hum na himat kar rhay hain///////////////////
        • #19 Collapse

          forex

          han ge bilkul apne thk kaha hai kbi hamari thinking bhe hmain loss ki traf le jati hai is liye hmain chye ke kam ko smjh kr or rules ke mutabiq krain.
          • #20 Collapse

            dear agar app k pass account me balance b kam hay or app 1 time me 1 se zeyda trading karo gy to app ka account 0 hi ho ga, behtar ye hay k 1 hi pair par trading ki jay to profit any tak close na kia jay.
            • #21 Collapse

              gee bhai me app ke baat se ageet kert ho. is business me hum log khud hi diecin ker te he. is me hum log kis ke hakm ke ejat nh hote he. is liy hum log jo order bhi pass kerte he.is meager loss ho ja too is me humri hi mistake he. jis se loss ho he.
              • #22 Collapse

                G friends,, hamari thinking bhe tradingm an bohat effeck karti hain,,is k liye kissi bhe kisam ka stress ya tention main trading mat karain,,confuse mat ho jaye trading main,,apni mind ko positive and cool rakhy, negative mind se loss ka khatra hota hy..
                • #23 Collapse

                  agar hame koi trad karna hai to hame bahut soch na padega ki wo trad aapko kitana profit dila sakta hai aur agar wo galat hua to hame kitana tak loss me dale ga is liye hame pahale se hi apana plan bana kar sab kuchh karna padega warna aapko wo bahut sara loss bhi kara sakte hai
                  • #24 Collapse

                    bilkul the kaha app nay agar app ko 1st trade men profit ho jay pher app hi app us pair par dobara trade lagain pehlay pair ka result dekhain pher faisala karen kay app ko again is pair ki trade karni chahiay hay yan nai. I agree with you.
                    • #25 Collapse

                      haan sahi bat hai k thinking bhi loss ki waja banti hai is main app ko full mind use kerna hota hia market incators ko watch kerna aur phir apna mind use kerna aaur acha sochna yeh sari cheezain hain jo profit ko banati hai ya kam kerti hain
                      • #26 Collapse

                        new trade start krne se pehle ap ko positive attitude rakhna chahye sometime ap ki thinking ap ko ghalat kr deti hai is lye think positive while trading in forex market, ap ko hamesha yeh feel hona chahye ke mene jo decision lya hai us ka impact positive hoga aur ap ko profit hoga negative thinking ap ko de motivate krti hai trading mein
                        • #27 Collapse

                          ji bhai ap na thik kaha asa hota ha ka hamari soch ka bar aks market chali jati ha or asa hota ha hama soch samajh kar trade karni chahia or is lia hama soch samajh kar trade lagani chahia or asa nahi karna chahia ka ak trade ka bad phr ak or order laga dan
                          • #28 Collapse

                            Agar hum loss ka fear karen ge trading karte waqt and yeh soch kartrading karen ge k humein loss hojaye ga to humari thinking se bhi humari tradingf par faraq parta hai and hum loss ka shikar ban sakte hain is lye humein hamesha positive thinking rakhte hue hi trading karni chahiye.
                            • #29 Collapse

                              Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main hamari thinking bhi loss kar sakti hay kun kay agar hum business main negative soch rakhengay to hamen loss hojay is leay negative nahe sochna chaheye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ji bilkul thinking loss ki waja banti hai because humen kam kuch karna hota hai or hum kuch or soch k uska kuch or he answer de dete hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X