A loss is not all, it may be key of your success.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    if we're concerned with the risk and use measurable risk in the trade I am sure this will make it easier to trade with cut loss because traders are not concerned with their risk management which are usually doing this trade with doubt and have a dilemma in setting cut loss in trade because it was already lost so much in the trade without considering the risk management before opening a trading position
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me loss hi sb khuch nahi ha loss se hm is business ka kafi acha experince hasil kar sakty hain or loss se hm is business me apni dreams ko b asani se pori kar k achi earning kar skaty hain
      • #288 Collapse

        ge ha thek kaha aap ne buhat se log loss karke forex chordete hen ye islay kunke dar hota he our confident nahi hota ke ham kabhe profit bana paae gen mostly peole ye sochte hen ke yaha sirf loss hai our kuch nahi per unhe loss hota he jo darte hen our bina knowledge enter hote loss darke sirf loss hoga our kcuh nhi
        • #289 Collapse

          A-o-A my dear brother i think agar insan mahnat krta rhy wo choty choty nuqasan krwata krwata ek din itna fayda ly ga k ek fayda he sary nqsan pury ho jyn gy.
          • #290 Collapse

            Yes its true because profit or loss dono part hain har business kay hamey chahye kay hum apney loss sey lesson sikhen or har na maney or agay barhey ta kay profit earn kar sakhen.
            • #291 Collapse

              G han app ne sahi kaha ha is business me loss hi sb khuch nahi ha is business me loss se b hmen acha experince hasil hota ha jis se hmen success b asani se ho skati ha or dreams ko b asani se jiss se hm asnai se pora kar skty hain is business me
              • #292 Collapse

                forex trading mai ap hamesha say he loss say learn karte ha issi waja say ye kaam mai apko shuru shuru mai loss ka samna hota hai us say hu may darna nhe chaiey or koshish humay yahe karni chaiey k humay is mai ziayda say ziyada learning ki jaye us say humay is mai acha experience hojaye ga
                • #293 Collapse

                  Is business main Profit aur loss donon hotey hain. Hamain loss sey nahi ghabrana balkeh is ka muqabla karna hy aur is ko accept kr key agey barhna hy. Loss hamain yeh sabq deta hy keh hum apni trading ko kaisey behtar bana saktey hain. Agar un mistakes ko control kr lain gey jin ki waja sey loss ho raha hy to hum ziada loss sey bach saktey hain.
                  • #294 Collapse

                    Yes loss aur profit both are part of any busuness is liye hamesha loss nhi hota aksar profit ho jata hai is liye kbhi bhi loss ki taraf mat dakhen ye ap ko seekhny ka moqa data hai
                    • #295 Collapse

                      loss bilkul success hone ki key hah aliekn tab jb hum apne loss se kuch saikhe mtlb jb humey is main loss ho aur hum is main akm karain aur un points ko dor karain jahan par umey loss howa tha to tab hi ja k hum success hasil kr kste hain
                      • #296 Collapse

                        dear agr hamain loss hota hai to hamain zyda worry honey ki zroorat nahe hai balkay hamain us loss se understand karna ho ga k hamain loss q k hua yani apny andar aik dicipline paida karna ho ga.
                        • #297 Collapse

                          Assalam u alikum friend jee haan loss humein hamesha nahi hota rehta hai or ager hum loss k reasons ko taaash keren or un ki practice demo account per keren to next time hum loss se bach sakty hain, forex me loss or profit dono sath sath chalty hain.
                          • #298 Collapse

                            G han app ne sahi kaha ha hmen is business me loss k waqt sbr se kam krna chahe kyun k agr hm is business me sbr se kam karty hain tu hm acha earn asay asani se kr skaty hain is iliye hmen chahe k hm is business me loss k waqt sbr se kam kiaa kareen hmeshah
                            • #299 Collapse

                              jee bilkul janab ap theek keh rahay hain har business main profit and loss dono he hotay ahin. hamen dono ko he accept karna chahyie.. or aksar tou esa hota hae k hamen jo loss hota ahe agar hum usy theek se samjh lain k hamen loss kynk huaa hae tou wo hamaray agay barhnay k liye hamara successful step bhi ban sakta hae..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                Some time mistakes insan ko bhut bara aur successful trader bnati hain. Mistakes insan ki rehnumai karti hain agr wo mistakes sy sekhy tu. Mistakes agr hoti hain tu trader ko apna confidence loose nahi karna chaiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X