A loss is not all, it may be key of your success.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    A loss is not all, it may be key of your success.
    Profit and loss both are part of trading. Many trader leave forex after some loss. I think a loss is not all. There are many thing to learn from a loss trade. We have to analysis and find out the cause of loss. If we avoid the cause of loss then we can reduce loss in future. So, don't be afraid after loss, try to overcome and see that success come to you.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    i think mary khayal sa Many trader leave forex after some loss I think a loss is not all There are many thing to learn from a loss trade ha.............
    • #3 Collapse

      jee han mere dost aap sahy keh rahay ho kuch log forex may loss kar bethtay hain aur apnay losses say har man kar kaam chor detay hain lekin bande ko apni ghaltyon say seekh kar ghaltyan dhoor karni chahye
      • #4 Collapse

        jee han dostoun mera is bare may yeh khayaal hay kayforex aik best busineess hay jis may kaam acha hay tawajja bhi dayn aur aik kamiyaab trader bun sakte hain and loss say hum bh kuch seekh sakte hain
        • #5 Collapse

          sahi kah loss se har mane ke baje hum ko appni mistake se sikhna chaye or zada mehnat or lagan s ekam kerna chaye take jo ghalti hoi hai wo dobara na ho
          • #6 Collapse

            g bilkull loss hi humai success ka rasta dekhaty hain...isliye humain chhaye k hum loss hone k bad kabhi bhi himmat na haray balkay pani un mistakes se sabaq hasil karain un ko sudharay takay hum hum achi trading kerskay n un mistake ko again na repeat kerskaty n successful ban skaay....
            • #7 Collapse

              Dear ye bilkul sai baat hai ke yahan pe loss ki waja se aap ise na choren bulke loss ko aone liye kamyabi ka rasta banaen aur us se seekhen ke apke loss ki kya waja hai
              • #8 Collapse

                dekhen esa to lazme hota hai ub ager koi forex mein reh ker kahen ke mujhe kabhe loss nahee huwa to mein nahee man saktee aur mujhe yead hai jub mujhe pehla loiss huwa to mujhe yaqeen nahee araha tha lakin ub mujhe es baat ka yaqeen hogaya hai ke liss to forex ka part hain kher humeiin loss se seekhna chaye ke bhei hamare kin mistakes ke wajah se humien yeah loss huwa
                • #9 Collapse

                  forex tradingkren se pehle apko chaye ke ap forex ke bare me learning kre aur isk ebad he forex me trading kre forex me lot he ahem krdar ada krta he jo apke profit opar he depend krta he
                  • #10 Collapse

                    han dost yeh bat bikul theek hai ke haar sab kuch nahe hoti kyun ke jitni dafa ap haro gay utna us kam ko us chez ko jeetne ka hosla barhta hai hmain un se seekhna chaye aur agy barhna chaye yahe trader ki nishani hai kyun ke us ki life full of risks hoti hai aur loss ka bhe khadsha hota hai tou ummeed nh toro na he apni har se beth jao balky us se seerihee bnao opar charhne ke lye.
                    • #11 Collapse

                      Yup exactly It is true that ke isme koi loss to ho ni skta agr ap mehnat se kam kare to apko loss ke bajay profit hi profit hein so aim high and work hard to achieve this vital role that in which you can do this work in any of the free time you have, , ,
                      • #12 Collapse

                        blkul saee kaha hai apne jb bhi humein loss hota hai to hum yeh smjh lete hain k hum is kaam mein achay naaii aur hum is kaam se duurr hote jatay hain but yeh nai sochtay k kiia pta yeh loss hmaree unchayee mein chdnay ki pehlee sedhee ho.? so humein disheart nai hona chaye hum ko kaam continue rkhna chaye
                        • #13 Collapse

                          mujy ap k bat achy lagy ha waqy h bohat sary lof forex m har man kar isy chor dety ha k ye sahi business nahi ha lekin ye bohat acha business ha ager hum si m greed n kary tu hum bohat profit ly sakty ha
                          • #14 Collapse

                            yes dear agar hume trading me loss ho jaye to is ka matlab ye nai hota hai ke sub kuch khatam ho gaya hai balke loss hume leasson deta hai ke hum apni mistakes per qabo pa kar trading kare ge to hum achi trading kar ke ache trader ban sake ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Bohat sara traders asa hen jo k apna knowledge ki kami ki wja sa lose karwa lata hen phir disheart ho jata hen aor trading chor data hen asa nai karna chahya balka apna lose sa b kuch na kuch sekhna ko milta ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X